Ansoo

by Pooja on July 22, 2004, 07:53:21 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 18
Print
Author  (Read 17464 times)
Pooja
Guest
App anne ka wada karke kabhi ayye hi nahi,
Yah ansoo jaane ka wada kar ke kabhi gai hi nahi
App ayye nahi, to humne in ansoouo se dosti kar li,
Shayad yah teri dosti ka hai asar, shayad, yah, teri dosti ka hai asar,
Ki ab gum ho ya khushi, Ansoo kabhi atty hi nahi.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ansoo by Sonu in Shayri-E-Dard
Ankh nay kaha k a bewafa Ansoo, by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
Apne Ansoo...n se tum ko.........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Rah rah ke ansoo........mkv by mkv in Shayri for Khumar -e- Ishq
ansoo.......................BhupinderDHILLON by BhupinderDHILLON in Shayri for Dard -e- Judai
Pooja
Guest
«Reply #1 on: July 26, 2004, 03:36:04 PM »
dil diya dard liya
ahsaas diya, ahsaas liya
shayad hum na thy unke kabil
ek bar ajman ke to dekha hota.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #2 on: July 27, 2004, 03:14:52 AM »
dil ki dunya mey sab apni dhuni bajatey hai,
ghayal huker phir vohe bheyrvo raag gatey hai,
manjil to dhund nahi patey hia,
mager ishqu key list mey apna naam chud jatey hia.
Logged
Kasak
Guest
«Reply #3 on: July 27, 2004, 05:34:34 AM »
to Pooja
uski yaad mein dekho hum kya karte hain
bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain
dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla
meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla
Logged
Kasak
Guest
«Reply #4 on: July 27, 2004, 05:42:19 AM »
aa, ki meree jaan ko qaraar naheeN hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar  naheeN hai
dete haiN jannat hayaat-e-dahar ke badle
nashsha ba_andaaza-e-KHummaar naheeN hai
giriya nikaale hai teree bazm se mujh ko
haay !  ki roone pe iKHtiyaar naheeN hai
hamse 'abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak meiN ushshaaq kee GHubaar naheeN hai
dil se uThaa lutf-e-jalva haay ma'anee
GHair-e-gul aainaa-e-bahaar naheeN hai
qatl ka mere  kiya  hai 'ahad to baare
waae ! akhar 'ahad ustuwaar naheeN hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: July 27, 2004, 06:09:43 AM »
Tasveer teri aankhon mein chupali hai maine
Teri yaad apne dil me basali hai maine
Jeene ko to sabhi jeelete hain, tumhe apni saans banali hai maine
Mohabbat to sabhi karlete hain yahan, tumhe apni jaan banali hai maine
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: July 27, 2004, 05:24:54 PM »
Uski yandon mai hum kaya kaya kar gai
jab bhi hua sawal, hum us per sawal kar gai


tasweer uski jo ankho mai basai humne,
usi ke dar se bhir ankhy bhi na uthai humne
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #7 on: September 14, 2004, 11:25:08 AM »
WoW! Very Nice written pooja ji!

Kaash ke Mil ke Rote,
Kuchh Dard to halke Hote,
Phir ranj Na Hota Itna,
Hai tanhai Mein Jitna,
Bekaar na Jaate Aasoo!
Kuchh Daagh Jigar Ke Dhote!


(NM) (From one of My favorite gazals sung by Talat Mehmood)
Logged
nishita
Guest
«Reply #8 on: September 15, 2004, 08:07:04 AM »
very nice all
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: September 15, 2004, 08:26:25 AM »
nice AKS JI.
Logged
akela
Guest
«Reply #10 on: September 15, 2004, 03:07:42 PM »
iss tarah jindagi bhar na rota,
hota khush mai gar yaha nahi hota,
phir sochta hu do aansu upar ke liye bhi bacha lu
kyoki ye dard-e-dil ka gam kaha nahi hota.
Logged
pappu
Guest
«Reply #11 on: September 15, 2004, 03:21:04 PM »
maheboob ko aansoo samaj ker,

aankho mai basa liya

fir kabhi un aankho se,

aansoo ko giraya n gaya.  glasses2

pappu.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: September 15, 2004, 03:24:16 PM »
wah bahoot khoob Akela >>
phir sochta hu do aansu upar ke liye bhi bacha lu
kyoki ye dard-e-dil ka gam kaha nahi hota

bahoot khoob.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: September 16, 2004, 04:38:57 PM »
nice one akela....
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #14 on: September 16, 2004, 07:57:39 PM »
Nice Akela! & Pappu!
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 18
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:41:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer