- Aye Maut... -

by Meena on May 26, 2005, 12:58:45 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3803 times)
isha_verma7
Guest
«Reply #15 on: May 29, 2005, 08:44:20 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5


WOW meena ji kya baat hai.........GREAT!!.....dil ko chu gaya......and last lines "Duayen....gabrana na" just MARVELOUS
And HumTum..... nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
maut ki aathat by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
Ab Maut Hi De Do by Devdas_online in Shayri-E-Dard
~Maut ke baad maut~ by Tosha in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
armaano ki maut.......... by purani_jeans_aur_guitar in Miscellaneous Shayri
AE MAUT KAASH TUJHE BHI KABHI AA JAATI MAUT... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Meena
Guest
«Reply #16 on: May 30, 2005, 03:10:18 PM »
thank u isha sis!!!!!!!!  :D  .................................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #17 on: May 30, 2005, 03:53:25 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5

Wah Meena....ek lajawaab tehreer......
Logged
Meena
Guest
«Reply #18 on: May 30, 2005, 04:36:56 PM »
bohot bohot shukriya aryaan!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #19 on: June 07, 2005, 09:59:04 AM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5


Kab se hai hume talash apni kabar ki.................
Na jaane kab khatam hoga mera ye intjaar..............
Ab aakar mera bhi ek baare haal dekh le aye maut..............
Dekh jindgi ne kis kadar kiya hai mujhe Lachar...............
Logged
husain52
Guest
«Reply #20 on: June 08, 2005, 03:24:17 PM »
bohotkhoob meenaji and hum tum bohot hi accha likha hai aap dono ne

TooTay khwaab kii kirchoN ne jab lahoo bahaayaa aaNkhoN se
kHwaab meiN khoyii aaNkhoN ko din raat jagaanaa seekh liyaa.

paTThar ho gayiiN aaNkheN ab tau, tak tak raah bahaaroN kii
dard ke sookhay pattoN se is dil ko sajaanaa seekh liyaa.
Logged
Meena
Guest
«Reply #21 on: June 08, 2005, 03:27:34 PM »
wah rohit ji!!!!!!! bohot acha likha apne!!!!! behad pasand aya!!

zindagi ki aab mujhe pyas nahin,
iski wafa pe mujhe vishwas nahin,
aye maut tu apna le mujhe,
ke zindagi to mujhe ayi hai raas nahin!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: June 08, 2005, 03:31:54 PM »
Quote from: "husain52"
bohotkhoob meenaji and hum tum bohot hi accha likha hai aap dono ne

TooTay khwaab kii kirchoN ne jab lahoo bahaayaa aaNkhoN se
kHwaab meiN khoyii aaNkhoN ko din raat jagaanaa seekh liyaa.

paTThar ho gayiiN aaNkheN ab tau, tak tak raah bahaaroN kii
dard ke sookhay pattoN se is dil ko sajaanaa seekh liyaa.


thanx a lot husainji, bohot acha likha apne  :D aur kaha te aap itne dino tak?
Logged
pandit
Guest
«Reply #23 on: June 08, 2005, 03:34:28 PM »
bahut hi accha likha hai meena ji............................................... .........
Logged
Meena
Guest
«Reply #24 on: June 08, 2005, 03:37:17 PM »
shukriya...ji....shukriya.......................

 :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #25 on: June 08, 2005, 05:13:24 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5


wah meena sis,boaht badhiya Usual Smile
Logged
Meena
Guest
«Reply #26 on: June 08, 2005, 05:26:12 PM »
thank u nidhi..... :D .........................................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: June 08, 2005, 07:38:06 PM »
hum tum se Door Jana bhi chahen...
to hargiz jaa Nahi Sakte....
Iss pyar ko CHupana BHi chahen...
To chupa nahi sakte...
Yeh DiL to tumhare lye beqarar hai...
Hum tumhare Siwa Kisi ko Chah bhi nahi sakte
Tum ko bhoolna BHi Chahen...
To kisi bhi keemat par bhula nahi sakte!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #28 on: June 09, 2005, 03:04:30 PM »
nice navedd!!!!!!!!.........................................

 :D
Logged
husain52
Guest
«Reply #29 on: June 10, 2005, 12:59:34 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "husain52"
bohotkhoob meenaji and hum tum bohot hi accha likha hai aap dono ne

TooTay khwaab kii kirchoN ne jab lahoo bahaayaa aaNkhoN se
kHwaab meiN khoyii aaNkhoN ko din raat jagaanaa seekh liyaa.

paTThar ho gayiiN aaNkheN ab tau, tak tak raah bahaaroN kii
dard ke sookhay pattoN se is dil ko sajaanaa seekh liyaa.


thanx a lot husainji, bohot acha likha apne  :D aur kaha te aap itne dino tak?


thax meenaji............  bas thoda busy ho gaya hoon studies mein khali saturday off rahata hai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:50:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer