~~"APNO NE LAGAYE ILZAAM"~~

by k.shael on August 23, 2008, 08:48:42 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 9076 times)
k.shael
Guest

AISI KON SI KHATA HUI HAMSE KI HAM
GUNEHGAAR HO GAYE,APNO KI HI NAZRO KI
KAID ME HAM JANE KYUN GIRAFFTAAR HO GAYE,

YE NA SOCHA KISI NE BHI KI MERA DIL BHI TO
TOOT KE BIKHRA HOGA,JAB WO SAB MERE APNE HI
MERE KHILAAF HO GAYE,

ITNA BHADA BHI KYA GUNAAH KIYA MAINE JO SUNKE
SAZA UNKI MERE ZAZBAAT TAAR-2 HO GAYE,

KYA KARENGE HAM UNN PATHAR DILO KO KHUD PE
VISHWAAS KARAKE,JAB UNKE LIYE SADIYO KE RISHTE
KACHE HO GAYE,

KHUDA JANE WO SAHI HAI YA MEIN PAR ITNA MALOOM
HAI KI AAJ MERE HAALAT MUJHSE BAAHAR HO GAYE,

GAIRO NE UNGALI UTHAYI HOTI TO JAWAB DETE APNO
NE KIYA HAI WAAR TO KYA SAWAL KARTE,

BADOON KE NARAZ HONE KA KYA KARE HAMSE TO CHHOTE
BHI NARAZ HO GAYE,

EK BAAR POOCHTE TO SAHI MUJHSE EK-2 SAWAL KA JAWAB
DETE,JAB BAAT SIDHE ILJAAM PAR HI LE AAYE HO AAP SAB
TO BATAIYE KISS MOOH SE JAWAB DETE,

APNO KI KHUSHI KE LIYE KAISE NA KHUD KO BARBAAD
KARTE,APNO NE DIYA ILZAAM HAME TO BATA AE KHUDA
KAISE NA KABOOL KARTE...
 tearyeyed
BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
~~"Hame To Apno Ne Loot Liya"~~by Shally. by k.shael in Ghazals
Ghazal : Mujhpe Ilzaam Befaayi Hai By " Jaan Nisaar Akhter" by R.M. Dixit in Ghazals
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: August 23, 2008, 09:32:28 AM »
Very Very Touching... Applause

Good Work Shally...  Thumbs UP
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: August 23, 2008, 09:50:21 AM »
nice one shally.....

waqt ka kasoor hai,
na wo galat hain na tum,
sach pe kayam raho,
dhal jayenge ye gum
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: August 23, 2008, 09:55:15 AM »
THANX MAHIYA JI,
& SANJEEV BROTHER,
BY. K.SHAEL
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: August 23, 2008, 11:04:10 AM »
Gr8 Shael Ji Bahut Hi Aacha Likha Hai  Applause









Baadal
Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: August 23, 2008, 11:11:51 AM »
THANX SO MUCH,
BAADAL JI...
BY. K.SHAEL
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: August 23, 2008, 01:04:18 PM »
SHAEL JEE GHAZAL LIKHIYE KAHANI NAHI HAR DUSRE SHER SE THODA ALAG HO PEHLE SHER KI CONTINUITY NA HO
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: August 23, 2008, 01:31:27 PM »
 


GAIRO NE UNGALI UTHAYI HOTI TO JAWAB DETE APNO
NE KIYA HAI WAAR TO KYA SAWAL KARTE,


 tearyeyed
Kamaal ki lines likhi hai aapne shally bohat hi khoob... Clapping Smiley  Thumbs UP
Logged
ANKIT RAO
Guest
«Reply #8 on: August 23, 2008, 02:08:42 PM »
 Clapping Smiley

BADIYA REALLY GOOD ONE K.SHAEL JI.
Logged
Sammual
Guest
«Reply #9 on: August 24, 2008, 05:34:32 AM »
Bahut Badhiya Likha Hai Shally Ji.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #10 on: August 25, 2008, 05:27:47 AM »
bohut khoob shally
last two lines r very touching
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: August 25, 2008, 06:06:39 AM »
THANX SO MUCH,
SAJID JI,
HONEYROSE DI,
ANKIT JI,
SAMMUAL JI,
& KAUSHIK JI,
SHUKRIYA DOSTO KI AAP SAB NE KALAM KO
PADA AUR SARAHA...
BY. K.SHAEL
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #12 on: August 26, 2008, 09:18:30 AM »

AISI KON SI KHATA HUI HAMSE KI HAM
GUNEHGAAR HO GAYE,APNO KI HI NAZRO KI
KAID ME HAM JANE KYUN GIRAFFTAAR HO GAYE,

YE NA SOCHA KISI NE BHI KI MERA DIL BHI TO
TOOT KE BIKHRA HOGA,JAB WO SAB MERE APNE HI
MERE KHILAAF HO GAYE,

ITNA BHADA BHI KYA GUNAAH KIYA MAINE JO SUNKE
SAZA UNKI MERE ZAZBAAT TAAR-2 HO GAYE,

KYA KARENGE HAM UNN PATHAR DILO KO KHUD PE
VISHWAAS KARAKE,JAB UNKE LIYE SADIYO KE RISHTE
KACHE HO GAYE,

KHUDA JANE WO SAHI HAI YA MEIN PAR ITNA MALOOM
HAI KI AAJ MERE HAALAT MUJHSE BAAHAR HO GAYE,

GAIRO NE UNGALI UTHAYI HOTI TO JAWAB DETE APNO
NE KIYA HAI WAAR TO KYA SAWAL KARTE,

BADOON KE NARAZ HONE KA KYA KARE HAMSE TO CHHOTE
BHI NARAZ HO GAYE,

EK BAAR POOCHTE TO SAHI MUJHSE EK-2 SAWAL KA JAWAB
DETE,JAB BAAT SIDHE ILJAAM PAR HI LE AAYE HO AAP SAB
TO BATAIYE KISS MOOH SE JAWAB DETE,

APNO KI KHUSHI KE LIYE KAISE NA KHUD KO BARBAAD
KARTE,APNO NE DIYA ILZAAM HAME TO BATA AE KHUDA
KAISE NA KABOOL KARTE...
 tearyeyed
BY. K.SHAEL

Badhiya shally
aap ne yeh saabit kardiya ki kam az kam Urdu k alfaaz hote hue bhi waaqaee kamaal ka Likhte ho aap
Aur
zyada tar Lafz aise Istemal karte ho aap ki aasani se padhne waala samaz sakta hai
Aur
Jitna Bhi Taweel Likhte Ho Isme Har Lafz awwal se akhir Taq Ba'khoobi Maa'ne k saath hote hai
Aur
Dard-e-bayaa'n kuch juda hi tareeke se Likhte ho aap
Aur
Allaah se ye dua hai ki aap aise hi badhiya likhte raho aur har Mauzoo par Likhte raho aur shally ka kalum Rawaa'n dawaa'n rahe yoonhi.



Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: August 26, 2008, 09:40:22 AM »
SHUKRIYA ASHRAF JI,
BY. K.SHAEL
Logged
rajsingh
Guest
«Reply #14 on: August 26, 2008, 09:49:47 AM »
Hiiiiiiiiiiiii again "Raj"
"apni ki khushi ke liye kaise na khud ko barbad karte, apno ne diya ilzam hame to bata e khuda kaise n kabool karte"

aapka har kalam Dil ko chu kar nikalta hai, kabhi-kabhi main sochta hoon k likne wali kafi metchor hogi ? agr zindgi main kabhi time mila to aapse zaroor milna chahunga

Keep it up  hello2 hello2
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:43:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer