...~~Ashq~~...

by HumTum on June 13, 2005, 03:46:58 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 4250 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: June 15, 2005, 06:23:04 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "nikki"
Quote from: "amrita"
Quote from: "nikki"
bahut ache .......

kissi ke dard ki tareef karna bura lagta hai
kissi ko dard dena gunaah ke samaan hai

kasoor hamara yeh hai ke hum dil toota hua liya firte hain
khud ke dil mein khanjar chubhe hain
aur hum auron ke liye dawa liye firte hain

nikki that was tooo good...

kaash meri dua tere dawa banke kaam aaye
tu jab bhi mujhe yaad karein mujhe apni bahon mein paaye
tere tute dil pe hum marham lagayenge
koshish karenge zindagi mein ek baar tere kisi kaam aaye...

thanx a lot Amrita, Nidhi sis, sandhya, JHL, n humtm

surebbbbbbbb...Amrita n nice one nidhi dear...baki sabne bhi bahut hi acha likha hai.............keep the good work comming....
Thank you nikki sis Usual Smile and you r always welcome.

"Dard dete waqt ye duniya darti hai kya,
  sehne waalon se poochiye,guzarti hai kya."

wow  bahot  khoob  nidhi..........bahot  din  baad kuch  tumhara  padhne  ko  mila............excellent  work........amrita...nikki......hum tum.......

is  se  pehle  koi  humein  naya  jakham  de  jaaye
chalo hum  duniya  ko  mohabbat  sikhayen...............
thanx waheed and same here,bohat din baad tumhara likha kuch padhne ko mila. Usual Smile

"Ye duniya to mohabbat ko bhi gunaah maanti hai,
  jo karte hain gunaah,unhe panaah deti hai."

areeee  dost..........tum  ghayab  thi;.......... maine  kitne  din  se  raah  dekh  raha tha;............aur  bahot  logon  ko  meri sher samajh mein nahi aati.......

duniya  to  humesha  mohabbat  se  khafa rahti  hai
iski  har sans  mein  nafrat  bhari    rahti  hai
dekh  tum  na darna duniya  se  ai  "Nidhi"
humare  dard  per to  aashman  bhi aahen  bharta hai........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AshQ..AshQ..likhi...Kahaani...!!! by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard
ASHQ..........................................A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Ashq Bahaya Na Gaya by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kuch ashq hi to hai.... by manzil-e-ishq in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
ASHQ by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aarzuu
Guest
«Reply #31 on: June 15, 2005, 08:45:14 PM »
Quote from: "HumTum"
ik aur khoshih jazbatooN ko bayaaN karney ki !!

Zindagi mein jaane kya kya muqaam aaye
Mere hi silaah mere qatl ke kaam aaye

Has ke seh gaye hum zmaane ki talkhiyaaN
Unki zulfoN mein jab kar ke qayaaM aaye

PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko
Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye

Dil ka haal aur beyhaal hota gaya
Jab duyaaoN meiN lipte unke paigaam aaye

‘HumTum’ dillagi aisa junoon ban gayee
har ik shai mein vo banke benaam aaye

aap ki rai ka muntzir

HumTum

Hmmmmmmmmmmm...........Very Nice......................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #32 on: June 16, 2005, 05:18:44 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M
Logged
nikki
Guest
«Reply #33 on: June 16, 2005, 08:32:22 PM »
bahut khoob Khushii..waheed n Nidhi sis........n thanx Waheed.......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #34 on: June 20, 2005, 10:13:38 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Quote from: "HumTum"
ik aur khoshih jazbatooN ko bayaaN karney ki !!

Zindagi mein jaane kya kya muqaam aaye
Mere hi silaah mere qatl ke kaam aaye

Has ke seh gaye hum zmaane ki talkhiyaaN
Unki zulfoN mein jab kar ke qayaaM aaye

PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko
Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye

Dil ka haal aur beyhaal hota gaya
Jab duyaaoN meiN lipte unke paigaam aaye

‘HumTum’ dillagi aisa junoon ban gayee
har ik shai mein vo banke benaam aaye

aap ki rai ka muntzir

HumTum

Hmmmmmmmmmmm...........Very Nice......................

Shukriya Arzuu ji
Logged
HumTum
Guest
«Reply #35 on: June 20, 2005, 10:16:06 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M

waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #36 on: June 20, 2005, 10:24:47 AM »

thanx nikki sis,very nice humtum.

"Kehne ko ash aur muskuraahat do alag alag pehlu hain,
 par jo pyaar me dard me tadpaa ho,uske liye dono ek baraabar."
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #37 on: June 20, 2005, 10:37:31 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M

waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya

wow nice one HUMTUM...........................u can call me khushi..........
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #38 on: June 20, 2005, 11:05:19 AM »
dard main aate hai aansu
par khusi main bhi aksar rulate hai ansu
kya fark kare abh hum milan aur judai main
gar vo jaye dur humse tuh aaye aansu
aur vo aaye tuh bhi hase honth aur aankhein bahaye ansu
Logged
janu_anu
Guest
«Reply #39 on: June 20, 2005, 11:08:56 AM »
Very nice humtum

Quote from: "HumTum"
ik aur khoshih jazbatooN ko bayaaN karney ki !!

Zindagi mein jaane kya kya muqaam aaye
Mere hi silaah mere qatl ke kaam aaye

Has ke seh gaye hum zmaane ki talkhiyaaN
Unki zulfoN mein jab kar ke qayaaM aaye

PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko
Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye

Dil ka haal aur beyhaal hota gaya
Jab duyaaoN meiN lipte unke paigaam aaye

‘HumTum’ dillagi aisa junoon ban gayee
har ik shai mein vo banke benaam aaye

aap ki rai ka muntzir

HumTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #40 on: June 20, 2005, 11:09:03 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M

waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya

wow nice one HUMTUM...........................you can call me khushi..........

oke khushi .. ab kuch likh bhi do
Logged
HumTum
Guest
«Reply #41 on: June 20, 2005, 11:11:44 AM »
Quote from: "sandhaya"
dard main aate hai aansu
par khusi main bhi aksar rulate hai ansu
kya fark kare abh hum milan aur judai main
gar vo jaye dur humse tuh aaye aansu
aur vo aaye tuh bhi hase honth aur aankhein bahaye ansu

Waah Sandhaya ji ....  kya baat hai !!

AnsuooN ki haqeeyat ab kya btaye hum
har ik baat pe aa jatey  hai ansuuu
koi lamha bhi ho chen nhi iss dil ko
shuki ankhoon ko aksar num ker jatey hai ansuu !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #42 on: June 20, 2005, 11:12:26 AM »
Quote from: "janu_anu"
Very nice humtum

Quote from: "HumTum"
ik aur khoshih jazbatooN ko bayaaN karney ki !!

Zindagi mein jaane kya kya muqaam aaye
Mere hi silaah mere qatl ke kaam aaye

Has ke seh gaye hum zmaane ki talkhiyaaN
Unki zulfoN mein jab kar ke qayaaM aaye

PalkoN ke katghare meiN sazaa pane ko
Ashq aankhoN meiN subah shaam aaye

Dil ka haal aur beyhaal hota gaya
Jab duyaaoN meiN lipte unke paigaam aaye

‘HumTum’ dillagi aisa junoon ban gayee
har ik shai mein vo banke benaam aaye

aap ki rai ka muntzir

HumTum

Shukriya Janu_Anu ji ...
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #43 on: June 20, 2005, 11:17:08 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M

waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya

wow nice one HUMTUM...........................you can call me khushi..........

oke khushi .. ab kuch likh bhi do

Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai. (N/M)
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #44 on: June 20, 2005, 11:18:19 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai

bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.

wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum

Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!

'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M

waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya

wow nice one HUMTUM...........................you can call me khushi..........

oke khushi .. ab kuch likh bhi do

Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai. (N/M)
wah khushi,very nice Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:45:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer