App kayun rooth gai

by Pooja on July 22, 2004, 06:29:08 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 4095 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: April 09, 2006, 09:32:58 AM »
dil ki gahrai sirf jakham janaty hai
jakham ke bol, samjh saka hai kon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kayun itna be-dard Zamana hai!!!! by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 14 15 »
Meri Wafa ko, Itna rulaaty kayun ho... by Pooja in Critics and Review only Forum
kayun wo is dil mai rahta hai...... by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ajj Kayun........... by palkhi in Pain in Love : Punjabi poetry
matlabi insaan ki khatir aye asif kayun jinda rahna by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #31 on: April 09, 2006, 04:48:52 PM »
Quote from: "Pooja"

dil ki gahrai sirf jakham janaty hai
jakham ke bol, samjh saka hai kon


aacha hai dil ki gahraaiyoon ke jakam nhi
warna wo to usmey bhi namak laga jaate.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: April 09, 2006, 11:07:06 PM »
namak mere ansuo ka hi muje sataata raha
ek shakas muje din rat rulata raha
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #33 on: April 12, 2006, 11:15:05 AM »
Quote from: "Pooja"

namak mere ansuo ka hi muje sataata raha
ek shakas muje din rat rulata raha


yaad uski humko din raat aati rahi.
tanhaai thi jo humko her waqt rulati rahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: April 12, 2006, 02:43:30 PM »
Tanhai kea lam mai, kcuh is kadar kho jaaty hai
Lagta hai kahi wo pass hi hai, bas samne nahi atty hai
Apne khawabo mai, apne bahalwo mai bhatkana acha lagta hai
Such to bahoot dard seta hai, jhooth mai rahna acha lagta hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: April 18, 2006, 02:58:11 PM »
is jhooth mai, wo mere passs rahty hai
karty hai humse wo payaar, her pal kahty hai
mana suchai kuch aor hai, magar wo achi nahi lagti
ab yahi jhooth hai jeevan, such ki parchai bhi achi nahi lagati
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 24, 2006, 08:07:03 AM »
Quote from: "Pooja"
Tanhai ke alam mai, kcuh is kadar kho jaaty hai
Lagta hai kahi wo pass hi hai, bas samne nahi atty hai
Apne khawabo mai, apne bahalwo mai bhatkana acha lagta hai
Such to bahoot dard seta hai, jhooth mai rahna acha lagta hai



Agar humne bhi jhooth ka sahara liya hota
to humko wo tanha choker jaate nhi.
baithker mere pass kuch baat kerte wo,
her waqt aapni judai mein rulate nhi.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #37 on: April 24, 2006, 08:10:39 AM »
Quote from: "Pooja"
is jhooth mai, wo mere passs rahty hai
karty hai humse wo payaar, her pal kahty hai
mana suchai kuch aor hai, magar wo achi nahi lagti
ab yahi jhooth hai jeevan, such ki parchai bhi achi nahi lagati


pata nhi jhoot tha ya sach hum sah na paaye.
kerte thay unsay pyaar bahut per sah na paaye.
milti hai agar kuch to wo hai unki judai.
naseeb aise bhi nhi hai mere ki chu sake unki parchai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #38 on: March 19, 2008, 09:33:36 AM »
Baraay-e-naam sahi koi meherban to hai,
Hamare sar pe bhi hone ko aasmaan to hai,

Teri faraakh-dili ko duaaen deta hun,
Mere labon pe tere lams ka nishaan to hai,

Yeh aur baat k woh abb yahan nahin rehta,
Magar yeh us ka basaaya hua makaan to hai,

Ilaawa is k na kuch aur parda rakh mujh se,
Faseel-e-jism mere tere darmiyaan to hai,

Bichharr k zinda nahin reh sakenge hum dono,
Mujhe yeh vehem to hai un ko yeh gumaan to hai,

Saron pe saaya-figan abr-e-aarzu na sahi,
Hamare paas seraabon ka saayabaan to hai,

Gul-e-muraad nahin sung-haaye-tifl sahi,
Ghareeb-e-sheher ka aakhir kisi ko dehaan to hai......... nm
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: March 19, 2008, 03:15:07 PM »
Wah waheed bhai kaya share kiya hai!!! bahoot khoob!!!

Yeh aur baat k woh abb yahan nahin rehta,
Magar yeh us ka basaaya hua makaan to hai,

Bichharr k zinda nahin reh sakenge hum dono,
Mujhe yeh vehem to hai un ko yeh gumaan to hai,
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:30:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer