apni nafart ka hi sansaar de do.......

by ranjana on July 02, 2006, 06:06:05 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 4824 times)
ranjana
Guest
«Reply #45 on: September 12, 2006, 06:41:42 PM »
bahut bahut shukriya gumnam ji ....bahut sahi likha hai ,...

Quote
Tanha to nahi hu duniya mein,
Dushman hi sahi ek yaar to hai

kyu dekh ke woh hamko ho gaye khamosh
hame toh koi sawal unse ab poochana na thaa
khel yeh dhoop chhaav sa chalta raha umarbhar
kabhi yun  hame kisi rishte mein bandhana toh na thaa!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu hi mera Sansaar hai by deepika_divya in Shayari-e-Parastish
*Mera Sansaar Rehne Do* by malli in Ghazals « 1 2  All »
**Rang manch Hai ye Sansaar** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
<>*Tu hi mera sansaar hai*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayari-e-Parastish
sansaar me !!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
gumnam
Guest
«Reply #46 on: September 18, 2006, 01:51:02 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut bahut shukriya gumnam ji ....bahut sahi likha hai ,...

Quote
Tanha to nahi hu duniya mein,
Dushman hi sahi ek yaar to hai

kyu dekh ke woh hamko ho gaye khamosh
hame toh koi sawal unse ab poochana na thaa
khel yeh dhoop chhaav sa chalta raha umarbhar
kabhi yun  hame kisi rishte mein bandhana toh na thaa!!
BAHUT KHUB LIKHA HAI AAPNE....

RISHTO KE SAAYE TO UMAR BHAR RAHE,
TANHA MAGAR HUM IS KADAR RAHE.
JINHE CHAHA THA JINDAGI BANANA KABHI,
WO KISI AUR KE MAGAR JAANEMAN RAHE.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: September 19, 2006, 07:28:07 AM »
Quote from: "gumnam"

kaun apni marzi se bewafa hota hai
yahan waqt ka kiya sabko sehana padta hai
milte hain kabhi wahi  hamsafar ban ke
jinse dil ka dur dur tak koi rishata nahi hota hai !!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #48 on: September 19, 2006, 08:04:25 AM »
Quote from: "ranjana"
agar nahi de sakate pyar toh na do...
mujhe apni nafart ka hi sansaar de do.

de nahi sakate  agar adharo per muskan
toh aankho mein aanso ki bahaar de do.....

nahi mangatee tumse koi asha , koi sapana .
bas jeevan ke antim pal mein.....
apne  hone ka ehasas de do.....

jo bhi yah dil tumse paayega.sajan
wah sab mere dil ko sweekaar  hoga....
bas is bewazah si beetatee zindgee ko
tum ek jeene ka adhaar de do....
agar nahi de sakte pyar toh na do.....
mujhe apni nafarat ka hi sansaar de do..........

kya baat hai ...  :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #49 on: September 20, 2006, 05:04:37 AM »
Usual Smile shukriya Tosha ji.... Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #50 on: September 21, 2006, 04:09:48 AM »
Aghaaz hai ek naye Dard ka......
Par ab Dil Saaf hai.....

Jee rahe the an talak jaise bhi......
Par ab khudse yeh Nainsaaf hai......

Badalna hoga Khud ko hume.....
Nahi toh dasta yahan harr pal ek Saap hai.....

Rang rahi hai Zameen khoon se ab mere......
Dekh yeh Dil tera ab bhi Mehtaaab hai....!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #51 on: September 21, 2006, 09:42:41 AM »
sadiyo se ek dard ka dariya  dilo mein behta raha
aur ashq  ka koi badal us dariya mein khud ko dubota raha

karte rahe hum har ghadi fariyaad kyu  maut ki
koi zindagi ban ke  maut ke daaman mein sanjota raha

na jaane kaise woh log they jine ishq kamyaab mila
yahan har pal mere dil ko koi khilona samjah ke todta raha!!

mil jaayegi  jo kabhi manzil tere bhatakte caraavan ko bhi
agar meri dua woh tera khuda mujhse sunata raha !!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #52 on: October 08, 2006, 02:15:14 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut bahut shukriya gumnam ji ....bahut sahi likha hai ,...

Quote
Tanha to nahi hu duniya mein,
Dushman hi sahi ek yaar to hai

kyu dekh ke woh hamko ho gaye khamosh
hame toh koi sawal unse ab poochana na thaa
khel yeh dhoop chhaav sa chalta raha umarbhar
kabhi yun  hame kisi rishte mein bandhana toh na thaa!!
BAHUT KHUB LIKHA HAI AAPNE....

RISHTO KE SAAYE TO UMAR BHAR RAHE,
TANHA MAGAR HUM IS KADAR RAHE.
JINHE CHAHA THA JINDAGI BANANA KABHI,
WO KISI AUR KE MAGAR JAANEMAN RAHE.

kaun apni marzi se bewafa hota hai
yahan waqt ka kiya sabko sehana padta hai
milte hain kabhi wahi  hamsafar ban ke
jinse dil ka dur dur tak koi rishata nahi hota hai !!
BAHUT ACHHA LIKHA HAI AAPNE...

USKI NAZRO MEIN BEWAFA SAHI MAIN,
JABKI KHUD APNE DIL KO SAJA DI MAINE.
AAJ JO ZIKR UTHA UNKA MEHFIL MEIN,
TO KHUD KO MITAANE KO SHARAAB PEE MAINE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #53 on: October 09, 2006, 07:44:37 AM »
Quote
USKI NAZRO MEIN BEWAFA SAHI MAIN,
JABKI KHUD APNE DIL KO SAJA DI MAINE.
AAJ JO ZIKR UTHA UNKA MEHFIL MEIN,
TO KHUD KO MITAANE KO SHARAAB PEE MAINE

very nice .....

ab dil ko kuch yun hi behalaya jaaye
jaam haatho se na churaarya jaaye
saji hai aaj mehfil kuch dard ke nagamo se
koi saaj aaj ishq ka fir se doharaaya jaaye !!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #54 on: October 20, 2006, 01:49:27 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote
USKI NAZRO MEIN BEWAFA SAHI MAIN,
JABKI KHUD APNE DIL KO SAJA DI MAINE.
AAJ JO ZIKR UTHA UNKA MEHFIL MEIN,
TO KHUD KO MITAANE KO SHARAAB PEE MAINE

very nice .....

ab dil ko kuch yun hi behalaya jaaye
jaam haatho se na churaarya jaaye
saji hai aaj mehfil kuch dard ke nagamo se
koi saaj aaj ishq ka fir se doharaaya jaaye !!
BAHUT KHU...DIL MEIN UTAR GAYA YAAR....

JINDAGI MERI EK JAAM HAI YARO,
KUCHH PEE GAYE....KUCHH CHHALKA GAYE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #55 on: October 27, 2006, 06:41:52 AM »
shukriya ....dil mein kuch toh utara ... Usual Smile bahut khoob ....

har kisi ke haath mein apne dard ka jaam hai
apni maykada hai apni hi dard ki shaam hai

bhatkate hain hum na jaane kis hamsafar ki talash mein
yahan har kisi ki raha aur manzil nakaam hai

ajab sa chalan hai is duniya ka yahan
aagaaj se pehle hi dard bhara anzaam hai!!
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #56 on: October 27, 2006, 06:30:59 PM »
wah wah wah dil jeet liya

Aasan na tha tere gam ko anjuman me chhupana,
Dard ke sahra ko seene me tafnana
Aankho me aane wali har nami par muskurana
Sote sote jag kar tere khyalo me budbudana

Aashan na tha tere gam ko anjuman me chhupana
Mar mar kar bhi jamane ki rahgujar se gujar jana
Har pal aaahe bhar bhar kar dard-a-dil ka satana
Na hokar bhi tere hone ke ehsas ka har pal aana

aasan na tha tere gam ko anjuman me chhopana
Logged
ranjana
Guest
«Reply #57 on: October 28, 2006, 10:55:35 AM »
Quote from: "tanhadil"
wah wah wah dil jeet liya

Aasan na tha tere gam ko anjuman me chhupana,
Dard ke sahra ko seene me tafnana
Aankho me aane wali har nami par muskurana
Sote sote jag kar tere khyalo me budbudana

Aashan na tha tere gam ko anjuman me chhupana
Mar mar kar bhi jamane ki rahgujar se gujar jana
Har pal aaahe bhar bhar kar dard-a-dil ka satana
Na hokar bhi tere hone ke ehsas ka har pal aana

aasan na tha tere gam ko anjuman me chhopana

bahut khoob ji .............yeh bhi dil ko chhoo gaya Usual Smile

kyu hum dard ko unse chipa nahi paaye
kyu lafaz unke sunte hi nayan mere bahr aaye

kyu chamka gaya mera dard ka sitaara
kyu ho na saka woh sajan hamaara

haath per tapka thaa ashq kisi ka mere
zindagi bhar woh jala ban ke angaara

kyu jeete mujhe se mere dard saare
mera dil har pal  kyu raha yun haara haara

kisko ilzaam de hum bewaafai ka yahan
jab khud hi naseeb thaa dushman hamaara!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #58 on: November 29, 2006, 01:07:11 PM »
Quote from: "ranjana"
shukriya ....dil mein kuch toh utara ... Usual Smile bahut khoob ....

har kisi ke haath mein apne dard ka jaam hai
apni maykada hai apni hi dard ki shaam hai

bhatkate hain hum na jaane kis hamsafar ki talash mein
yahan har kisi ki raha aur manzil nakaam hai

ajab sa chalan hai is duniya ka yahan
aagaaj se pehle hi dard bhara anzaam hai!!
AAP BOLE AUR DIL MEIN NA UTRE...YE KAISE HO SAKTA HAI...SORRY FOR LATE REPLY MERE EXAMS THE...

KUCHH NA KUCHH TO USKE MERE DARMIYA BAAKI RAHA,
CHOT TO BHAR HI GAI,LEKIN NISHAAN BAAKI RAHA.
TUJHSE BICHHDE EK JAMANA GUJAR GAYA MAGAR,
 MAUSAM TERI YAADO KA UMR BHAR BAAKI RAHA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #59 on: November 30, 2006, 04:35:45 PM »

bahut khoob gumnam ......

humne jab bhi zaamne se apni baat kahi hai
yahan har saqs ki aankho mein koi baat nayi hai
aaiean dikha dete hain woh haumko is ada se
ki lagta hai ki sirf unki hi baat sahi hai !!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:52:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer