Ashiqui Ka Matam hai,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 11:31:39 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2766 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Teri Bewafaai Ka Ashiqui Ka Matam hai,.
Zindagi Ki Raahon Mein, Zindagi Ka Matam Hai,.

Kal Ujaale Baante the Maine Saari Duniya Ko,.
Aaj Khud Mere Ghar Mein, Roshni Ka Matam hai,.

_________________________________-NM-
Logged
Roja
Guest
«Reply #1 on: November 21, 2007, 07:41:22 AM »
Good 1 Jaanasheen ji..Nice sharing
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: November 21, 2007, 08:16:11 AM »
Fasle ab toh meri taqdeer ban gaye
Aur purane kwaab sabhi tasvir ban gaye

Tumne jo vade liye they pyar main mujhse kabhi
Maut ke paav main woh hayaat ki zanjeer ban gaye
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 21, 2007, 01:41:57 PM »
Shukriya And NiceOne Didi,.l
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: November 21, 2007, 06:24:58 PM »
very nice roja ji and jaanasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 23, 2007, 10:24:23 AM »
Shukriya,.

Ujaale Kar Gar Andhere Mere Ashiyaane Mein,.
Andheron Se Hume Thodi Roshni Milti Rahi,.

Zindagi Hi Ne Maar Diya Hume "Jaanasheen",.
Maut Ki Tadap Se Hume Thodi Zindagi Milti Rahi,.

_____________________________-Azeem-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 24, 2007, 12:41:58 PM »
Aap kyu apni zindagi ko dosh dete rahete ho
kyu apne aap ko baar baar tadpate ho
kya zindagi bhar apni zindagi mein rote rahoge
kya dost ko is kabil nahi samjhoge ki woh
tumhe samjha sake woh tumhe nahi rah dikha sake

Mana ki aap ki zindagi tanha hai
magar tanha zindagi mein bhi toh koi apna hai
us apne ko aap dost banayo or dost banake bas dosti
tak hi raho uske aage kuch na hona nahi toh phir hoga
wahi faisla jo hua tha tumhari pahli dosti ke sath

yaad rakhna is dost ki baat
agar aap aise chaloge toh koi aapko thokar na marega
toh koi aap ko apni khushiyon ke alam mein door na
karega

~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 24, 2007, 12:47:18 PM »
Great Nice One Muskaan Ji,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: November 24, 2007, 07:53:41 PM »
thanks you so much

aap shayari dena kyu bhool gaye hai
hum jante hai ki hum acha likhte hai magar humare
shayari ke jawab shayari mein dena kyu bhool gaye hai


~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 25, 2007, 11:54:15 AM »
Itni Acchi Hoti Hai Aapki Shayaari,.
Hum Jawaab Dena Bhool Jaate Hain,.

Likhna To Hume aata Nahi,.
Bas Koshish Karke Hatt Jaate hain,.

____________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #10 on: November 29, 2007, 07:09:02 PM »
Hume bhi  koun si  aati hai
humne bhi  toh aap se sikha hai
humne bhi toh koshishe kar ke likha hai
woh kahete hai na jab tak koshish  zaari hai
tab tak shayari zaari hai
jab koshish khatam tab samjho hum khatam......

~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 01, 2007, 12:39:33 PM »
Yun Na Kaho Ke Khatam Hojaayenge,.
Har Khateeme Ka Anjaam, Nai Shuruwaat Hai,.

Aur aap yunhi Likhte Raho Muskaan Ji,.
Khudaa Bhi Hai, Aur Hum Sab aapke Saath Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #12 on: December 01, 2007, 04:29:44 PM »
shukriya ye shayri hume passand aayi

aap bhi hume aise hi josh dilate rahena
or vaada humesha nibhate rahena.........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~"Khushboo"~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 02, 2007, 10:18:28 AM »
U Are Welcome,.
And Thanks Ke aapko Accha Laga,.

Wadaa To Hai Ki Aap Ka Saath Nibhaayenge,.
Ye Alag Baat Hogi ke Zindagi Saath Na De,.

Hum To Bahaar Laayenge Ansoon Ki Baarish Karke,.
Ye Aur Baat Hogi Agar Khuda Khafaa Hojaaye Aur Barsaat Na De,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: October 26, 2009, 11:59:06 AM »
NICE...

Ahchchi mehfil jamai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:27:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer