!!!......ALVIDA......!!!

by badnaam_shayar on August 14, 2006, 08:27:14 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3420 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: August 19, 2006, 05:17:43 PM »
nice  work  all..........   very  nice  sharing......

Mere liye bahaar-o-khizaaN eik se heiN sab
Ab ke Baras bahaar meiN hogi na kuch namood
Ab tum ko bhool jaane ki koshish karooN ga meiN
Ab aatish-e-firaaq meiN jaltaa hai sab wajood ....nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ALVIDA DOSTO by gum in Shayri-E-Dard
Hamein Jab Alvida Kehne Lago by angel4u in Shayri-E-Dard
ALVIDA ALVIDA MAH-E-RAMZAN by Shaanu in Miscellaneous Shayri
ranjana
Guest
«Reply #16 on: August 20, 2006, 02:23:40 AM »
aaeia ban ke bhi humne khud mein utar ke dekha
teri yaado ke sang kabhi jee ke kabhi mar ke dekha

ek khayaal thaa bas unka saath saath mere
hamne khyaalo mein bhi unhe rang badlate dekha

yun hi failta gaya yaado ka carvaan
hamne apne har khawab ko har lamha adhura sa dekha
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #17 on: August 20, 2006, 03:31:45 AM »
Bohat khoob BS, Ranjana, Bhondu & Waheed...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 20, 2006, 05:10:24 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
nice  work  all..........   very  nice  sharing......

Mere liye bahaar-o-khizaaN eik se heiN sab
Ab ke Baras bahaar meiN hogi na kuch namood
Ab tum ko bhool jaane ki koshish karooN ga meiN
Ab aatish-e-firaaq meiN jaltaa hai sab wajood ....nm


bahut khub likh ahi waheed bhai....

hum tere naam aapni wafaye ker jaayenge,
tere wajood mein jal ker mar jaayenge.
per humari us raakh ka bhi aapna wajood hoga.
jis dekh aap siskenge. tadap jaayenge.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #19 on: August 20, 2006, 05:11:51 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
nice  work  all..........   very  nice  sharing......

Mere liye bahaar-o-khizaaN eik se heiN sab
Ab ke Baras bahaar meiN hogi na kuch namood
Ab tum ko bhool jaane ki koshish karooN ga meiN
Ab aatish-e-firaaq meiN jaltaa hai sab wajood ....nm


bahut khub likh ahi waheed bhai....

hum tere naam aapni wafaye ker jaayenge,
tere wajood mein jal ker mar jaayenge.
per humari us raakh ka bhi aapna wajood hoga.
jis dekh aap siskenge. tadap jaayenge.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: August 20, 2006, 06:51:23 AM »
koi wada, koi wafa, koi kasam na kaam aai
uski bewafai jeeti, na meri kabhi subah aai
bicha kar khud ko, gart (mitti mai mil jaana) kar ke dekh liya
shayad mujh main, usko ek lash hi najar aaii
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 20, 2006, 07:26:18 AM »
Quote from: "Pooja"

koi wada, koi wafa, koi kasam na kaam aai
uski bewafai jeeti, na meri kabhi subah aai
bicha kar khud ko, gart (mitti mai mil jaana) kar ke dekh liya
shayad mujh main, usko ek lash hi najar aaii


kash mujh mein usay meri laash nazar aati.
ek baar to mere liye wo bhi thoda taras khati.
bewafaai ki jeet hoti hai ab baat aapki sahi hai,
meri bhi bas laash hai per laash jaisi nhi hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: August 20, 2006, 07:27:44 AM »
jeete insaan ki kadar na kar sake jo
wo lash per kaya taras khayegy
payaar bhare yah dil hamare
na kabhi un pathar dil ko samjh payegy
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 20, 2006, 08:34:19 AM »
Quote from: "Pooja"

jeete insaan ki kadar na kar sake jo
wo lash per kaya taras khayegy
payaar bhare yah dil hamare
na kabhi un pathar dil ko samjh payegy


humne jinko kabhi samjha tha phool,
aaj wo hi hubhote hai humare dil mein shool,
pata nhi mohabbat mein ye sama kahan se aata hai
dekte hi dekhte her rang badal jaata hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: August 20, 2006, 08:49:25 AM »
kismat ki hai baty, sara kismat ka hai khail,
khinch ke kuch lakeere, buna jaal yah fareb
acha hua to uski rahmat, bura hua to mera naseeb
wah khuda, wah re khuda, tere khail, tere yah fareb!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #25 on: August 20, 2006, 05:45:48 PM »
Superb Jugalbandi Bhondu bhai and Pooja ji

Kya pata tha tera.....
Aur konsa mera Safar pesh tha......

Thi ek baat chupi mere Seene me......
Jise jaanke yahan harr Shaks hairat angez tha......

WaQt ab dikha raha hai mausam......
Aur dil me uske Fareb tha......

Poochti patjhad bhi humse......
Mere Aanchal teri daali ka konsa paid tha.......

Kya pata tha tera......
Aur konsa mera Safar pesh tha.........!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: August 21, 2006, 07:45:58 AM »
her waqat ka safar, ek alvida(JUDAI) se shuru kiya
hoti rahi judai, milan ki aass mai he dil jiya
her kadam per zindagi ne, gum ka ghoont piya
khuda rahe salmat, jisne kabhi ALVIDA (MOUT) nahi kiya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 22, 2006, 12:53:33 PM »
Quote from: "Pooja"
her waqat ka safar, ek alvida(JUDAI) se shuru kiya
hoti rahi judai, milan ki aass mai he dil jiya
her kadam per zindagi ne, gum ka ghoont piya
khuda rahe salmat, jisne kabhi ALVIDA (MOUT) nahi kiya


bahut aacha likha hai pooji dear.
alvida kehne tak ye saanse jism mein ruki hai.
alvida ker jaana hai sabko kisi din,
alvida mein tanhayee chupi hai
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:53:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer