alvida

by salil2002 on November 08, 2008, 07:18:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 6309 times)
salil2002
Guest
chalo basti jal chuki hai ab yahan rakh ka dher hai
hai nahin mohabbat yahan lagta hain jaise gair hai
kyun rokte ho tum mujhe jab rokna nahin chahte
kyun dete tasalli jab ho dard dena chahte

kyun tu ae nasamajh dil ab bhi hai rukna chahta
kya tujhe is roshni k pare andhera nazar nahin aata
haan yeh roshni oos aag kii jo jala rahi hai tera ghar
kyun nahin samajhta kyun tu hai khandhar main rehna chahta

haan maine dekh liya hai ashqo ko aankhon main tairte huye
magar main aage bad k uske ashqo ko poochna nahin chahta
haan woh mohabbat toh karti hai bharosa nahin karti
magar main safai de k dil ko dukhana nahin chahta

mat samjho mujhe itna bhi kamzarf
kii oose ruswa karoonga jaane se pahle
bas ek hasrat chahta hoon main oosse
mujhe baahon main bhar lo alvida kehne se pahle
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alvida by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
~~~~~~~ ALVIDA ~~~~~~~~~~~~~~~~~ by BeNam in Shayri for Khumar -e- Ishq
Alvida by Brijinder in Shayri for Dard -e- Judai
!!!......ALVIDA......!!! by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aakhri Alvida,. by Azeem Azaad in Shayri for Dard -e- Judai
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: November 08, 2008, 07:22:25 AM »
bohat khoobsurat kalam likha hain salil tumne.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: November 08, 2008, 07:38:07 AM »
Wonderful work Salil Ji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: November 08, 2008, 10:17:30 AM »
thnks rajesh bhai and sajid
kehna tha tumse kii apna khayal rakhna
magar zuba pahle hi khamos ho chuki thi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: November 08, 2008, 03:59:14 PM »
chalo basti jal chuki hai ab yahan rakh ka dher hai
hai nahin mohabbat yahan lagta hain jaise gair hai
kyun rokte ho tum mujhe jab rokna nahin chahte
kyun dete tasalli jab ho dard dena chahte

kyun tu ae nasamajh dil ab bhi hai rukna chahta
kya tujhe is roshni k pare andhera nazar nahin aata
haan yeh roshni oos aag kii jo jala rahi hai tera ghar
kyun nahin samajhta kyun tu hai khandhar main rehna chahta

haan maine dekh liya hai ashqo ko aankhon main tairte huye
magar main aage bad k uske ashqo ko poochna nahin chahta
haan woh mohabbat toh karti hai bharosa nahin karti
magar main safai de k dil ko dukhana nahin chahta

mat samjho mujhe itna bhi kamzarf
kii oose ruswa karoonga jaane se pahle
bas ek hasrat chahta hoon main oosse
mujhe baahon main bhar lo alvida kehne se pahle


 Applause Applause
Super creation salil bro...achcha likha hai aapne..
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #5 on: November 08, 2008, 04:03:17 PM »
chalo basti jal chuki hai ab yahan rakh ka dher hai
hai nahin mohabbat yahan lagta hain jaise gair hai
kyun rokte ho tum mujhe jab rokna nahin chahte
kyun dete tasalli jab ho dard dena chahte

kyun tu ae nasamajh dil ab bhi hai rukna chahta
kya tujhe is roshni k pare andhera nazar nahin aata
haan yeh roshni oos aag kii jo jala rahi hai tera ghar
kyun nahin samajhta kyun tu hai khandhar main rehna chahta

haan maine dekh liya hai ashqo ko aankhon main tairte huye
magar main aage bad k uske ashqo ko poochna nahin chahta
haan woh mohabbat toh karti hai bharosa nahin karti
magar main safai de k dil ko dukhana nahin chahta

mat samjho mujhe itna bhi kamzarf
kii oose ruswa karoonga jaane se pahle
bas ek hasrat chahta hoon main oosse
mujhe baahon main bhar lo alvida kehne se pahle


bahut accha ... likha hai aapne salil jii Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: November 10, 2008, 04:53:04 AM »
thnks honey sis and sonia
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:02:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer