***baaki abhi kuch hisaab hai***

by kaushikbhawna008 on November 27, 2008, 05:30:34 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1671 times)
kaushikbhawna008
Guest
kuch badal raha hai waqt to badle bhi mere haalat hain
par ab tak tere diye gam mere saath hain

mein khush bhi hoon bohut par udaas bhi
tere diye zakhmo ka baaki abhi kuch hisaab hai

mein hoon aaj aur saath mere hai ye dunia
par na jaane kyu meri najar ko teri hi talaash hai

bulandiyon par mein pahunchi ye tera bhi to khwaab tha
par jaane kyu tu kahin hai dur aur yaadein hi bas saath hain

chal shukra hai tera ki tune mujhe thukra jo diya
BHAWNA jo ban paayi hai aaj usme tera hi to haath hai

jaanti hoon rota hoga tu bhi kabhi gam ki tanhaiyon mei kahin
meri tarah tere dil mei bhi mujhse milne ki aas hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
abhi baaki hai.............. by qayda in Ghazals
Abhi baaki hain ....... by rbh in Shayri-E-Dard

~*~Raat Abhi Aadhi baaki hai~*~ by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 7 8 »
®®abhi baaki hai®® by sarfira in Shayri for Khumar -e- Ishq
saloni bharani
Guest
«Reply #1 on: November 27, 2008, 05:52:08 AM »
nice , bahut acha klikha han aapna
                                     
                                          saloni
 
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: November 27, 2008, 06:16:05 AM »
thnks saloni
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: November 27, 2008, 07:43:42 AM »
kuch badal raha hai waqt to badle bhi mere haalat hain
par ab tak tere diye gam mere saath hain

mein khush bhi hoon bohut par udaas bhi
tere diye zakhmo ka baaki abhi kuch hisaab hai

mein hoon aaj aur saath mere hai ye dunia
par na jaane kyu meri najar ko teri hi talaash hai

bulandiyon par mein pahunchi ye tera bhi to khwaab tha
par jaane kyu tu kahin hai dur aur yaadein hi bas saath hain

chal shukra hai tera ki tune mujhe thukra jo diya
BHAWNA jo ban paayi hai aaj usme tera hi to haath hai

jaanti hoon rota hoga tu bhi kabhi gam ki tanhaiyon mei kahin
meri tarah tere dil mei bhi mujhse milne ki aas hai

 Applause Applause

Bohat khoob bhawana...
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #4 on: November 27, 2008, 08:13:02 AM »
bohut bohut shukriya honey ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #5 on: November 27, 2008, 09:23:53 AM »
kuch badal raha hai waqt to badle bhi mere haalat hain
par ab tak tere diye gam mere saath hain

mein khush bhi hoon bohut par udaas bhi
tere diye zakhmo ka baaki abhi kuch hisaab hai

mein hoon aaj aur saath mere hai ye dunia
par na jaane kyu meri najar ko teri hi talaash hai

bulandiyon par mein pahunchi ye tera bhi to khwaab tha
par jaane kyu tu kahin hai dur aur yaadein hi bas saath hain

chal shukra hai tera ki tune mujhe thukra jo diya
BHAWNA jo ban paayi hai aaj usme tera hi to haath hai

jaanti hoon rota hoga tu bhi kabhi gam ki tanhaiyon mei kahin
meri tarah tere dil mei bhi mujhse milne ki aas hai

Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause
Bahoot hi khub likha hai Bhavna ji
Tarif ke liye labz purane ho gaye the
Isliye kuch nahi likha
Par laga kuch nahi likhna bura hoga
Dil ko chhu lene wali baate likhi hai aapne
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #6 on: November 27, 2008, 10:04:01 AM »
bahut khoob,bhawnaji.
Logged
SUDHIRJDP
Guest
«Reply #7 on: November 27, 2008, 11:15:33 AM »
hi ::::: bahut aacchi lagi tumhari shyri
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #8 on: November 28, 2008, 04:58:33 AM »
Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause
Bahoot hi khub likha hai Bhavna ji
Tarif ke liye labz purane ho gaye the
Isliye kuch nahi likha
Par laga kuch nahi likhna bura hoga
Dil ko chhu lene wali baate likhi hai aapne

pank ji hamare likhe ko padhne aur sarahne k liye bohut bohut shukriya  notworthy
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #9 on: November 28, 2008, 05:02:43 AM »
bahut khoob,bhawnaji.

hi ::::: bahut aacchi lagi tumhari shyri

shukriya prateek ji

shukriya sudhir ji 
welcome to yoindia  Usual Smile
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: November 28, 2008, 05:30:35 AM »
Ati Sundar! Really wonderful Bhawna Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: December 02, 2008, 09:14:04 PM »
kuch badal raha hai waqt to badle bhi mere haalat hain
par ab tak tere diye gam mere saath hain

mein khush bhi hoon bohut par udaas bhi
tere diye zakhmo ka baaki abhi kuch hisaab hai

mein hoon aaj aur saath mere hai ye dunia
par na jaane kyu meri najar ko teri hi talaash hai

bulandiyon par mein pahunchi ye tera bhi to khwaab tha
par jaane kyu tu kahin hai dur aur yaadein hi bas saath hain

chal shukra hai tera ki tune mujhe thukra jo diya
BHAWNA jo ban paayi hai aaj usme tera hi to haath hai

jaanti hoon rota hoga tu bhi kabhi gam ki tanhaiyon mei kahin
meri tarah tere dil mei bhi mujhse milne ki aas hai

 Applause Applause Applause

Ek ek line kamal ki likhi hai bhawna... bahoot khoob Khush raho!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: December 02, 2008, 10:36:33 PM »
Jawaab mein kuch likhne ki koshish ki hai
Asha hai aap ko pasand ayegi warna maafi dena

Waqt badal jata hai halaat badal jate hain
Waqt ke saath gum khushiyan ban jate hain

In khusiyon ke beech tu itna udaas kyun hai
Waqt har zakham dheere dheere bhar deta hai

Hame talaash na kar jab duniya tere saath hai
Kush hoon aaj tu bulandiyon ko chhu rahi hai

Kaun kis ko thukraya tu to achche se jaanti hai
Tere bulandiyon ke sirihi mujhe kyon maanti hai

Ab hume yaad karne se kya faida milega tujhe
Teri bewafaai hamesa dasti rahengi yun mujhe
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #13 on: December 05, 2008, 07:17:23 AM »
Jawaab mein kuch likhne ki koshish ki hai
Asha hai aap ko pasand ayegi warna maafi dena

Waqt badal jata hai halaat badal jate hain
Waqt ke saath gum khushiyan ban jate hain

In khusiyon ke beech tu itna udaas kyun hai
Waqt har zakham dheere dheere bhar deta hai

Hame talaash na kar jab duniya tere saath hai
Kush hoon aaj tu bulandiyon ko chhu rahi hai

Kaun kis ko thukraya tu to achche se jaanti hai
Tere bulandiyon ke sirihi mujhe kyon maanti hai

Ab hume yaad karne se kya faida milega tujhe
Teri bewafaai hamesa dasti rahengi yun mujhe

bohut bohut shukriya rajesh ji
bohut achal likha hai aapne bhi notworthy

thnk u pooja ji notworthy
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: December 05, 2008, 09:11:50 AM »
bohut bohut shukriya rajesh ji
bohut achal likha hai aapne bhi notworthy

thnk u pooja ji notworthy

Thanx for the compliments Bhavna Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:36:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer