....~~ay kaash~~....

by HumTum on April 04, 2005, 10:21:47 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1096 times)
HumTum
Guest
Kehta hai ye dil ay kaash!
MaiN bhi ek shayar hota

Shairy ke bal par mere paas
Har ek zakhm ka marhum hota

Ho jaata rehaa har dukh se
Har pal dil araam mein hota

Aur keh deta jo kehna hai
Phir marne ka ghum na hota

Kehta hai ye dil ay kaash!
Main bhi ek shayar hota


HUmTum
Logged
vitasta
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2005, 10:30:40 AM »
wow that is a nice one!!
par aap to already ek shayar hain,
oops correction-bahut acche shayar hain to phir yeh sab to aap kar hi sakte hain.......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #2 on: April 04, 2005, 10:38:39 AM »
Quote from: "vitasta"
wow that is a nice one!!
par aap to already ek shayar hain,
oops correction-bahut acche shayar hain to phir yeh sab to aap kar hi sakte hain.......


Shukriya Vitasta.....


Gazal mein bandish-e-alfaz hi nhi kaffi "HumTum"
khoon-e-jigar bhi chahiye asar ke liye  sad5


HumTum
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2005, 05:06:15 PM »
both poems r really very gud. 2nd wali to sabse zada pasand ayi mujhe!!!

lafzo ke pich us dard ko bhi pad lena aye dost,
jise yeh puri ghazal piroyi gayi hai!

 :D
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #4 on: June 26, 2005, 12:58:47 PM »
Quote from: "HumTum"
Kehta hai ye dil ay kaash!
MaiN bhi ek shayar hota

Shairy ke bal par mere paas
Har ek zakhm ka marhum hota

Ho jaata rehaa har dukh se
Har pal dil araam mein hota

Aur keh deta jo kehna hai
Phir marne ka ghum na hota

Kehta hai ye dil ay kaash!
Main bhi ek shayar hota


HUmTum



again great humtum aap bahut accha likhte hain
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: June 26, 2005, 01:06:25 PM »
Quote from: "Meena"
both poems r really very gud. 2nd wali to sabse zada pasand ayi mujhe!!!

lafzo ke pich us dard ko bhi pad lena aye dost,
jise yeh puri ghazal piroyi gayi hai!

 :D


Meena ji aap ka bahut bahut shukriya adaa karta hoon
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: June 26, 2005, 01:07:31 PM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "HumTum"
Kehta hai ye dil ay kaash!
MaiN bhi ek shayar hota

Shairy ke bal par mere paas
Har ek zakhm ka marhum hota

Ho jaata rehaa har dukh se
Har pal dil araam mein hota

Aur keh deta jo kehna hai
Phir marne ka ghum na hota

Kehta hai ye dil ay kaash!
Main bhi ek shayar hota


HUmTum



again great humtum aap bahut accha likhte hain


Shikriya Rohit ji
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #7 on: April 27, 2013, 01:18:40 AM »
Nice.......
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:22:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer