apne dil ke haal

by waheed_rose2004 on July 11, 2004, 05:42:46 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Author  (Read 6198 times)
Nino
Guest
«Reply #45 on: August 11, 2004, 03:28:40 PM »
wo nasha hi kya jo do pal mein utter jaye
wo mehboob hi kya jo ek rah bichar jaye
pitye the pehle hum to uski yaad mein
ab to bottel ka hi saath hai
kahi ye bhi na bichar jaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shaamil mujhe kare to kabhi apne haal mai by ehsaas chahat ka in Share:Love Poetry
to apne hi haal pe TARAS khaa ke piyaa...!! by ghayal_shayar in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2  All »
Apne Haal Par Auro Ko Rula Dete Hai by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
Apne Hi Haal Pe Wo Pagal Hansta Sa Mila. by Rajnish.raaj in Shayri-E-Dard
nishita
Guest
«Reply #46 on: August 11, 2004, 04:22:55 PM »
nasha to hota hai utar jaane ke liye
mehboob to hota hai bichar jaane ke liye
lakh karlo jatan apne pyaar ko zinda rakhne ki
par dil to hota toot jaane ke liye..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #47 on: August 11, 2004, 04:29:01 PM »
Dil hi to hai na sang-o-khisht, dard se bhar na aaye kyoon,
Royenge ham hazar baar, koi hamen sataye kyoon.
Logged
Nino
Guest
«Reply #48 on: August 11, 2004, 05:02:05 PM »
Nishita for u

mein wo nasha kyu karo
jo do pal mein utter jaya
mein us mehboob se kyu milu
jo rah mein hi bichar jaye
manzil tak ka koi ager saathi hai
to kash hume wo mil jaye


Us ke milne ki karta hoon mein fariyaad
har subha har shyaam karta hoon main usko yaad
kabhi bhool se se hi sahi us aa jaye meri yaad


wo to yaad kar ke bhi hame bhool jate hai
mager hum to mar ke ke bhi nahi bhool pate hai
ager hai koi ishq ka khuda  
to bataado  yaaro ki ishq karke
sab kyu pachtate hai
Logged
nishita
Guest
«Reply #49 on: August 11, 2004, 05:04:27 PM »
awesome..well done nino
Logged
Nino
Guest
«Reply #50 on: August 11, 2004, 05:35:19 PM »
Thank u nishita
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #51 on: August 12, 2004, 06:48:52 AM »
YE NA THEE HAMARI QISMAT KE VISAAL-E-YAAR HOTAA
AGAR AUR JEETEY RAHTEY YEHI INTEZAAR HOTA.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #52 on: August 14, 2004, 05:10:13 PM »
'Waheed' Kyaa Kehtaa Phirtaa Hai Kuch Na Suno To Behtar Hai
Deewaanaa Hai Deewaane Ke Mounh Na Lago To Behtar Hai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #53 on: August 18, 2004, 06:38:13 AM »
Bahot Koshish Ki Magar Na Bhula Paaya Main Tujhko,
Yaad Tumhari Satati Rahi, Chaen Bhi Na Aaya Mujhko,
Sote Waqt Bhi Chehra Saamne Nazar Aaye,
Kya Mil-Jayega Mujhko Pyar Mera,
Bas Yahee Sochte Sochte Raat Guzar Jaye.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: August 18, 2004, 06:00:34 PM »
Deewane ko mouh na lagao to bahtar hai
Ishaq ko aaina na deekhao to bahtar hai
jaane wale ko pichy se na bulao to bahatar hai
ab Pooja kuch der ke liye tham jao to bahatar hai

bhoolana jo asan hota to wo payar na hota
yaad jo akar chali jati to wo yaadgaar na hota
har pal agar wo, na najar ayye to, wo deewana na hota
dil is kadar na tootata to wo shayar na hota
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #55 on: August 19, 2004, 06:20:03 AM »
nice one pooja...........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #56 on: August 23, 2004, 07:38:04 AM »
Kabhi Roke Muskuraye, Kabhi Muskurake Roye
Teri Yaad Jab Bhi Aayee, Tujhe Bhula Bulake Roye
Ek Tera Hi Naam Tha Jise Hazaar Baartha Likha
Jise Khush Hue The Likhkar Use Mita Mitake Roye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: August 23, 2004, 08:13:14 PM »
wah ahoot khoob>>>
 jise khush tha likh kar, usse mitta mitta kar roye
kabhi teri yandon se, kabhi teri tsweer pe, sir jhuka kar roye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #58 on: August 24, 2004, 06:58:27 AM »
thanx pooja................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #59 on: August 24, 2004, 07:07:48 AM »
Meri Rooh Ki Haqiqat Mere Aansuon Se Poocho.
Meraa Majalisii Mushkurahat Meri Haqiqat Nahin Hai.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:33:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer