Aur kya karte

by adrin on December 11, 2008, 12:04:48 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1461 times)
adrin
Guest
Thi yaro ki mehfil aur fir bhi thi Virani,
apni Dhadkan na sunate toh kya krte!
sara jahan jal raha tha aag me,
apne aasuo se na bhujate toh kya krte!
wo khuda hi aaya tha khud zindagi ki aas me,
hum sanse n rokte toh kya krte!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya karte by nikhil_kafeer in Shayri-E-Dard
Ek tarfa pyar karte karte... by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
uska intezaar karte karte... by Alam Qazi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Gairon ko apna karte karte by Maira in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tumein yad karte karte by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: December 11, 2008, 12:14:46 AM »
Wah kamaal ka likha hai Adrin Ji  Applause Applause
Logged
taheer_khaja
Guest
«Reply #2 on: December 11, 2008, 03:25:00 PM »
bahut khoob  adrin ji Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 12, 2008, 03:48:32 PM »
Nice One Adrin Ji,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 12, 2008, 03:56:07 PM »
Thi yaro ki mehfil aur fir bhi thi Virani,
apni Dhadkan na sunate toh kya krte!
sara jahan jal raha tha aag me,
apne aasuo se na bhujate toh kya krte!
wo khuda hi aaya tha khud zindagi ki aas me,
hum sanse n rokte toh kya krte!

AREY ADRIN AAP NEH TOH KAMAAL KAR DIA
HAL-EH-BAYAAN DIL KA LAJAWAAB KAR DIA

KHILTEY RAHO AAP HAR PAL GULAB MEH
KATOH TOH FAIK, GULISTAN KAR DIA
AREY ADRIN AAP NEH TOH KAMAAL KAR DIA




DILDAAR KEY BINA, MEHFIL VIRANI HOTI HAI
PYAR KEY BINA, ROOH ANJANJI HOTI HAI
KHUDA BHI KAISEY ROH NA PADEY APEY DARBAAR MEH
JISKI TADAP PYAR MEH DIWANI HOTI HAI



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 14, 2008, 03:48:21 PM »
Bohat Achche Jasbir Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 14, 2008, 03:49:19 PM »
kuch log sitam karne ko tayyar baithe hai
kuch log magar hum pe dil haar baithe hai
iss kashmakash mein pahchane nahi jaate
kahan dushman aur kahan dost, yaar baithe hai

ishq ko aag ka dariya hi samajh lijiye hazoor !
koi iss paar toh koi uss paar baithe hai
kon kehta hai ki iss shehr mein saare hai bewaffa
hamare saamne waffadaar do char baithe hai

kal tak jinhe hasrat thi hame barbaad karne ki
aaj wahi log apne kiye pe sharamsaar baithe hai
duniya se rooth jaane ki khawahish hai hamari
kya karoon iss khawahish pe bhi paharedaar baithe hai

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: December 15, 2008, 06:26:56 AM »
Bohat Achche Jasbir Ji,.


thanks jahanasheen
aur aap neh bhi khoob kaha

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 15, 2008, 12:24:08 PM »

thanks jahanasheen
aur aap neh bhi khoob kaha

Jasbir Singh

Shukriya,.

kuch din to baso meri ankhon main
phir khwab agar ho jao to kya

koi rang to do mere chehre ko
phir zakhm agar mahkao to kya

ik aina tha so tut gaya
ab khud se agar sharmao to kya

main tanha tha main tanha hun
tum ao to kya na ao to kya

jab ham hi na mahak phir sahib
tum bad-e-saba kahlao to kya

jab dekhne wala koi nahin
bujh jao to kya jal jao to kya
 
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 16, 2008, 12:27:53 PM »
Shukriya,.

kuch din to baso meri ankhon main
phir khwab agar ho jao to kya

koi rang to do mere chehre ko
phir zakhm agar mahkao to kya

ik aina tha so tut gaya
ab khud se agar sharmao to kya

main tanha tha main tanha hun
tum ao to kya na ao to kya

jab ham hi na mahak phir sahib
tum bad-e-saba kahlao to kya

jab dekhne wala koi nahin
bujh jao to kya jal jao to kya
 


very very nice

Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: December 16, 2008, 12:33:55 PM »
kuch log sitam karne ko tayyar baithe hai
kuch log magar hum pe dil haar baithe hai
iss kashmakash mein pahchane nahi jaate
kahan dushman aur kahan dost, yaar baithe hai

ishq ko aag ka dariya hi samajh lijiye hazoor !
koi iss paar toh koi uss paar baithe hai
kon kehta hai ki iss shehr mein saare hai bewaffa
hamare saamne waffadaar do char baithe hai

kal tak jinhe hasrat thi hame barbaad karne ki
aaj wahi log apne kiye pe sharamsaar baithe hai
duniya se rooth jaane ki khawahish hai hamari
kya karoon iss khawahish pe bhi paharedaar baithe hai

nm
Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 16, 2008, 02:23:22 PM »
Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Rajesh Bhai,.

Khushi Hui Ke Apne hamaari Posting Pardhi,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 16, 2008, 02:45:25 PM »
Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Rajesh Bhai,.

Khushi Hui Ke Apne hamaari Posting Pardhi,.


Thanks Jahanasheen. Aaap likhtey hi itna badiya ho, kaisey na padey...


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 17, 2008, 04:42:18 AM »
Shukriya Bhaijaan,.


us bewafa ka shahar hai aur ham hain dosto
ashk-e-rawan ki nahar hai aur ham hain dosto

sham-e-alam dhali to chali dard ki hawa
raton ka pichla pahar hai aur ham hain dosto

ankhon main ur rahi hai luti mahfilon ki dhul
ibrat bara-e-dahar hai aur ham hain dosto

ye ajnabi si manzilen aur raftagan ki yad
tanhaiyon ka zahar hai aur ham hain dosto

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 17, 2008, 03:55:03 PM »
Shukriya Bhaijaan,.


us bewafa ka shahar hai aur ham hain dosto
ashk-e-rawan ki nahar hai aur ham hain dosto

sham-e-alam dhali to chali dard ki hawa
raton ka pichla pahar hai aur ham hain dosto

ankhon main ur rahi hai luti mahfilon ki dhul
ibrat bara-e-dahar hai aur ham hain dosto

ye ajnabi si manzilen aur raftagan ki yad
tanhaiyon ka zahar hai aur ham hain dosto

nm



wah wah, bahut hi khoob. sach meh bahut hi badiya


jasbir singh
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:24:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer