-AnsooN (A True Friend)-

by HumTum on January 09, 2009, 09:00:05 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1394 times)
HumTum
Guest
Ansoon hai dost mere gum mera khazana hai
Yhi ab meri zindgi hai yun hi ab jiye jana hai

Majboriya hongi kucch, woh bewaffa nahin
Dil ko samjhane ka yeh ik accha bahana hai

Tu jaffa bhi kare to kya, hum waffa hi karenge
Haan, ik Majnu ne aaj yahi laila ko batlana hai

Aaj phir ik aashiq chada hai nafrat ki suli,
Haye! Kitna zalim, kitna bedard zamana hai

Ajab musibat mein hon mein kya karu kha jau
Peeche hai ghar uska, aur aage mehkhana hai

Ghar nahi, gali nahi, kuccha nahi, manzil nahi
Musafir hoon mein, mujh ko bas chalte jana hai

Kha gaye woh walwale jo kabhi kha karte the
:HumTum: se badhkar na koi aur dewana hai !!



HumTum   tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
a true friend by adnan_sami in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
a true is friend by salman4u in SMS , mobile & JOKES
A Fact,. About Fake Friend And True Friend,. by Azeem Azaad in Chit - Chat & General Discussion
true friend by soni thukral in Miscellaneous Shayri
A True Friend by nikss in English
k.shael
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2009, 09:15:59 AM »
Ansoon hai dost mere gum mera khazana hai
Yhi ab meri zindgi hai yun hi ab jiye jana hai

Majboriya hongi kucch, woh bewaffa nahin
Dil ko samjhane ka yeh ik accha bahana hai

Tu jaffa bhi kare to kya, hum waffa hi karenge
Haan, ik Majnu ne aaj yahi laila ko batlana hai

Aaj phir ik aashiq chada hai nafrat ki suli,
Haye! Kitna zalim, kitna bedard zamana hai

Ajab musibat mein hon mein kya karu kha jau
Peeche hai ghar uska, aur aage mehkhana hai

Ghar nahi, gali nahi, kuccha nahi, manzil nahi
Musafir hoon mein, mujh ko bas chalte jana hai

Kha gaye woh walwale jo kabhi kha karte the
:HumTum: se badhkar na koi aur dewana hai !!



HumTum   tearyeyed


Bahut Khoob Hum-Tum Ji,
Bahut pyara likha hai...

Shally.

Kya karenge ham hokar khud se hi khafa,
Zindagi naam hai chalne ka hame chalte jaana hai,

Maana ki gamm simte pade hai bahut dil me,
par har haal me hame muskuraane ki ada ko nibhana hai,

Kyun na ye sochkar dil ko khush kar le pal bhar ke liye,
ki aaj gaye hai wo majboori me wapis unhe ham par hi aana hai,

Shally.


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2009, 09:25:45 AM »
marhaba marhaba Hum Tum kabil-e-tareef kalam hain yeh specially 3rd sher ne to ghayel kar diya  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Basheer saheb ka ek sher yaad aa gaya.......

             Kuch to majbooriyaan rahi hogi
             Yuhi koi bevafa nahi hota

                              -Basheer Badr-

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2009, 01:04:22 PM »
Good one Hum Tum Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 09, 2009, 03:42:34 PM »
Bohat Achche, Hum Tum Ji,.
And Shally Partner,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: January 09, 2009, 04:53:57 PM »
bahoot khoob HumTum and Shally
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: January 12, 2009, 05:33:42 AM »
Bohat Achche, Hum Tum Ji,.
And Shally Partner,.

Shukriya Azeem,

Shally.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: January 12, 2009, 05:36:56 AM »
Ansoon hai dost mere gum mera khazana hai
Yhi ab meri zindgi hai yun hi ab jiye jana hai

Majboriya hongi kucch, woh bewaffa nahin
Dil ko samjhane ka yeh ik accha bahana hai

Tu jaffa bhi kare to kya, hum waffa hi karenge
Haan, ik Majnu ne aaj yahi laila ko batlana hai

Aaj phir ik aashiq chada hai nafrat ki suli,
Haye! Kitna zalim, kitna bedard zamana hai

Ajab musibat mein hon mein kya karu kha jau
Peeche hai ghar uska, aur aage mehkhana hai

Ghar nahi, gali nahi, kuccha nahi, manzil nahi
Musafir hoon mein, mujh ko bas chalte jana hai

Kha gaye woh walwale jo kabhi kha karte the
:HumTum: se badhkar na koi aur dewana hai !!



HumTum   tearyeyed


Bahut bahut khoob HumTum Ji... Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #8 on: January 12, 2009, 05:37:44 AM »
Bahut Khoob Hum-Tum Ji,
Bahut pyara likha hai...

Shally.

Kya karenge ham hokar khud se hi khafa,
Zindagi naam hai chalne ka hame chalte jaana hai,

Maana ki gamm simte pade hai bahut dil me,
par har haal me hame muskuraane ki ada ko nibhana hai,

Kyun na ye sochkar dil ko khush kar le pal bhar ke liye,
ki aaj gaye hai wo majboori me wapis unhe ham par hi aana hai,

Shally.




Very Well replied Shally... Thumbs UP
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: January 12, 2009, 05:41:28 AM »
Very Well replied Shally... Thumbs UP


Shukriya Mahiya Ji,

Aapki nazar me ye lines aa gayi to tassali ho gayi,

Shally.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:25:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer