khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
APNA APNA RAASTA HAI AUR KUCH NAHI APNO MEIN AB SIR FAASLA HAI AUR KUCH NAHI
DURIYA KYON BANTHTHI JAA RAHI HAI AAJKAL YUH RISHTON MEIN, AB TO SIRF NAAM REH GAYA HAI AUR KUCH NAHI
LOG TO KEHTE REHTE HAI IDHAR UDHAR KI BAATEIN, HUMSE POOCHTE HAI "KUCH SUNA HAI?" HUM KEHTE HAI KUCH NAHI
HAR EK KE DARD-O-GHAM SE DOOR, REHNA CHAAHTE HAI LOG AUR KUCH NAHI JAANE AB KYON SIRF KHUSIYAN HI BAANTNA CHAHATE HAI LOG AUR KUCH NAHI
DOOSRO PAR FAISLA KARNA BAHUT ASAAN HAI SACH TO YEH HAI KI PEHLE KHUD KI NAZAR SE APNE AAP KO PARKE PHIR FAISLA KARE.... KYA BHALA HAI,KYA BOORA HAI KUCH NAHI
TU APNI MANZIL KI TARAF CHALTE REH "KHWAISH" ISSI KA NAAM ZINDAGI HAI AUR KUCH NAHI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 22, 2007, 08:59:18 PM » |
|
very nice khwaish ji!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 23, 2007, 11:06:16 AM » |
|
Wah..
APNA APNA RAASTA HAI AUR KUCH NAHI APNO MEIN SIRF AB FAASLA HAI AUR KUCH NAHI
Bhaut hi zindgi sa likh diya hai aapne khwaish ji wah...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shrddha
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 23, 2007, 03:57:00 PM » |
|
bahutkhoob khwahish
ye aapke liye
zindgi ek khwahish ke siva kya hai talash ke siva ismain mila kya hai tum bhi tarsoge tamam umar meri tarah tab jaanoge ki pyaar kya hai wafa kya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #4 on: June 23, 2007, 05:30:53 PM » |
|
BAHUT BAHUT SHUKRIYA PAANIJI,POOJAJI AUR SHRDDHA JI....SHRDDHA JI AAPNE BAHUT ACHA LIKHA HAI..SHUKRIYA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #5 on: June 24, 2007, 01:12:47 PM » |
|
KUCH LOG SEEDHE CHALTE HAI KUCH LOG RAASTE BADALTE HAI
JIN KO SAFAR KA JUNOON HAI WOH TO CHALTE REHTE HAI
DARD BAANTNE SE AB DARD KAM NAHI HOTA AAJ KAL SAB APNI APNI SOCH RAKHTE HAI
YEH SAB HOUSLO KI BAAT HAI KUCH CHIRAG TEZ HAWAAON MEIN BI JALTE HAI
YEH ALAG BAAT HAI KE SAFAR MEIN KAANTE TO REHTE HI HAI PAR "KHWAISH" CHALNE WALE TO KAANTO MEIN BHI CHAL LETE HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ISHPREET
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 25, 2007, 05:48:37 PM » |
|
"yeh sab to houslo ki baat hai kuch chirag to tez hawaaon mein bi jal lete hai"
bahut khoob khwaish ji..aapne bahut gehrai se likha hai...i am new to this site...but its rocking
jab apno pe bharosa kiya to aankhon se aansu bahe jab dil ki baat ki,to kya kahe apne apne hi na rahe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: June 29, 2007, 08:59:57 PM » |
|
GHAM MILA HAI TO GILA NAHI KISI BAAT KA KYON SHIKWA KARE HUM APNE HALAAT KA
DARD KI NUMAAISH KAUN KARE YEH BAZAAR MEIN YAHA TO PATANGAD BAN JAATA HAI HAR BAAT KA
CHAAHAT KI BI KHWAISH HUMNEIN KI TI UNSE AB KYON NA SAJDA KARE UNKE DIYE HUE JAZBAAT KA
KYA HUA JO DIL TOOTA HAI "KHWAISH" JO TERA HO KE BI TERA NO HO PAAYE KYA HAASIL WAISE SAATH KA
GHAM MILA HAI TO GILA NAHI KISI BAAT KA KYON SHIKWA KARE HUM APNI HALAAT KA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ISHPREET
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 09, 2007, 05:57:03 PM » |
|
bahut ache khwaishji...ek hamare taraf se
woh rishta kya jisse nibhana pade woh pyaar kya jisse jatana pade hamara rishta to ek khamosh ehsaas hai woh ehsaas hi kya jo lafzo mein batana pade
|
|
|
Logged
|
|
|
|
paani
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 10, 2007, 08:43:24 AM » |
|
bahut ache khwaishji...ek hamare taraf se
woh rishta kya jisse nibhana pade woh pyaar kya jisse jatana pade hamara rishta to ek khamosh ehsaas hai woh ehsaas hi kya jo lafzo mein batana pade wah preet hi bahut hi khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #10 on: July 21, 2007, 07:09:08 PM » |
|
ZARA SI BAAT DER TAK RULATI HAI KHUSI MEIN BI AANKHEIN AB AANSU BAHATI HAI
IS ZINDAGI NE HUMEIN TARSAYA BAHUT HAI AB ZINDAGI,AUR KOI NAYA IMTEHAAN NE LE AB TO KHUD KI PARCHAAI BI MUSHKILO MEIN SAATH CHOD JAATI HAI
DARD KI NUMAAYISH HUM BI NA KARTE IS JAHAN MEIN "KHWAISH" PAR KALAM KAAGAZ PAR LIKHAR HI AAJ MAN BEHLAATI HAI
KHO KE MIL GAYE...... AUR MIL KE KHO GAYE.....
AE ZINDAGI TU HAMESHA HUME KYON AZMAATI HAI???
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ISHPREET
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 22, 2007, 08:30:33 AM » |
|
ZARA SI BAAT DER TAK RULATI HAI KHUSI MEIN BI AANKHEIN AB AANSU BAHATI HAI
IS ZINDAGI NE HUMEIN TARSAYA BAHUT HAI AB ZINDAGI,AUR KOI NAYA IMTEHAAN NE LE AB TO KHUD KI PARCHAAI BI MUSHKILO MEIN SAATH CHOD JAATI HAI
DARD KI NUMAAYISH HUM BI NA KARTE IS JAHAN MEIN "KHWAISH" PAR KALAM KAAGAZ PAR LIKHAR HI AAJ MAN BEHLAATI HAI
KHO KE MIL GAYE...... AUR MIL KE KHO GAYE.....
AE ZINDAGI TU HAMESHA HUME KYON AZMAATI HAI??? bahut ache khwaishji...bahut khoobsurat likha hai aapne... "ae zindagi tu hamesha hume kyon azmaati hai?"....superb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #12 on: August 13, 2007, 07:36:34 PM » |
|
THANX A LOT ISHPREETJI.SORRY FOR REPLYING AFTER SUCH A LONG TIME
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 14, 2007, 11:59:29 AM » |
|
Bohot khoob Khwaish...bohot achcha likha hai aapne Good one from you Majid
|
|
|
Logged
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 20, 2007, 07:17:44 AM » |
|
APNA APNA RAASTA HAI AUR KUCH NAHI APNO MEIN SIRF AB FAASLA HAI AUR KUCH NAHI
DURIYA KYON BADTI JAA RAHI HAI AAJKAL YUH RISHTON MEIN AB TO SIRF NAAM REH GAYA HAI AUR KUCH NAHI
LOG TO KEHTE REHTE HAI IDHAR UDHAR KI BAATEIN HUMSE POOCHTE HAI"KUCH SUNA HAI?" HUM KEHTE HAI KUCH NAHI
HAR EK KE DARD-O-GHAM SE DOOR REHNA CHAAHTE HAI LOG AUR KUCH NAHI JAANE AB KYON SIRF KHUSIYAN HI BAANTNA CHAHATE HAI LOG AUR KUCH NAHI
DOOSRO PAR FAISLA KARNA BAHUT ASAAN HAI SACH TO YEH HAI KI PEHLE KHUD KI NAZAR SE APNE AAP KO PARKE PHIR FAISLA KARE.... KYA BHALA HAI,KYA BOORA HAI KUCH NAHI
TU APNI MANZIL KI TARAF CHALTE REH E "KHWAISH" ISSI KA NAAM ZINDAGI HAI AUR KUCH NAHI Wah Wah!!!!! KHWAISH... Bahut Bahut Khooooooob.. !! Pahali Baar aapko Padha Aur Padh Kar bahut accha Laga.. Behtreen Likha Hai aapne.. !! Ab to Aapki Har Post ka Besabri se Intzaar rahega.. Judaai aur Dard ko Bakhoobi Pesh Kiya Hai aapne.. !! Vicky
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|