~~"APNI MOHABBAT ME DHOKHA KHAYE HAI"~~

by k.shael on October 10, 2008, 10:01:02 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 6164 times)
k.shael
Guest

KYA AJEEB MERE KHUDA NE MERI KISMAT BANAYI
HAI, KHUD BEWAFAI KI PAR MERI WAFA KI ZAROORAT
UNHE PAD AAYI HA,

BHOOLE BAITHE HAI WO KI UNHONE DIL MERA BHI
TODA THA, AAJ KHUD KA TOOTA JO DIL TO DARD
UNHE MUJH TAK KHEECH LAAYE HAI…

KEHTE HAI MUJHSE BATAO KAISE MEIN UNHE MANAO,
KYUN MERE AUR USKE BEECH FASLE AAYE HAI, WO TO
AAB DEKHNA BHI PASAND NAHI KARTE JINKE HAWALE
HAM APNA DIL KAR AAYE HAI…

SUN KE BAATEIN UNKI CHEHRE PE MERE SHIKAN UTAR
AAYE HAI, TADAFTE THE HAM APNI JISS MOHABBAT KE
LIYE, AAJ WO KHUD BHI USI MOHABBAT SE DHOKHA
KHAYE HAI,

JO KIYA SAATH MERE SAB HUA WAHI UNKE BHI SAATH
PAR JAANE KYUN AAB TALAK KHUDA KI REHMAT KO
SAMAJH NA PAAYE HAI,

JANE KUYN KHUDA KI REHMAT KO SAMAJH NA PAAYE
HAI…

BY. K.SHAEL
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: October 10, 2008, 10:28:39 AM »

KYA AJEEB MERE KHUDA NE MERI KISMAT BANAYI
HAI, KHUD BEWAFAI KI PAR MERI WAFA KI ZAROORAT
UNHE PAD AAYI HA,

BHOOLE BAITHE HAI WO KI UNHONE DIL MERA BHI
TODA THA, AAJ KHUD KA TOOTA JO DIL TO DARD
UNHE MUJH TAK KHEECH LAAYE HAI…

KEHTE HAI MUJHSE BATAO KAISE MEIN UNHE MANAO,
KYUN MERE AUR USKE BEECH FASLE AAYE HAI, WO TO
AAB DEKHNA BHI PASAND NAHI KARTE JINKE HAWALE
HAM APNA DIL KAR AAYE HAI…

SUN KE BAATEIN UNKI CHEHRE PE MERE SHIKAN UTAR
AAYE HAI, TADAFTE THE HAM APNI JISS MOHABBAT KE
LIYE, AAJ WO KHUD BHI USI MOHABBAT SE DHOKHA
KHAYE HAI,

JO KIYA SAATH MERE SAB HUA WAHI UNKE BHI SAATH
PAR JAANE KYUN AAB TALAK KHUDA KI REHMAT KO
SAMAJH NA PAAYE HAI,

JANE KUYN KHUDA KI REHMAT KO SAMAJH NA PAAYE
HAI…

BY. K.SHAEL


Shally kamaal ka likha hai ... Applause Applause

very nice creation dear ... Thumbs UP
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: October 10, 2008, 10:53:14 AM »
 notworthy  notworthy
THANX HONEY DIDI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: October 10, 2008, 10:54:58 AM »
Nice One Shael Ji,.
Yunhi Likhte Raho Yaar,
May the Almighty Bless U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: October 10, 2008, 10:56:52 AM »
Mohabbat Karke, Dhokaa Bhi Khaana Seekho,.
Dhoke Bhi Zindagi ko Bahoot Kuch Seekhaate Hain,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: October 10, 2008, 11:05:14 AM »
SHUKRIYA JANASHEEN JI,
& NICE LINES FROM UR SIDE,
BY. K.SHAEL

MOHABBAT KI THI SHIDAAT SE,TO DHOKHA
BHI SHIDAAT SE SEH LIYA,AAB JO HUA HAI
UNKE SAATH DHOKHA TO ISS GAM KO KYA MAAN
KAR SEH JAAYE...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: October 10, 2008, 02:07:53 PM »
nice shally! bahot khub lihka, mann ko bhahgaya!
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #7 on: October 11, 2008, 05:24:31 AM »
bohut khoob shally ji Applause
and nice lines janasheen ji

jo aaj aayein hain zamane ki thokrein khakar
unhe paane ki hamne barson ibadat kabhi ki thi
par seh kar dard aur ghaav apne ko patthar bana liya
ab sochte hain ham kyu us bewafaa se mohobbat ki thi
Logged
Rakeshanub
Guest
«Reply #8 on: October 12, 2008, 04:34:56 AM »
madam kaha se itna dard le kar aati hai aap. bahut aacha.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #9 on: October 12, 2008, 05:51:42 AM »
bahut khoob shael ji  Applause




Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 12, 2008, 08:09:31 AM »
Shukriya Shael, And Kaushik Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 12, 2008, 08:14:16 AM »
SHUKRIYA JANASHEEN JI,
& NICE LINES FROM UR SIDE,
BY. K.SHAEL

MOHABBAT KI THI SHIDAAT SE,TO DHOKHA
BHI SHIDAAT SE SEH LIYA,AAB JO HUA HAI
UNKE SAATH DHOKHA TO ISS GAM KO KYA MAAN
KAR SEH JAAYE...

Gham KO Apna Maan Kar Seh Liya Karo,.
Kaanton Se Shikayat Kaisi,.
Kaanton Ke Chaman Mein Phool Bankar Reh Liya Karo,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: October 23, 2008, 11:38:50 AM »
Gham KO Apna Maan Kar Seh Liya Karo,.
Kaanton Se Shikayat Kaisi,.
Kaanton Ke Chaman Mein Phool Bankar Reh Liya Karo,.

___________________________-Jaanasheen-

BAHUT KHOOB JANSHEEN JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: October 24, 2008, 03:50:01 AM »
 Applause Applause good work shally
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 29, 2008, 10:37:51 AM »
Thank U Shally Ji,.
Aapne Kuch Likha Nahi,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:20:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer