~~~~~~~ANJANI ki KAHANI~~~~~~~

by anjani_si on January 09, 2007, 12:15:22 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2103 times)
anjani_si
Guest
muskurahat ke peeche, apna gum chupaon
isse hassi ke peeche, apne ansu chupaon

ankhoin mein toote huwe sheeshe khwaboon ke samaithoon
dil mein bikhri huwi zindagi ko sambhaloon

ghalat se bhi pisale ankhoin se ansu
tu haath utha ke khuda se SABAR manghoon

dil ki baat, dil mein daba dhoon
ANJANI kaun hai kisi ko khabar na hone dhoon

baataon bhi tu kya baataon
ek ladki jo bikher gayi hai,, yeh baataon

akele mein,,,,andher he andher maarti rahoin
kisi ko yeh gum ke parchayi na dhoon

sabh mujhe apni dastaan-e-mohabbat sunayein
aur maine unka maan thora sa behlaon....

kisi ko phir bhi na khabar laghe, ke yeh kyun hasti hai
koyi jaan na paaye ye kyun apne app ko ANJANI kehti hai

ANJANI nahi tu kya  hoon, ekh murjhaya hua phool hoon
jiski badbu khud mein sama dete hoon, aur khushbu appni dusroon pe lutati hoon

isse khushbu ko maine appne paas rakh kar kya karoongi
kamaz kaam kisi ko tu du pal hasa dhoonghi

nahi chahiye mujhe pyar uske badle
nahi chahiye mujhe duayein uske badle

dhoond rahi hoon koyi jiske seense se lagh kar ansu bahaon
dhoondh rahi hoon koyi jisko maine apna boloon

ladki ek ANJANI SI hoon, itni badnaseeb hoon
khushi hai kisi ki parchayi , kisi ki zindagi nahi hoon
warna koyi mere wajah se rota, aur itni pathar dil nahi hoon

mere dil mein bhi haan kuch baatein, par koyi na jaane
mere dil mein bhi haan raaz bohat, par koyi na pehchane

eeh-KHUDA, tere sajde karti hoon, koyi gunaah nahi
tu phir inh sabke bheech mein, maine tanha kyun
itni behrehmi kyun, itni behchani kyun?Huh???
aaj itne dino ke baadh, yeh afasana suna rahi hoon
ekh ANJANI ladki ki kahani batla rahi hoon
aaj isse dil ke raaz khol ke ja rahi hoon
isse muskurahat ke peeche jo raaz hai woh keh gayi hoon
parh phir bhi maine ANJANI si he hoon!!! :D:D:D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har Waqt Mitli Rehti Hai Mujhai Anjani Si Saza.! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Hai To Wo Anjani Si................KAsh by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
dastak anjani by soudagar in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Manjil bhi anjani... by sanchit in Shayri for Dard -e- Judai
Anjani khushbu by Ashu dadwal in Miscellaneous Shayri
FAREE
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2007, 01:31:19 AM »
Quote from: "anjani_si"
muskurahat ke peeche, apna gum chupaon
isse hassi ke peeche, apne ansu chupaon

ankhoin mein toote huwe sheeshe khwaboon ke samaithoon
dil mein bikhri huwi zindagi ko sambhaloon

ghalat se bhi pisale ankhoin se ansu
tu haath utha ke khuda se SABAR manghoon

dil ki baat, dil mein daba dhoon
ANJANI kaun hai kisi ko khabar na hone dhoon

baataon bhi tu kya baataon
ek ladki jo bikher gayi hai,, yeh baataon

akele mein,,,,andher he andher maarti rahoin
kisi ko yeh gum ke parchayi na dhoon

sabh mujhe apni dastaan-e-mohabbat sunayein
aur maine unka maan thora sa behlaon....

kisi ko phir bhi na khabar laghe, ke yeh kyun hasti hai
koyi jaan na paaye ye kyun apne app ko ANJANI kehti hai

ANJANI nahi tu kya  hoon, ekh murjhaya hua phool hoon
jiski badbu khud mein sama dete hoon, aur khushbu appni dusroon pe lutati hoon

isse khushbu ko maine appne paas rakh kar kya karoongi
kamaz kaam kisi ko tu du pal hasa dhoonghi

nahi chahiye mujhe pyar uske badle
nahi chahiye mujhe duayein uske badle

dhoond rahi hoon koyi jiske seense se lagh kar ansu bahaon
dhoondh rahi hoon koyi jisko maine apna boloon

ladki ek ANJANI SI hoon, itni badnaseeb hoon
khushi hai kisi ki parchayi , kisi ki zindagi nahi hoon
warna koyi mere wajah se rota, aur itni pathar dil nahi hoon

mere dil mein bhi haan kuch baatein, par koyi na jaane
mere dil mein bhi haan raaz bohat, par koyi na pehchane

eeh-KHUDA, tere sajde karti hoon, koyi gunaah nahi
tu phir inh sabke bheech mein, maine tanha kyun
itni behrehmi kyun, itni behchani kyun?Huh???
aaj itne dino ke baadh, yeh afasana suna rahi hoon
ekh ANJANI ladki ki kahani batla rahi hoon
aaj isse dil ke raaz khol ke ja rahi hoon
isse muskurahat ke peeche jo raaz hai woh keh gayi hoon
parh phir bhi maine ANJANI si he hoon!!! :D:D:D



Anjani  Buht Khoob





Dekh masumiat kalioN ki phooloN ki ibadat chhorh di,
Maali the hum jis bagh ke uski bhi hifazat chhorh di.

FizaN meiN bheegi sham ho tum pyaar meiN chalakta jam ho,
Doonda kiye tumko yahaaN wahaN humne toh shrafat chhorh di.

AkhiyoN mein shrarat aapki, shokhi meiN nazakat aapki,
Aisa bhi ab sharmana kya, humne toh shrarat chhorh di.

Chhalka dooN apni aankh ke maiN ashq tumhaari aankh se,
Aisi hai mahek mere pyaar ki humne woh maharat chhorh di.

Tum laout ke aaoge kabhi tera wada tha har pal yahi,
har Shab jo tira intzaar tha, humne woh aadat chhorh di.

Ghayal jab apno ne kiya, GairoN se ab hai kya gila,
Uthha leiN chahe khanzar sabhi, humne toh khilafat chhorh di.




Logged
Rajbir
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2007, 01:41:05 AM »
:flower: Anjani[/size][/color] :flower:

Bahut he dard bhari daastan sunayi tumne !  :cry:  :cry:  :cry:

Kehne ko to ho tum duniya ke liye anjani
Par tumhari yeh baat maine kabhi na maani !

Muskurahat tumhari dekhne ke liye jaagoon main saari raat
Neend na aaye, jab takk na main kar loon tumse thodi baat !

KHUDA ki dua se humne tumhe apne beech ek pari ki tarah paaya hai
Duniya ke har kone se tumhe sabhi ne apni palkon par bithaya hai !

Honge tumhare khwaab poore meri behna sabhi
Mat laana apni aankhon mein aansoo phir kabhi !

Ice creams, chocolates aur pepsi ki watt lagao
Apne bhaiya ke saath masti karo mauj manao ! :D:D:D
[/color]
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2007, 05:04:19 AM »
WOW.....Everyone Just did his Best......Anjaani.....Faree....and Rajbir Bhaiya aap bhi.....Mashallaaah rula dete ho sab ke sab Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #4 on: January 09, 2007, 05:06:53 AM »
Fikar na kar tu iss Dard-O-gum ki......
Insab se hamara Purana rishta raha hai......

Hasi ho Chahe nayi ya purani......
Aakhir humne bhi sab haste hue hee saha hai......

Hai Anjuman ka ek Mausam......
Jo Bahaar bankar phir kabhi laut ayega.......

Khill uthegi phir wahi Hotoan pe laali.......
Agar yoon hee harr Shaks BAdnaam hota jayega....!!!!!!!
:wink:  :wink:  :wink:
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: January 09, 2007, 09:12:48 AM »
bahut khoob Anjani and good reply faree, Rajbir and gaurav....

bahut accha likha hao aapne
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #6 on: January 09, 2007, 01:01:27 PM »
wah wah ... bohaat khoob....anjani,faree, rajbir n gaurav..!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: January 09, 2007, 05:28:49 PM »
Very good Anjani...!! Your work is improving with each poem...!! Keep it up !! Usual Smile

Nice reply Rajbir, and Guarav..!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: January 09, 2007, 06:27:51 PM »
wonderful   Anjani......... Rajbir  Bhayya.....  Faree...Gaurav........:lol:
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #9 on: January 09, 2007, 06:53:32 PM »
Wow bohat khoob Anjaani and all frnds.

"Ye mohabbat teri na jaane kahan le ja rahi hai,
 har ek pal , naye aansoo deti jaa rahi hai.......,
 na jaane kaise niklungi is gam se main yaaron,
 anjaan raahon pe anjaani bas chalti jaa rahi hai."
Logged
FAREE
Guest
«Reply #10 on: January 09, 2007, 07:58:49 PM »








Thank You To All





Logged
anjani_si
Guest
«Reply #11 on: January 09, 2007, 11:46:47 PM »
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
muskurahat ke peeche, apna gum chupaon
isse hassi ke peeche, apne ansu chupaon

ankhoin mein toote huwe sheeshe khwaboon ke samaithoon
dil mein bikhri huwi zindagi ko sambhaloon

ghalat se bhi pisale ankhoin se ansu
tu haath utha ke khuda se SABAR manghoon

dil ki baat, dil mein daba dhoon
ANJANI kaun hai kisi ko khabar na hone dhoon

baataon bhi tu kya baataon
ek ladki jo bikher gayi hai,, yeh baataon

akele mein,,,,andher he andher maarti rahoin
kisi ko yeh gum ke parchayi na dhoon

sabh mujhe apni dastaan-e-mohabbat sunayein
aur maine unka maan thora sa behlaon....

kisi ko phir bhi na khabar laghe, ke yeh kyun hasti hai
koyi jaan na paaye ye kyun apne app ko ANJANI kehti hai

ANJANI nahi tu kya  hoon, ekh murjhaya hua phool hoon
jiski badbu khud mein sama dete hoon, aur khushbu appni dusroon pe lutati hoon

isse khushbu ko maine appne paas rakh kar kya karoongi
kamaz kaam kisi ko tu du pal hasa dhoonghi

nahi chahiye mujhe pyar uske badle
nahi chahiye mujhe duayein uske badle

dhoond rahi hoon koyi jiske seense se lagh kar ansu bahaon
dhoondh rahi hoon koyi jisko maine apna boloon

ladki ek ANJANI SI hoon, itni badnaseeb hoon
khushi hai kisi ki parchayi , kisi ki zindagi nahi hoon
warna koyi mere wajah se rota, aur itni pathar dil nahi hoon

mere dil mein bhi haan kuch baatein, par koyi na jaane
mere dil mein bhi haan raaz bohat, par koyi na pehchane

eeh-KHUDA, tere sajde karti hoon, koyi gunaah nahi
tu phir inh sabke bheech mein, maine tanha kyun
itni behrehmi kyun, itni behchani kyun?Huh???
aaj itne dino ke baadh, yeh afasana suna rahi hoon
ekh ANJANI ladki ki kahani batla rahi hoon
aaj isse dil ke raaz khol ke ja rahi hoon
isse muskurahat ke peeche jo raaz hai woh keh gayi hoon
parh phir bhi maine ANJANI si he hoon!!! :D:D:D



Anjani  Buht Khoob





Dekh masumiat kalioN ki phooloN ki ibadat chhorh di,
Maali the hum jis bagh ke uski bhi hifazat chhorh di.

FizaN meiN bheegi sham ho tum pyaar meiN chalakta jam ho,
Doonda kiye tumko yahaaN wahaN humne toh shrafat chhorh di.

AkhiyoN mein shrarat aapki, shokhi meiN nazakat aapki,
Aisa bhi ab sharmana kya, humne toh shrarat chhorh di.

Chhalka dooN apni aankh ke maiN ashq tumhaari aankh se,
Aisi hai mahek mere pyaar ki humne woh maharat chhorh di.

Tum laout ke aaoge kabhi tera wada tha har pal yahi,
har Shab jo tira intzaar tha, humne woh aadat chhorh di.

Ghayal jab apno ne kiya, GairoN se ab hai kya gila,
Uthha leiN chahe khanzar sabhi, humne toh khilafat chhorh di.






kisi se gila nahi,,,,kisi se shikayath nahi ki
humne tu sirf apni dastan kalam pe hai likhi

tumne gila kaisa...tumse nafrat kaisi
ishq ke safar mein yeh rasta kaisa...

hasti hoon,,,,tu apna gum chupa leti hoon
inh du haseen paloon ko qaid kar leti hoon

ekh he mayane mein maine jeeti rehti hoon
isse duniya mein kisi ke kaam tu aah jaati hoon

khuda se haath utha kar yehi dua karti hoon...
rab mere mujhe sahi rasta dikhana....kyun ke maine apni manzil bhool chuki hoon!! tongue3
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #12 on: January 09, 2007, 11:55:47 PM »
Quote from: "Rajbir"
:flower: Anjani[/size][/color] :flower:

Bahut he dard bhari daastan sunayi tumne !  :cry:  :cry:  :cry:

Kehne ko to ho tum duniya ke liye anjani
Par tumhari yeh baat maine kabhi na maani !

Muskurahat tumhari dekhne ke liye jaagoon main saari raat
Neend na aaye, jab takk na main kar loon tumse thodi baat !

KHUDA ki dua se humne tumhe apne beech ek pari ki tarah paaya hai
Duniya ke har kone se tumhe sabhi ne apni palkon par bithaya hai !

Honge tumhare khwaab poore meri behna sabhi
Mat laana apni aankhon mein aansoo phir kabhi !

Ice creams, chocolates aur pepsi ki watt lagao
Apne bhaiya ke saath masti karo mauj manao ! :D:D:D
[/color]



ansu ko maine nahi bhulati....woh tu khud aah jaate hain
khwaboon ko maine nahi torti,,,,naseeb he berangh laate hain

ice creama ur pepsi se sirf maine hai apna maan behlaya
kabhi socha inh ke begair kisi ko hai maine apna banaya

nahi chahiye mujhe woh muskurahat...sirf du pal kisi ka saath chahiye
nahi chahiye mujhe woh sakoon aur aram...sirf koyi apna chahiye

isse ANJANI ki kahani hai sabke saamne ayi...
tu phir sabki ankhoin mein yeh nami kyun hai chayi,,,

muskura dein sabh du pal....tu murjhaya phool bhi khil uthegha
inh ranghoon ke saath ANJANI bhi udh jayeghi :D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #13 on: January 10, 2007, 12:01:28 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Fikar na kar tu iss Dard-O-gum ki......
Insab se hamara Purana rishta raha hai......

Hasi ho Chahe nayi ya purani......
Aakhir humne bhi sab haste hue hee saha hai......

Hai Anjuman ka ek Mausam......
Jo Bahaar bankar phir kabhi laut ayega.......

Khill uthegi phir wahi Hotoan pe laali.......
Agar yoon hee harr Shaks BAdnaam hota jayega....!!!!!!!
:wink:  :wink:  :wink:


mausam nahi,,,, yehi meri zindagi hai
koyi dastaan nahi yehi meri kahani hai

khileghi kaise yeh honthon ki laali
badnaseeb hum badnaam bhi nahi hote hain...!! :D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #14 on: January 10, 2007, 12:04:08 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Wow bohat khoob Anjaani and all frnds.

"Ye mohabbat teri na jaane kahan le ja rahi hai,
 har ek pal , naye aansoo deti jaa rahi hai.......,
 na jaane kaise niklungi is gam se main yaaron,
 anjaan raahon pe anjaani bas chalti jaa rahi hai."


rely nice :D:D:D

anjane rahoon pe chal rahi hoon...
manzil ka pata nahi phir bhi chali ja rahi hoon...

le jayenge yeh raste mujhe kahen...
issi umeed se maine jeeye ja rahi hoon :D
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:48:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer