HumTum
Guest
|
ik aur khoshih jazbatooN ko bayaaN karney ki !!
Zindagi mein jaane kya kya muqaam aaye Mere hi silaah mere qatl ke kaam aaye
Has ke seh gaye hum zmaane ki talkhiyaaN Unki zulfoN mein jab kar ke qayaaM aaye
PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye
Dil ka haal aur beyhaal hota gaya Jab duyaaoN meiN lipte unke paigaam aaye
‘HumTum’ dillagi aisa junoon ban gayee har ik shai mein vo banke benaam aaye
aap ki rai ka muntzir
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 13, 2005, 03:52:13 PM » |
|
bahut ache .......
kissi ke dard ki tareef karna bura lagta hai kissi ko dard dena gunaah ke samaan hai
kasoor hamara yeh hai ke hum dil toota hua liya firte hain khud ke dil mein khanjar chubhe hain aur hum auron ke liye dawa liye firte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 13, 2005, 03:55:53 PM » |
|
waah ..... very nice nikki !!!
har gham ke mod par kuch der thehar jaati hai tanhaa zindagi kab youn hi guzar jaati hai. duniyaa se jhagad kar chale the is raah dekhen ab kahaan tak ye dagar jaati hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 13, 2005, 03:59:00 PM » |
|
wah humtum!!
"PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye "
beautiful lines mundeya!! and gud one too nikki!!! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 13, 2005, 03:59:03 PM » |
|
bahut khoob ..Hum Tum....
mil jayega tujhe bhi koi hamrah yeh rahein aksar kahin na kahin ja kar kisi ki rahon se mil jaya karti hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 13, 2005, 04:02:07 PM » |
|
thanks Meena n nice one Nikki !!
bhoolne waale lauta de dil mera vaapis slaamat rahe tu ho tera khuda muhafiz "ashkoN" se kabhi yaadeiN bheeg jaayeiN to chupa lena dard dil ka na karna numaaish !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 13, 2005, 04:09:52 PM » |
|
thanx Meena sis n humtum
hum apne dard ka izhaar nahi karte iska matlab yeh nahi ke hume kisi ke khwaab bekraar nahi karte
rakhtein hum bhi tamanna kisi ko paane ki magar use paane ke liye khuda se takraar nahi karte
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 13, 2005, 04:12:13 PM » |
|
waah .... tussi chaa gaye ho Niiki ji !!
zakhm dete haiN dil ke tum hi ko duaa tu salaamat rahe apna haafiz khudaa kiski chaukhat pe hum jaan denge sanam na milaa gar hamein tere Ghar ka pataa !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 13, 2005, 04:18:04 PM » |
|
changa kitta tussi aa gaye.....Bahut khoob ji....
khuda aisi saza dushman ko bhi na de ke uski chaukhat par uske asiq ka dum nikle
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 13, 2005, 04:19:47 PM » |
|
han ji assi aa gaye ... tussi fer chaa gaye !!
hai yhi akhiri tamna ashiq ki "HumTum" gar dum nikley to mehbooba ki chokhat pe !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 13, 2005, 04:23:16 PM » |
|
thanx......fer bazi maar gaye, lagta hai hum haar gaye...
khuda kare tuzhe tera pyaar mil jaye na tere marne ki naubat aye na hi saza mehbooba ko mile..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 14, 2005, 06:00:50 AM » |
|
wah wah wah sab na kya great likha hai.....dil khush bhi hua aur udaas bhi.....NICE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #12 on: June 14, 2005, 06:17:40 AM » |
|
wah humtum,gr8,very nice nikki sis and meena :D .
"Sazaa kaisi de gaye wo jeeteji hamein, pyaar me jeena-marna koi to bataye unhe."
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 14, 2005, 09:26:49 AM » |
|
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of u .....
dil leke vo use tudh dete hai rista vo humse yun thod dete hai lete hai saari khusian humse aur badle main dukhon ka sehlab dete hai haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 14, 2005, 09:31:26 AM » |
|
wah humtum,gr8,very nice nikki sis and meena :D .
"Sazaa kaisi de gaye wo jeeteji hamein, pyaar me jeena-marna koi to bataye unhe." Thanks Nidhi ji ....... n nice one !!
uskey bina khud ko ab soch bhi nai paata hoon, is kore kaagaz si zindagi mein tu aayi hai kalam bankar. ek pal mein simat jaati hai zindagi teri panaahon mein, ye ek pal zindagi ka likh do mere naam par!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|