Asaw Bhi Ho Jata Hai

by FARE on December 10, 2013, 09:37:21 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 609 times)
FARE
Guest
Haan Kabhi Kabaar Asaw Bhi Ho Jata Hai
Maa Baap 3 Baccho Ki Khatri Ek Bacche Ko Bhool Jate Hai

En Ky Kamro May Har Cheez En Ki Zaroraat Ki Majood Kar Dete Hai
Raha Jata Hai Ek Baccha Jis Ky Liye Wohi Jage Khallie Majood Hoti Hai

Khushie Ka Mahool Har Ek Ky Liye Jagmaga Raha Hota Hai
Ussie Jage Wo Baccha Khud Ko Millie Mauosiou Ko Sameet Raha Hota Hai

Bahut Sarre Khilono Ky Saath Baccho Ko Maa Baap Khilla Rahe Hote Hai
Unhi Ka Wo Baccha Darwaze Pay Kharra Ho Kar Khillono Ki Awaaz Sy Roo Raha Hota Hai

Khane Ky Time Roti Ka Navalla Har Baccha Maa Ky Hath Sy Kha Raha Hota Hai
Faqat Wohi Baccha Apne Samne Parrie Roti Maa Ko Dakhe Kar Taak Raha Hota Hai

Kaam Kar Ky Apne Hisse Ka Wo Baccha Apni Kitaboo May Khoo Jata Hai
Raat Ko Maa Baap Sy Sarra Din Khellne Or Sone Par Wo Baccha Tanne Sun Raha Hota Hai

Maa Baap Kahate Hai Ye Baccha Zindagi May Kuch Nahi Kar Sakta Hai
Ye Nalayank Or Baddimang Baccha Hai

Ye Har Ek Ka Noker Ban Kar Zindagie Guzarne Walla Hai
Ye Baccha Hummare Liye Mauosie Ka Hi Sabaab Hai

Kahane Ko Wo Baccha Ye Sab Sun Raha Hota Hai
Par Ander Sy Wo Baccha Ek Ek Baat Sy Soo Baar Mar Raha Hota Hai

Chaat Par Ja Kar Wo Baccha Chilla Chilla Kar Ro Raha Hota Hai
Khud Ky Pada Hone Par Matam Mana Raha Hota Hai

Ja Kar Wo Baccha Apne Bahen Bhaiee Ko Dakhe Kar Muskura Raha Hota Hai
Maa Ki Good May Jo Wo Gheriee Need May So Rahe Hote Hai

Haan Kabhi Kabaar Asaw Bhi Ho Jata Hai
Maa Baap 3 Baccho Ki Khatri 1 bacche Ko Bhool Jate Hai

FARE
MARYAM


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar kiya nahi jata ho jata hai.... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Jab dil mil jata hai.... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
DIL RO JATA HAI..... by jennifer555 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Wo Pal Ruk Jata.... by Gazingmind in Shayri for Dard -e- Judai
Kabhi Kabaar Asaw Lagta Hai Mujhe... by FARE in Shayari -e- Husn
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #1 on: December 11, 2013, 01:41:41 AM »
wha wha bhut khub kitna dard nak darish anko kay samny laia ap nay
Logged
Zaif
Guest
«Reply #2 on: December 11, 2013, 08:36:20 AM »
Kya baat h. Bahut dard hai shayri me. Behtareen dhang se lafzon me piroya apne. Daaad !!!  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 11, 2013, 08:58:25 AM »
very nice
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: December 11, 2013, 12:01:12 PM »
quite touching .........
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 11, 2013, 12:44:51 PM »
dard se labrez
Logged
FARE
Guest
«Reply #6 on: December 11, 2013, 09:53:42 PM »
sabhi shayer ka behaad shukriyaaa
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #7 on: December 11, 2013, 10:00:49 PM »
Heart Touching... love9
Logged
suman59
Guest
«Reply #8 on: December 11, 2013, 10:03:56 PM »
bahut dard hai... umda kalam hai. daad
Logged
FARE
Guest
«Reply #9 on: December 11, 2013, 10:16:00 PM »
shukriya gurriya or api ji ..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:48:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer