apni nafart ka hi sansaar de do.......

by ranjana on July 02, 2006, 06:06:05 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 4885 times)
gumnam
Guest
«Reply #15 on: July 09, 2006, 02:30:48 PM »
Quote from: "ranjana"
virah ki raat kat na saki  
dard ki subeh ho gayi
ek yaad thee mere dil mein teri
woh aaj fir se taza ho gayi
BAHUT KHUB......................

YE TERI YAADEIN HI HAI JO SAATH BAS GAI,
ISLIYE "GUMNAM"KO KISI NE TANHA NAHI DEKHA.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu hi mera Sansaar hai by deepika_divya in Shayari-e-Parastish
*Mera Sansaar Rehne Do* by malli in Ghazals « 1 2  All »
**Rang manch Hai ye Sansaar** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
<>*Tu hi mera sansaar hai*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayari-e-Parastish
sansaar me !!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
phoenix
Guest
«Reply #16 on: July 10, 2006, 06:18:36 AM »
tere nafrato mein kuch dhundte se reh gaye
zindagi kat ti gayi aur khusiyan khojte se reh gaye

inn barsat ki boondo.n me bhigote se reh gaye
barsaat bit gayti aur hum pani mein ro k reh gaye

utari thi samander mein kashti apni sahil ki talash mein
par na aaya sahil aur hum bhanwar me kho ke reh gaye
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: July 10, 2006, 07:15:42 AM »
sach toh yeh hai ki pyaar ki har koshish nakaam hui
hamne thamana chaha waqt ko aur yahi hamari haar  hui

khawabo ke nagar mein kuch tuti hui tadbeere bachi
is pyaar ki kishti ko kinaare per laane ki koshish nakaamyaab hui
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #18 on: July 10, 2006, 03:04:33 PM »
Bohat khoob Ranjana, Phoenix & BS....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: July 10, 2006, 03:11:07 PM »
shukriya Aryaan
Logged
gumnam
Guest
«Reply #20 on: July 12, 2006, 02:06:36 PM »
Quote from: "phoenix"
tere nafrato mein kuch dhundte se reh gaye
zindagi kat ti gayi aur khusiyan khojte se reh gaye

inn barsat ki boondo.n me bhigote se reh gaye
barsaat bit gayti aur hum pani mein ro k reh gaye

utari thi samander mein kashti apni sahil ki talash mein
par na aaya sahil aur hum bhanwar me kho ke reh gaye
BAHUT KHUB PHONEIX
Logged
ranjana
Guest
«Reply #21 on: July 12, 2006, 05:55:48 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
virah ki raat kat na saki  
dard ki subeh ho gayi
ek yaad thee mere dil mein teri
woh aaj fir se taza ho gayi
BAHUT KHUB......................

YE TERI YAADEIN HI HAI JO SAATH BAS GAI,
ISLIYE "GUMNAM"KO KISI NE TANHA NAHI DEKHA.

bahut khub gumnam ji.........

aaya nahi hamko apne dard ko tanha pee jaana
akasar hamne dekha hai apne khawabo ka tut ke bikhar jaana
Logged
gumnam
Guest
«Reply #22 on: July 14, 2006, 01:49:08 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
virah ki raat kat na saki  
dard ki subeh ho gayi
ek yaad thee mere dil mein teri
woh aaj fir se taza ho gayi
BAHUT KHUB......................

YE TERI YAADEIN HI HAI JO SAATH BAS GAI,
ISLIYE "GUMNAM"KO KISI NE TANHA NAHI DEKHA.

bahut khub gumnam ji.........

aaya nahi hamko apne dard ko tanha pee jaana
akasar hamne dekha hai apne khawabo ka tut ke bikhar jaana
WAH....WAH.....

AB TUM BATAO KYON MUJHSE DOOR HO,
MILNA MANJOOR NAHI YA MERI TARAH MAJBOOR HO.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #23 on: July 14, 2006, 02:11:00 PM »
bahut khub gumnam ji

majbur ham bhi apne dile haalat se hain
hai tere dil ke pass fir bhi teri nazar se nazarandaz se hain
mile kaise tujse koi tadbeer bata do
kya hai hum teri tqadeer main yeh to  samjha  do
Logged
gumnam
Guest
«Reply #24 on: July 29, 2006, 02:54:37 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khub gumnam ji

majbur ham bhi apne dile haalat se hain
hai tere dil ke pass fir bhi teri nazar se nazarandaz se hain
mile kaise tujse koi tadbeer bata do
kya hai hum teri tqadeer main yeh to  samjha  do
BAHUT KHUB LIKHA HAI AAPNE......WAH.....

TERE BAAD SAARE MAUSAM BADAL JAAYENGE,
HUM SE MILOGE TO ANDAJ WAHI PURANA HOGA.
AJNABI JINDAGI AUR KITNA SAATH DE MERA,
AAKHIR LAUT KAR ISKO BHI TO MANZIL PE JANA HOGA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #25 on: July 29, 2006, 05:43:45 PM »

wonderful bahut sundar likha aapne gumnam ji .....

tu chahaye mujhe kitna bula le
main chaha kar bhi duri ko mita na paaungi
kaise aau mein pass tere ab sanam
ki apne paawan ki janjeere ab hata na paaungi
Logged
gumnam
Guest
«Reply #26 on: August 02, 2006, 02:11:53 PM »

SHUKRIYA RANJANA JI.....

ABKE SAAWAN MEIN SHARAARAT YE MERE SAATH HUI,
MERA GHAR CHHOD KUL SAHAR MEIN BARSAAT HUI.
HAR GALAT MOD PE TOKA HAI KISI NE MUJHKO,
EK AAWAJ TERI JAB SE MERE SAATH HUI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: August 03, 2006, 03:08:09 AM »
bahut khoob

teri awaz sunke hum bhi hosh kho bethe
ab ke baras sawan mein yeh kya baat hui
padi jab bhi sawan ki rimjhim bochhare.n
toh dil mein bas tere hi naam ki pukaar hui
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #28 on: August 03, 2006, 03:21:15 AM »
Bahoot Khoob Ranjana Sis,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: August 03, 2006, 03:25:09 AM »
shukriya Azeem bhai .....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:35:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer