mamta bajpai
Guest
|
LABON PE KABHI JHOOTE FASAANE NAHEE AATE MERI AANKHON KO ASHQ CHUPAANE NAHEE AATE
RAIT BAS GAYEE HAI MERRI AANKH KE KAASHAANE ME PALAKON PE AB SAPANE SUHAANE NAHEE AATE
HO KITANI HI LAMBI RAAT SUBAH HO HI JATI HAI UMMEEDON KE CHIRAAG HUMKO BUJHANE NAHEEN AATE
KYUNKAR MUJHE TU KHOUF DIKHATI HAI AY QAZA ZINDAGI MUJHKO JEENE KE BAHANE NAHEE AATE
APANI YAADON KA HI JASHN MANA LE 'MAMTA' SUNA HAI LOUT KAR GUZARE ZAMAANE NAHEEN AATE
MAMTA BAJPAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 19, 2010, 08:45:21 AM » |
|
Bahut sundar peshkash hai Mamta Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 19, 2010, 08:47:15 AM » |
|
BAHUT BAHUT SHUKRIYA RAJESHJEE!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rahi2001
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 19 hours and 8 minutes.
ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•
Posts: 745 Member Since: Nov 2008
|
|
«Reply #3 on: August 19, 2010, 09:47:16 AM » |
|
LABON PE KABHI JHOOTE FASAANE NAHEE AATE MERI AANKHON KO ASHQ CHUPAANE NAHEE AATE
RAIT BAS GAYEE HAI MERRI AANKH KE KAASHAANE ME PALAKON PE AB SAPANE SUHAANE NAHEE AATE
HO KITANI HI LAMBI RAAT SUBAH HO HI JATI HAI UMMEEDON KE CHIRAAG HUMKO BUJHANE NAHEEN AATE
KYUNKAR MUJHE TU KHOUF DIKHATI HAI AY QAZA ZINDAGI MUJHKO JEENE KE BAHANE NAHEE AATE
APANI YAADON KA HI JASHN MANA LE 'MAMTA' SUNA HAI LOUT KAR GUZARE ZAMAANE NAHEEN AATE
MAMTA BAJPAI
nice one mamta ji aap ki ye pesh kash mere dil me utar gayi aur ek halchal kar gayi mujhe achi lagi aap ki ye rachna dil se daaaaddddddddddd
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 19, 2010, 05:11:13 PM » |
|
BEHAD SHUKRIYA RAHI JEE!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 19, 2010, 05:32:24 PM » |
|
Mamtaa Jee Aadaab O Tasleem
Behad umdaa Khayaal aur gehrai hai aapki is kalaam meiN Dil se daad... Kafi achchi shayri ka muzahera kiya hai aapne....... Sabhi sher apne aap meiN behad khoob hai..
Aise hi likhati rahiye... Khush rahiye.....
Dost mere ab mujhko bulaane nahi aate Hume bhi kisse naye sunaane nahi aate
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 25, 2010, 06:42:40 AM » |
|
PARWAAZ JEE !KALAAM KO APNA QEEMATI WAQT DENE KE LIYE BEHAD SHUKRIYA.....AAP NE JO LIKHA HAI, WOH MERE LIKHE SE KAHEEN ZYAADA ASARDAR HAI....... BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAP NE .....MERI OR SE AAP KE IS EK SHER PAR DHERON DAAD......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: August 25, 2010, 08:41:33 AM » |
|
Humesha Ki tarah lajawaab!!!
bahut bahut Khoob Likha Hai Mamtaji Aapne..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 25, 2010, 08:57:06 AM » |
|
bahut bahut dhanyawaad Khwaish jee!hamesha kee tarah aap ki housla afzai bhi aajtak raah-e-shairi me mere saath hai.aage bhi aap ki nazar-e-inaayat ki muntazir.............
mamta bajpai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 25, 2010, 09:03:34 AM » |
|
LABON PE KABHI JHOOTE FASAANE NAHEE AATE MERI AANKHON KO ASHQ CHUPAANE NAHEE AATE
RAIT BAS GAYEE HAI MERRI AANKH KE KAASHAANE ME PALAKON PE AB SAPANE SUHAANE NAHEE AATE
HO KITANI HI LAMBI RAAT SUBAH HO HI JATI HAI UMMEEDON KE CHIRAAG HUMKO BUJHANE NAHEEN AATE
KYUNKAR MUJHE TU KHOUF DIKHATI HAI AY QAZA ZINDAGI MUJHKO JEENE KE BAHANE NAHEE AATE
APANI YAADON KA HI JASHN MANA LE 'MAMTA' SUNA HAI LOUT KAR GUZARE ZAMAANE NAHEEN AATE
MAMTA BAJPAI
bahut umda mamta ji...very nice ...!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 25, 2010, 05:13:45 PM » |
|
bahut bahut shukriya Marhoom Bahayaat jee!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 25, 2010, 06:10:19 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 26, 2010, 05:16:23 AM » |
|
PYAARI KUHOO, DHER SARA PYAAR,
HUMAARI SARAHANA KE LIYE BEHAD SHUKRIYA...TUM NE JO LIKHA HAI USI SILSILE ME MERI GAZAL KO EK OR SHER MIL GAYA .......
VAJOOD DARIYAA KA BAHTE HUE PAANI SE HAI ROK KAR RAWANEE MUJHE BANDH BANANE NAHI AATE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 27, 2010, 04:31:55 PM » |
|
Dher-saara pyaar aapko bhi Mamta-di...... Bahut mast sher bana hai di............ Shaan meri neel-gagan me udne se hai...... Ruk kar Ghosle banana mujhe nahi aata.......
PYAARI KUHOO, DHER SARA PYAAR,
HUMAARI SARAHANA KE LIYE BEHAD SHUKRIYA...TUM NE JO LIKHA HAI USI SILSILE ME MERI GAZAL KO EK OR SHER MIL GAYA .......
VAJOOD DARIYAA KA BAHTE HUE PAANI SE HAI ROK KAR RAWANEE MUJHE BANDH BANANE NAHI AATE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: August 27, 2010, 04:56:15 PM » |
|
behad khubsurat gazal mamta ji....har sher kaabile tareef hai aapka...
koyal ji aapne jo last sher kaha hai use dil me utaar lo... bas usi se hausla mil jayega jine ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|