AUR KUCH NAHI

by khwaish on June 22, 2007, 07:53:17 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2206 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #15 on: August 20, 2007, 11:01:54 AM »
khwahish bahut acha likh rahe ho. .

use tufaan ke shidaat se kya aazurdagi hogi
khuda ka naam leker jisne kashti chor di hogi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: August 20, 2007, 08:45:33 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA VICKYJI  AAP KE HAUSLE-E-AFSAAI KA...UMEED KARTA HOON AAPKO HAMARA LIKHA AAGE BI PASAND AAYEGA..SHUKRIYA Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: August 20, 2007, 08:53:56 PM »
SHUKRIYA SAMNOJJI...AUR AAP NE BI  BAHUT ACHA LIKHA HAI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: September 04, 2007, 03:24:42 PM »
ZINDAGI TUNE SAB KUCH MUJHSE LEKAR BHI
MUJHE DIYA KUCH BHI NAHI
TERE DAAMAN MEIN MERE LIYE
GHAM KE SIVA KUCH NAHI....

YEH ALAG BAAT HAI KI RAAS NA AAYI IMANDAARI MUJHE
MERE PAAS SACHAI THI,SHAYAD YEHI MERA KASOOR THA
AAJKAL DUNIYA WALO KE LIYE,
SACHAI SE BADKAR BURAAI KUCH NAHI....

SUNA HAI, LOGO KO AAJ BHI MUJHSE SHIKAYAT HAI
IN HAATHON KI AB CHAHE TALAASHI LE LO,
MERE HAATHON MEIN LAKEERON KE SIVA KUCH NAHI....

HUM NE DEKHE HAI KUCH AISE BHI INSAAN
JO KHUD KO KHUDA BANAYE BAITHE HAI
JINKE LIYE SACHMUCH KA KHUDA
BI SHAYAD KUCH NAHI....

BAATEIN FAILI HAI MERE NAAM SE JANE KYA KYA?
JABKI SACH YEH HAI KI MAINE KAHA KUCH NAHI....

ROTE KO KAISE HASAYA JAAYE?
YEH SOCHTA THA INSAAN BHALE ZAMAANE KA...
ROTE KO KAISE AUR RULAYA JAAYE?
SOCHTA HAI INSAAN AAJ KE ZAMAANE KA...
FARK SIRF ITNA HAI AUR KUCH NAHI....

YAKHUDA! AB TO MERE HAQ MEIN FAISLA KAR...
JEENE DE MUJHE IZZAT KE SAATH
IS BADKAR MAINE TUJHSE MAANGA BI KYA? KUCH NAHI....

AAJ APNA DIL BHI BACHE KI TARAH
 ZIDD PE ADAH HAI "KHWAISH"
YA TO SAB KUCH HI ISSE CHAHIYE YA
KUCH BHI NAHI....
Logged
angel4u
Guest
«Reply #19 on: September 04, 2007, 05:16:51 PM »
that was really nice
Logged
SHONA
Guest
«Reply #20 on: September 05, 2007, 11:37:07 AM »
Quote from: "khwaish"
THE LINES WRITTEN BELOW ARE WRITTEN WITH LOT OF PAIN IN HEART

ZINDAGI TUNE SAB KUCH MUJHSE LEKAR BHI
MUJHE DIYA KUCH BHI NAHI
TERE DAAMAN MEIN MERE LIYE
GHAM KE SIVA KUCH NAHI....

YEH ALAG BAAT HAI KI RAAS NA AAYI IMANDAARI MUJHE
MERE PAAS SACHAI THI,SHAYAD YEHI MERA KASOOR THA
AAJKAL DUNIYA WALO KE LIYE SACHAI SE
BADKAR BURAAI KUCH NAHI....

SUNA HAI,LOGO KO AAJ BHI MUJHSE SHIKAYAT HAI
IN HAATHON KI AB CHAHE TALAASHI LE LO,
MERE HAATHON MEIN LAKEERON KE SIVA KUCH NAHI....

HUM NE DEKHE HAI KUCH AISE BHI INSAAN
JO KHUD KO KHUDA BANAYE BAITHE HAI
JINKE LIYE SACHMUCH KA KHUDA
BI SHAYAD KUCH NAHI....

BAATEIN FAILI HAI MERE NAAM SE JANE KYA KYA?
JABKI SACH YEH HAI KI MAINE KAHA KUCH NAHI....

ROTE KO KAISE HASAYA JAAYE?
YEH SOCHTA THA INSAAN BHALE ZAMAANE KA...
ROTE KO KAISE AUR RULAYA JAAYE?
SOCHTA HAI INSAAN AAJ KE ZAMAANE KA...
FARK SIRF ITNA HAI AUR KUCH NAHI....

YAKHUDA! AB TO MERE HAQ MEIN FAISLA KAR...
JEENE DE MUJHE IZZAT KE SAATH
IS BADKAR MAINE TUJHSE MAANGA BI KYA? KUCH NAHI....

AAJ APNA DIL BHI BACHE KI TARAH
 ZIDD PE ADAH HAI "KHWAISH"
YA TO SAB KUCH HI ISSE CHAHIYE YA
KUCH BHI NAHI....


WOW...beautifully written khwaish...lots of dept in each & every word..u wrote this lines with a heavy heart...too good..loved the 6th stanza..ROTE KO KAISE.... =D>  =D>  =D>  =D>  =D>
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #21 on: September 05, 2007, 08:01:34 PM »
Quote from: "khwaish"
THE LINES WRITTEN BELOW ARE WRITTEN WITH LOT OF PAIN IN HEART

ZINDAGI TUNE SAB KUCH MUJHSE LEKAR BHI
MUJHE DIYA KUCH BHI NAHI
TERE DAAMAN MEIN MERE LIYE
GHAM KE SIVA KUCH NAHI....

YEH ALAG BAAT HAI KI RAAS NA AAYI IMANDAARI MUJHE
MERE PAAS SACHAI THI,SHAYAD YEHI MERA KASOOR THA
AAJKAL DUNIYA WALO KE LIYE SACHAI SE
BADKAR BURAAI KUCH NAHI....

SUNA HAI,LOGO KO AAJ BHI MUJHSE SHIKAYAT HAI
IN HAATHON KI AB CHAHE TALAASHI LE LO,
MERE HAATHON MEIN LAKEERON KE SIVA KUCH NAHI....

HUM NE DEKHE HAI KUCH AISE BHI INSAAN
JO KHUD KO KHUDA BANAYE BAITHE HAI
JINKE LIYE SACHMUCH KA KHUDA
BI SHAYAD KUCH NAHI....

BAATEIN FAILI HAI MERE NAAM SE JANE KYA KYA?
JABKI SACH YEH HAI KI MAINE KAHA KUCH NAHI....

ROTE KO KAISE HASAYA JAAYE?
YEH SOCHTA THA INSAAN BHALE ZAMAANE KA...
ROTE KO KAISE AUR RULAYA JAAYE?
SOCHTA HAI INSAAN AAJ KE ZAMAANE KA...
FARK SIRF ITNA HAI AUR KUCH NAHI....

YAKHUDA! AB TO MERE HAQ MEIN FAISLA KAR...
JEENE DE MUJHE IZZAT KE SAATH
IS BADKAR MAINE TUJHSE MAANGA BI KYA? KUCH NAHI....

AAJ APNA DIL BHI BACHE KI TARAH
 ZIDD PE ADAH HAI "KHWAISH"
YA TO SAB KUCH HI ISSE CHAHIYE YA
KUCH BHI NAHI....


Kya Baat hai khwaish...Bahut hi khoobsurat likha hai aapne...zindagi ki haqeeqat ko alfaazo mein bayan kiya hai... =D>  =D>  =D>  =D>  =D>
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: September 06, 2007, 03:19:54 PM »
THANKS A LOT ANGEL..
THANKS A LOT SHONA & ISHPREET...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #23 on: September 06, 2007, 09:02:35 PM »
Bohat hi khoob Khwaish..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: February 15, 2008, 07:28:02 PM »
wah bahoot khoob khwaish ji and Majid!!
Logged
mkv
Guest
«Reply #25 on: July 14, 2012, 07:13:27 AM »
Bahut Bahut khoob Khwaish jee
Aur kuch nahi...Applause Applause
behad umda kalaam
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:48:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer