Armaan jala kar

by isha_verma7 on May 28, 2005, 06:43:42 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 679 times)
isha_verma7
Guest
Tanha bethe thay hum uski raahon main aakhen beecha kar
aayi aashiqi meri aur chalegee  sab diya bhuja kar
Uski bewafai ne humein sazaa de itni ki dard-e-silsila ho gaye
Tanhai main bhuja kar diya, chale gaye woh sab armaan jalaa kar (NM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Jala Jala Kar Dekha (Jaan) by waheed_rose2004 in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
USKI TASVEER KO AAJ JALA RAHA HU by ashq_ashq in Shayri-E-Dard
- Bakhti Ki Jyoti Jala Do - by Meena in Shayari-e-Parastish
dil jala by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
~~:dil na jala to jala kya:~~ by ek_tamanna in Shayri for Dard -e- Judai
ashishjethwa8717
Guest
«Reply #1 on: May 28, 2005, 07:18:07 AM »
hi isha how r u

very good write

i like it

why u should not reply me dear

i wait for ur reply

so plz reply me
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 28, 2005, 08:58:45 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Tanha bethe thay hum uski raahon main aakhen beecha kar
aayi aashiqi meri aur chalegee  sab diya bhuja kar
Uski bewafai ne humein sazaa de itni ki dard-e-silsila ho gaye
Tanhai main bhuja kar diya, chale gaye woh sab armaan jalaa kar (NM)


wah wah!!!!!!!!!

 :D
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #3 on: May 28, 2005, 10:38:51 AM »
Hello, Isha Ji
How R u?
This sher is really good.
and best of luck for more.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: May 28, 2005, 01:17:06 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Tanha bethe thay hum uski raahon main aakhen beecha kar
aayi aashiqi meri aur chalegee  sab diya bhuja kar
Uski bewafai ne humein sazaa de itni ki dard-e-silsila ho gaye
Tanhai main bhuja kar diya, chale gaye woh sab armaan jalaa kar (NM)


nice isha ji .....

dukh to yeh hai keh zamanay main milay ghair sabhi
ja tha apna cheen ke khuda tuney, faqt hai rulaya mujh ko
jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #5 on: May 28, 2005, 02:08:12 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Tanha bethe thay hum uski raahon main aakhen beecha kar
aayi aashiqi meri aur chalegee  sab diya bhuja kar
Uski bewafai ne humein sazaa de itni ki dard-e-silsila ho gaye
Tanhai main bhuja kar diya, chale gaye woh sab armaan jalaa kar (NM)
\


mujhe mila to mai tanhai me bhi tanha na tha,...

na jane ye tere pyar ka kaisa aasar tha,...

na chaha hota aagar tujhe,..

to shayad mai ye samajha na hota,.......

k bewafai kerne se pelhe,....

ye tera mujhe pelha nazar tha,...

tere pyar ka kaisa aasar tha,...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: May 29, 2005, 12:06:47 AM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "isha_verma7"
Tanha bethe thay hum uski raahon main aakhen beecha kar
aayi aashiqi meri aur chalegee  sab diya bhuja kar
Uski bewafai ne humein sazaa de itni ki dard-e-silsila ho gaye
Tanhai main bhuja kar diya, chale gaye woh sab armaan jalaa kar (NM)
\


mujhe mila to mai tanhai me bhi tanha na tha,...

na jane ye tere pyar ka kaisa aasar tha,...

na chaha hota aagar tujhe,..

to shayad mai ye samajha na hota,.......

k bewafai kerne se pelhe,....

ye tera mujhe pelha nazar tha,...

tere pyar ka kaisa aasar tha,...
nice
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:02:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer