Baaki hai..!

by nishita on December 08, 2004, 08:06:45 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 5672 times)
akela
Guest
«Reply #15 on: December 10, 2004, 09:59:13 AM »
nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
deedar baaki hai by sanya310 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
abhi baaki hai.............. by qayda in Ghazals
Ab bhi baaki hai... by pinky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ab aur kya baaki tha.. ab aur kya baaki hai..... by Dilshad by Rehan Rahman in Shayri for Dard -e- Judai
stalin
Guest
«Reply #16 on: December 10, 2004, 02:53:55 PM »
main hoon bevatan musafir mera naam bekasi hai
mera kaun hai jahan me jo gale lagake roye.........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: December 10, 2004, 04:23:56 PM »
bhatakati rahon mai, bhatakata musafir hai koi
bhatakane mai hai skoon jise, ab rasta na dikhaye koi!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: December 11, 2004, 08:11:54 AM »
wah!!!!!  pooja.........stalin...........

Rasta Nahin Waapsee Ka Koi
Main Aa Gaya Hoon Kashtiyan Jalaakar .......................
Logged
stalin
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2004, 02:03:58 PM »
unse jab dil ki baat hoti hai bazm me kaaynaat hoti hai
bhool jate hain sirf apni hi,varna duniya ki baat hoti hai
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #20 on: December 13, 2004, 02:38:29 PM »
Quote from: "stalin"
unse jab dil ki baat hoti hai bazm me kaaynaat hoti hai
bhool jate hain sirf apni hi,varna duniya ki baat hoti hai



Hota hota hai...sach mein..

Duniya mein kisi se nahin,
Par unse hi kyoun ghabraate the hum
Milte hue, ya baat karte hue to door ki baat
Unko yaad karte hue hi kaapne lag jaate the hum
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #21 on: December 13, 2004, 03:15:55 PM »
Quote from: "stalin"
unse jab dil ki baat hoti hai bazm me kaaynaat hoti hai
bhool jate hain sirf apni hi,varna duniya ki baat hoti hai




very nice stalin ji dono hi quotes achche hain
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #22 on: December 13, 2004, 03:16:16 PM »
Quote from: "Pooja"
bhatakati rahon mai, bhatakata musafir hai koi
bhatakane mai hai skoon jise, ab rasta na dikhaye koi!!!!


bahot achcha likha hai pooja ji
Logged
nishita
Guest
«Reply #23 on: December 13, 2004, 05:06:07 PM »
very nice stalin pooja waheed and heart
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: December 13, 2004, 06:18:11 PM »
Shukariyan Heart ji and Nishita!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #25 on: December 14, 2004, 04:19:58 PM »
nice.........stallim...................kamal bhai...............
Logged
Nino
Guest
«Reply #26 on: December 14, 2004, 05:53:23 PM »
Jo mila jo dekha wo to kaafi hai
hume itna na satao ki marjaain
abi to sanson ka nikalna baki hai
mere jaane ke baad karna jo ho passend

mere jeete ji teri bewafaai ka nazaara abhi baki hai
tum karo shauk se zulmo sitam mager ?
Meri hade haausela dekhna abhi baki hai
main to marte marte bhi dejaunga pyaar tumhe
teri andaaze nazer se meri maut ka aana abhi baki hai
Logged
nishita
Guest
«Reply #27 on: December 15, 2004, 06:38:17 AM »
waah waah nino too good

Chodh diya hai dil ne Aankhon ka saat
Inn Aankhon me abb tere naam ka aks nahi raha
rahi nahi he abb tujh se milne ki tamanna
inn Aankhon ko abb tera intezar nahi raha

Fir bhi najane kyu meri umeed ab bhi baaki hai
maut aaye ya na aaye tera aana ab bhi baaki hai

4st 4 lines not mine
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #28 on: December 15, 2004, 07:26:27 AM »
Quote from: "nishita"
waah waah nino too good

Chodh diya hai dil ne Aankhon ka saat
Inn Aankhon me abb tere naam ka aks nahi raha
rahi nahi he abb tujh se milne ki tamanna
inn Aankhon ko abb tera intezar nahi raha

Fir bhi najane kyu meri umeed ab bhi baaki hai
maut aaye ya na aaye tera aana ab bhi baaki hai

4st 4 lines not mine


thanx nishita...............
excellent...nino...........nishita.............

aisay to koi jee ko banata nahi pathar
bay wajah to kabhi hath main ata nahi pathar
yeh baat meray dil ko lagi sab say bhali baat
dewana kabhi dewanay pe uthata nahi pathar.....................(nm)
Logged
Nino
Guest
«Reply #29 on: December 15, 2004, 10:20:07 AM »
shukria nishta and waheed bahi
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:40:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer