aur kuch der na subah hone de ya rab

by clicksahil on May 16, 2005, 05:21:02 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1800 times)
clicksahil
Guest
yun to dikhne mei zamane se khfaa lagta hai
hans ke bole bhi to zamane se juda lagta hai

aur kuch der na subah hone de ya rab
doobta chand shayed meri dua lagta hai

mujhse munh pher ke raste kii hawa gujri hai
jaise kisi ujde hue aangan ka diya lagta hai

saawan bhi na dho paya teri judaai ka gam
saawan mei to jungle bhi hara lagta hai

bheir mei talash karte hain tere pairon ke nishan
kabhi tanhai mei sochte hain ke wo kya lagta hai

munh chupaye hue guzra hai jo yahan se aaj
hamei to iski aankhon ko koi zakhm naya lagta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
subah by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
subah-o-shaam by sunny.22 in Shayri-E-Dard
*Subah Ki Kiran* by Roja in Shayri for Khumar -e- Ishq
subah by manu_c in SMS , mobile & JOKES
Ussi Subah by palkhi in Shayri-E-Dard
isha_verma7
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2005, 05:42:21 AM »
wah wah wah.....kya baat hai......but "mujhse munh pher ke raste kii hawa gujri hai
jaise kisi ujde hue aangan ka diya lagta hai

saawan bhi na dho paya teri judaai ka gam
saawan mei to jungle bhi hara lagta hai " these lines just COOL
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2005, 05:51:30 AM »
kya baat hai Sahil ji ...............too good really

vo baat nahi karte humse zamane ke dar se
ki ishaaron main humko sab samjate hai
unhe bhi humse mahobaat hai Dosto
ye jannke hum tuh bahut itrare hai
kyun aa jati hai khamoshi unki nigahoin main
jab bhi hum unhe apne dil ka haal batate hai
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #3 on: May 16, 2005, 05:56:56 AM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Sahil ji ...............too good really

vo baat nahi karte humse zamane ke dar se
ki ishaaron main humko sab samjate hai
unhe bhi humse mahobaat hai Dosto
ye jannke hum tuh bahut itrare hai
kyun aa jati hai khamoshi unki nigahoin main
jab bhi hum unhe apne dil ka haal batate hai
bohat khoob sahil ji,kya baat hai and very nice sandhaya.
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #4 on: May 16, 2005, 06:02:46 AM »
hey thnx so much sandhaya .... nidhi... and isha .... thnx so much

sandhaya ur poetry is really mind blowing .... good keep it up ...few lines 4 u

kitni ghazlein likhin maine zamane ke liye
likh raha hun ye ghazal tujh ko sunane ke liye
aaj tujh se dur hokar raaz ye mujh par khula
tu mila tha mujh ko tanha chor jane ke liye
baad muddat ke mila hoon aaj apne aap se
khud ko maine kho diya tha tujhko pane ke liye
kuch dino ki zindagi hai hans ke SAHIL kaat do
tum bhi aaye ho yahan ek roz jane ke liye
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #5 on: May 16, 2005, 06:11:22 AM »
Quote from: "clicksahil"

most welcome.....

wah sahil,once again,mindblowing words.
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #6 on: May 16, 2005, 06:40:45 AM »
thnx nidhi...

Na tujhe dekha na kuch keh sake hum
Tere bichadne par na khul ke ro sake hum
Tadap kar raat kaati tere gham mein
Yahi gham hai ke tere na ho sake hum
:cry:
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2005, 08:52:51 AM »
Quote from: "clicksahil"
hey thnx so much sandhaya .... nidhi... and isha .... thnx so much

sandhaya ur poetry is really mind blowing .... good keep it up ...few lines 4 you

kitni ghazlein likhin maine zamane ke liye
likh raha hun ye ghazal tujh ko sunane ke liye
aaj tujh se dur hokar raaz ye mujh par khula
tu mila tha mujh ko tanha chor jane ke liye
baad muddat ke mila hoon aaj apne aap se
khud ko maine kho diya tha tujhko pane ke liye
kuch dino ki zindagi hai hans ke SAHIL kaat do
tum bhi aaye ho yahan ek roz jane ke liye

thanks alots Nidhi ji ..aur Sahil ji aap tuh bahut hi acha likhte hai lekin phir bhi mujhe sarahne ke liye sukhriya and again a good one

kya likhe hum tere ye likhne ke baad
ki aankh se aansu nahi rukte ye sunne ke baad
jise chaho vo jab bichad jaye humse Sahil
ruk jati hai zindagi jaise uske jaane ke baad
har khushi tak bemani ho jati hai uske ruth jane ke baad
sapne bhi girke tutt jate hai aankhon se ansuon ki tarah
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #8 on: May 16, 2005, 08:56:25 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "clicksahil"
hey thnx so much sandhaya .... nidhi... and isha .... thnx so much

sandhaya ur poetry is really mind blowing .... good keep it up ...few lines 4 you

kitni ghazlein likhin maine zamane ke liye
likh raha hun ye ghazal tujh ko sunane ke liye
aaj tujh se dur hokar raaz ye mujh par khula
tu mila tha mujh ko tanha chor jane ke liye
baad muddat ke mila hoon aaj apne aap se
khud ko maine kho diya tha tujhko pane ke liye
kuch dino ki zindagi hai hans ke SAHIL kaat do
tum bhi aaye ho yahan ek roz jane ke liye

thanks alots Nidhi ji ..aur Sahil ji aap tuh bahut hi acha likhte hai lekin phir bhi mujhe sarahne ke liye sukhriya and again a good one

kya likhe hum tere ye likhne ke baad
ki aankh se aansu nahi rukte ye sunne ke baad
jise chaho vo jab bichad jaye humse Sahil
ruk jati hai zindagi jaise uske jaane ke baad
har khushi tak bemani ho jati hai uske ruth jane ke baad
sapne bhi girke tutt jate hai aankhon se ansuon ki tarah
wow sandhaya,i can feel,bilkul dil se nikla hai ek ek word,very nice.

"Yun dil tod kar chal dete hain log,
 nibhana nahi hota to kyun pyar karte hain log,
 ek mazaak banaa ke rakh dete hain zindagi,
 is pyar ko kyon nahi samajhte hain log."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: May 16, 2005, 09:01:17 AM »
nice work all ..... keep going .......

dil ki aag ke is dhuen mein apni manzil hi kho baithay
teri yaad mein kya khoe saansein lena hi bhool baithay
shayad kisi sapnay mein teri ek jhalak hi dikh jaye
is umeed mein hum to ankhein kholna hi bhool baithay
hum thay nadaan jo aik pathar ko apni manzil keh baithay
socha tha kya aur kya se kya ker baithay

Logged
Shweta_v7
Guest
«Reply #10 on: May 16, 2005, 06:18:23 PM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Sahil ji ...............too good really

vo baat nahi karte humse zamane ke dar se
ki ishaaron main humko sab samjate hai
unhe bhi humse mahobaat hai Dosto
ye jannke hum tuh bahut itrare hai
kyun aa jati hai khamoshi unki nigahoin main
jab bhi hum unhe apne dil ka haal batate hai

Wah wah kya baat hai sandhaya....really nice...simply amazing
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 16, 2005, 08:18:07 PM »
SURAJ SE KAHO ROSHINI CHOR DE
TARON SE KAHO TIMTIMANI CHOR DE
AGAR TUM NAHI AA SAKTI TO
 APNI YAADON SE KAHO HUMEIN SATAANA CHOR DEH
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #12 on: May 17, 2005, 05:30:07 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "clicksahil"
hey thnx so much sandhaya .... nidhi... and isha .... thnx so much

sandhaya ur poetry is really mind blowing .... good keep it up ...few lines 4 you

kitni ghazlein likhin maine zamane ke liye
likh raha hun ye ghazal tujh ko sunane ke liye
aaj tujh se dur hokar raaz ye mujh par khula
tu mila tha mujh ko tanha chor jane ke liye
baad muddat ke mila hoon aaj apne aap se
khud ko maine kho diya tha tujhko pane ke liye
kuch dino ki zindagi hai hans ke SAHIL kaat do
tum bhi aaye ho yahan ek roz jane ke liye

thanks alots Nidhi ji ..aur Sahil ji aap tuh bahut hi acha likhte hai lekin phir bhi mujhe sarahne ke liye sukhriya and again a good one

kya likhe hum tere ye likhne ke baad
ki aankh se aansu nahi rukte ye sunne ke baad
jise chaho vo jab bichad jaye humse Sahil
ruk jati hai zindagi jaise uske jaane ke baad
har khushi tak bemani ho jati hai uske ruth jane ke baad
sapne bhi girke tutt jate hai aankhon se ansuon ki tarah
wow sandhaya,i can feel,bilkul dil se nikla hai ek ek word,very nice.

"Yun dil tod kar chal dete hain log,
 nibhana nahi hota to kyun pyar karte hain log,
 ek mazaak banaa ke rakh dete hain zindagi,
 is pyar ko kyon nahi samajhte hain log."

sukhriya Nidhi ji mere jajbaaton ko samajne ke liye

na jane kyun mahobat karte hai log
jab jamane se itna darte hai log
kya jaane vo bewafaai karne wala
uske bina kasie mar mar ke jite hai hum
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #13 on: May 17, 2005, 05:33:42 AM »
Quote from: "Shweta_v7"
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Sahil ji ...............too good really

vo baat nahi karte humse zamane ke dar se
ki ishaaron main humko sab samjate hai
unhe bhi humse mahobaat hai Dosto
ye jannke hum tuh bahut itrare hai
kyun aa jati hai khamoshi unki nigahoin main
jab bhi hum unhe apne dil ka haal batate hai

Wah wah kya baat hai sandhaya....really nice...simply amazing

sukhriya Shweta ji ..............aapki tarif bhi aapke naam ki tarah kori (shwet) hai

humne tuh likhi thi apne dil ki majburian
unki wah wah ne hume shayar bana diya
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #14 on: May 17, 2005, 06:36:54 AM »
bahot khooob sandhaya......sahi kaha

mat karo wah wah shayar ka dard nahi samajh sakte
hamdard hi ban kar dekh lo agar hamsafar nahi ban sakte ...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:16:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer