HumTum is back
Guest
|
Ankhien ban jati hai samundar dil zorsaar rota hai Har lamha har ghadi tere aane ka intzaar hota hai
Gir gyii hai zindgi meri Na-umidii ke banvaar mein Juls jati hai aag mein ruuh, lamha-e-firaak hota hai
Yun to shola-e-jaan kab ka bujh chuka hai, lekin badak uth-ta hai jab kabhi bhi zikr-e-yaar hota hai
Kyunkar na ashq bhaye hum roye na zaarzaar kyun HalaatooN pe insaan ka bhalla kab ikhtiyar hota hai
Kyun kar ke kinara tu bichad gya hai mere humdum Ab dil yahi kehta hai ke "HumTum" pyaar dhoka hai !!
HumTum [/color]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 26, 2006, 01:31:10 PM » |
|
bahut khub..........humtum ji........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena is back
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 26, 2006, 01:55:17 PM » |
|
wah wah humtum ji....bohot ache!!
ashkon ke saath tum apna dard bhi baha do, apne hathon ki lakeeron me se uska nam tum mitha do, pyar doka nahin bas kismat kismat ki baat hai aye dost, yeh ek sachayi tum apne dil ko zara samjha do!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 26, 2006, 02:17:44 PM » |
|
ShukriyaaN Ranjana ji ... Meena Ji !!
Hathoon se uski lakeerien mita bhi du lekin Kismat mein likhi Tanhaii ko kaseey mitau Dard bha du agar apna ashqoon ke sath toh Iss dard ke bina btao kaseey mein jee pau ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 26, 2006, 02:23:12 PM » |
|
bahoot khoob Humtum and nice one meena!!!
Ahaq_e-samunder ko bahne do mujko issi haal mai rahne do dekh kar agar wo muje unhi khush hai tadap tadap ker muje mar lene do
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 26, 2006, 02:25:18 PM » |
|
Pooja ji ... bahut dino baad ...achca lga Ashq-e-esamundar behta rehega Yhi dil mera bhi kehta rehega Tu chod gya hai to kya hua sanam Labon pe tera naam hamesha rhega !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 26, 2006, 02:30:33 PM » |
|
wah !!!!
kash mil jaye mere khawabo ki tabeer kahi main ek khawabo ka nagar liye firti hun ab teri yaad hi hai mere jeene ka sahara teri yaado ke sahare hi main jeeya karti hun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 26, 2006, 02:31:02 PM » |
|
bade dino baad Ulta chaor kotwal ko dante :evil: Good one
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 26, 2006, 02:34:14 PM » |
|
waah waah Ranjana ji .. bahut khoob !! Pooja ji ..... ab kya hamesha chor hi dant khaye Zindgi guzar rahi hai bahut tanhaa tanhaa Dil mein hsole hai jalte aur ankh hai num Yun bhi hota hai kabhi zindgi mein askar Aati nahi hai saansien nikle bhi na yeh dum !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 26, 2006, 02:39:55 PM » |
|
NICE Pooja and Humtum ji..........
hamne dekha nahi hai jinko ab tak woh log hamare dil mein raha karte hain mumkin nahi hai jo dil chahay woh mil jaaye sabko is baat ka gila jaamne mein aksar log kiya karte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 26, 2006, 02:40:41 PM » |
|
last line bahoot hi achi likhi hai!!!
Zindagi ka safar kuch aise hi tay ho gaya na hum jiye na hi logo ko laga iska dum nikal gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 26, 2006, 02:43:37 PM » |
|
Nice both !!
Maagi thi ik khusi rab se hathoon ko failaye Badle mein mile hai hazaar gahumoon ke saye Iss gum ke sahare ab bitana hai jeevan sara Karna hai intzaar ke kab maout gale lgaye !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 26, 2006, 03:02:59 PM » |
|
nice hai ji.........
jindagi ke saath dharke hai maut isko seene se lagao toh baat bane jaalate rahe hai dil apna ta umar ab deep man ke jaalo toh baat bane
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 29, 2006, 07:47:47 AM » |
|
waah ... Ranjana ji !!
Diye dil-e-chahat ke bhuj gaye hai sare Ab Zindgi ka diya bhujne ka intzaar hai Ho chukihai ab blaye tam-mm "HumTum" Ab bas blaye-e-mout guzrne ka intzaar hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 29, 2006, 08:19:32 AM » |
|
wah Hum tum ji....................
dilo ke diye wahan hi bujh gaye jahan aap hamse bichar gaye hamne toh chhaa thaa aapko dil se aap hi hamari mehfil se na jane kyu uth gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|