Ashaar Collection,.

by Jaanasheen on May 11, 2009, 11:47:22 AM
Pages: [1] 2 3 4  All
Print
Author  (Read 4464 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Wo Nam Aankhein Labon Say Yun Kahaani Cheen Leti Hain,.
Hawaayein Jis Tarah Baadalon Se Paani Cheen Leti Hain,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Gazal ke kuchh ashaar by R.Pankaj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Ashaar,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dil Mein Utarne Waale Ashaar,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri « 1 2 ... 5 6 »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 11, 2009, 11:56:26 AM »


Uspe Kare KHUDA Rehem Gardish-e-Rozgaar Mein,.
Apni Talaash Chodkar Jo Hai Talaash-e-Yaar Mein,.

Hum Kahin Jaane Waale Nahi' Ehad_e_Daaman-e-Ishq Chodkar,.
Zeest Tere Huzur Mein, Maut Tere Dayaar Mein,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 11, 2009, 12:02:50 PM »
Tu Kehta Hai Teri Ehmiyat Nahi Mere Nazdeek,.
Log To Kehte Hain Tujhe Bohat Sar Chara'da Rakha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 11, 2009, 12:05:31 PM »
Ek Din Ye Aadat Tujhe Rulaayegi,.
Tu Jo Chord Deta Hai Har Kisi Ko Apna Banakar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 11, 2009, 12:14:20 PM »
Dil To Karta Hai Us Ke Dil Mein Utar Ke Dekh Loon,.
Kaun Basta Hai Wahaan Jo Mujhe Basne Nahi Deta,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 11, 2009, 12:21:43 PM »
Kis Qadar Dukh Hai Zindagaani Mein,.
Jaise Ghuljaaye Zehar Pani Mein,.

Kitni Sadiyon Ka Dard Shaamil Hai,.
Ek Insaan Ki Kahaani Mein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 11, 2009, 12:27:20 PM »

Mushkil Ka Meri Unko Mushkil Se Yakheen Aaya,.
Samjhe Meri Mushkil Ko Lekin Badi Mushkil Se,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 11, 2009, 12:44:07 PM »
Kabhi Tum Par Bhi Guzra Hai Ye Aalam,.
Neend Nahi Aati Aur Khwaab Nazar Aate Hain,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: May 11, 2009, 06:23:52 PM »
 Applause ApplauseBahaut khoob Azeem bhaijan... Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: May 11, 2009, 06:26:22 PM »
Aap paas raho ya dhur,
Hum dil se dil mila sakte hai,
Na SMS k ne na call ke mohtaj hai zalim,
Hum apke dil ko ek hichki se hila sakte hai...NM
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: May 11, 2009, 06:27:47 PM »
Armaan toh mere bhi koi nahin hai Rahim,
Bas tanhai ek dilbar pane ka ehsaas kara jati hai...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #11 on: May 11, 2009, 06:30:04 PM »
Apni ghazlon main kayi baar uska naam dikhlata raha Rahim,
Zalim naam jaan kar bhi puchte rahe "kaun hai apke dil main"...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: May 11, 2009, 06:31:48 PM »
Ungliyan aaj bhi gum hai iss soch main Faraz,
Usne kaise naye haath ko thama hoga...
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: May 11, 2009, 09:58:09 PM »
Ungliyan aaj bhi gum hai iss soch main Faraz,
Usne kaise naye haath ko thama hoga...

waah waah kya baat hai DH.................thnxxx for sharing

Logged
aaina
Guest
«Reply #14 on: May 11, 2009, 09:59:44 PM »
chaand us dais mai nikla ke nahi
jaane wo aaj bhi soya ke nahi
ey mujhay jaagta paati hui raat bta
wo meri neend se bhela ke nahi
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:19:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer