Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

by Shireen Hakani on May 16, 2012, 11:51:29 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2817 times)
Shireen Hakani
Guest
Babul Ke Ghar Tohfa Khuda Ka Ban Kar Aayi Ek Masoom Pari Hai,
Usne Baghban Ban Pyar Se Seech Kar Phool Banaya Kali Se Hai,
Phir De Diya Haath Uska Kisi Aur Ke Haath Mein Apna Farz Samajh Kar,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Naye Mali Ne Na Ki Hifazat Uski, Har Mod Par Diye Naye Zakhm Hai,
Meri Khusbu Ko Woh Na Jaan Saka, Apne Pairo Tale Rounda Mujhe Hai,
Galo Ke Gaddo Par Surkh Siyahi Lagayi, Be-Dard, Be-Rahem Ki Misaal Woh Hai,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Pheke Hue Phool Ko Raah Chalte Musafir Ne Uthaya Dhool Se Hai,
Pehchaan Karayi Meri Khud Se, Apne Pyar Se Sazaya Mujhe Hai,
Sar Utha Kar Khushi Se Jeena Hai Mujhe Ab Yeh Sun Le Zamana Sara,
Haan Aurat Hoon Main! Apni Hasti Ko Karz Chuka Kar Paya Maine Hai..!!

My Own.
Logged
Sps
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2012, 11:57:39 AM »
..Sar Utha Kar Khushi Se Jeena Hai Mujhe Ab Yeh Sun Le Zamana Sara,
Haan Aurat Hoon Main! Apni Hasti Ko Karz Chuka Kar Paya Maine Hai..!!

Very beautiful lines....poori shayari ki atma in 2 lines me sama gai hai....
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2012, 12:01:19 PM »
Shukriya!!!
Logged
r.k
Guest
«Reply #3 on: May 16, 2012, 12:48:12 PM »
bht khub
dheron daad aapko shereen ji
zamane ne dard se bhar di meri jholi,
fr bhi usse uth kar,
jeena seekha hai maine,
aansu bhari nigahon ko pee kar jeena sikha hai maine.
Logged
jazbaat
Guest
«Reply #4 on: May 16, 2012, 12:59:10 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: May 16, 2012, 01:09:24 PM »
Bautiful , Shireen  ji . Iss  dard  ki  tasweer  
aur   himmat  ki   paikar   aurat   ki    khubsurat
tasweer  kashi ke  liye  mera  salaam . Hasan                                                                                                               
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 16, 2012, 01:12:35 PM »
Babul Ke Ghar Tohfa Khuda Ka Ban Kar Aayi Ek Masoom Pari Hai,
Usne Baghban Ban Pyar Se Seech Kar Phool Banaya Kali Se Hai,
Phir De Diya Haath Uska Kisi Aur Ke Haath Mein Apna Farz Samajh Kar,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Naye Mali Ne Na Ki Hifazat Uski, Har Mod Par Diye Naye Zakhm Hai,
Meri Khusbu Ko Woh Na Jaan Saka, Apne Pairo Tale Rounda Mujhe Hai,
Galo Ke Gaddo Par Surkh Siyahi Lagayi, Be-Dard, Be-Rahem Ki Misaal Woh Hai,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Pheke Hue Phool Ko Raah Chalte Musafir Ne Uthaya Dhool Se Hai,
Pehchaan Karayi Meri Khud Se, Apne Pyar Se Sazaya Mujhe Hai,
Sar Utha Kar Khushi Se Jeena Hai Mujhe Ab Yeh Sun Le Zamana Sara,
Haan Aurat Hoon Main! Apni Hasti Ko Karz Chuka Kar Paya Maine Hai..!!

My Own.


Shireen Ji Aapki iss lekni mein bahut Dard Jhalakta Hai..

Jo Insaan Aurat Ko Izzat Naa De Sake, Uska Koi Wajood Hi Nahi...

Aapne Bahut Hi Achi tarah Jazbaat Ko LafzoN Mein Utaara..

Dil Se Daad!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2012, 01:13:26 PM »
Shukriya aap sabhi ka!!! Aurat ke dard ko samjh ne ka...!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: May 16, 2012, 01:32:42 PM »
bahut dad bhara ehsaas bas aur kyaa kahoon haath kaamte hain
Logged
MISFIT
Guest
«Reply #9 on: May 16, 2012, 02:36:54 PM »
thats was some hardcore poetry stuff hatts off to u and all women
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: May 16, 2012, 03:26:07 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoobsurat ehsaas... bahut bahut khoob likha hai aapne....!!!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #11 on: May 16, 2012, 03:51:13 PM »
Babul Ke Ghar Tohfa Khuda Ka Ban Kar Aayi Ek Masoom Pari Hai,
Usne Baghban Ban Pyar Se Seech Kar Phool Banaya Kali Se Hai,
Phir De Diya Haath Uska Kisi Aur Ke Haath Mein Apna Farz Samajh Kar,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Naye Mali Ne Na Ki Hifazat Uski, Har Mod Par Diye Naye Zakhm Hai,
Meri Khusbu Ko Woh Na Jaan Saka, Apne Pairo Tale Rounda Mujhe Hai,
Galo Ke Gaddo Par Surkh Siyahi Lagayi, Be-Dard, Be-Rahem Ki Misaal Woh Hai,
Aurat Hone Ka Kya Khub Karz Chukaya Maine Hai..!!!

Pheke Hue Phool Ko Raah Chalte Musafir Ne Uthaya Dhool Se Hai,
Pehchaan Karayi Meri Khud Se, Apne Pyar Se Sazaya Mujhe Hai,
Sar Utha Kar Khushi Se Jeena Hai Mujhe Ab Yeh Sun Le Zamana Sara,
Haan Aurat Hoon Main! Apni Hasti Ko Karz Chuka Kar Paya Maine Hai..!!

My Own.
great effort great passions ....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 16, 2012, 06:51:50 PM »
Bohat Achcha Kalaam Hai, Sachche Ehsaason Se Bhara, Daad Kabool Karein,.:-

Apne Har Khwaab Mitaa Deti Hai,.
Aurat Jahan Hoti Hai, Jannat Banaa Deti Hai,.
Logged
dolly
Guest
«Reply #13 on: May 17, 2012, 11:52:10 AM »
good spirit..but mindset nvr changes....js my view..good

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:14:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer