Baat reh gayee

by Sonu on May 28, 2006, 05:04:31 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3888 times)
Sonu
Guest
«Reply #30 on: September 05, 2006, 05:05:57 AM »
bahiya mey apkey sathi hi hoon.. bahut khoob.. likha hai ...


Mere dil pe kisi ka raz ajj bhi hai
Jitna tha pehle utna hi zalim samaaj ajj bhi hai

Mana k gham khushion ko mita dete hain lekin
Pehle ki tarah yeh dil khush mizaj ajj bhi hai

Tum yeh samjhe ho k main aadi ho chuki hoon sitam ki
Halanke mujhe kal bhi tha aitbar ajj bhi hai

Khuda jhooth na bulwaye mujhse k woh shakhs
Muhabbat ka kal bhi tha mohtaj ajj bhi hai

Mareez apne ishq ki sitam ka shikar hai
haan yeh ishq la ilaj ajj bhi hai

 




Quote from: "Jaanasheen"
Accha Didi App Saath Dete Rahiye,..

Sab Ke Hothon Par Tabbassum The Mere Qatal Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Deh gayee hai by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
*~*Khaat Apni Khadi Ho Gayee*~* by Roja in Miscellaneous Shayri
BEET GAYEE SO BAAT GAYEE...By Harivansh Rai Bachhanji by KOYAL46 in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
**Zindagi se Baat ho Gayee** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
KHUL GAYEE BAAT KAISE MEHFIL MEIN ..............HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: September 05, 2006, 06:48:53 AM »
Quote from: "Sonu"
bahiya mey apkey sathi hi hoon.. bahut khoob.. likha hai ...


Mere dil pe kisi ka raz ajj bhi hai
Jitna tha pehle utna hi zalim samaaj ajj bhi hai

Mana k gham khushion ko mita dete hain lekin
Pehle ki tarah yeh dil khush mizaj ajj bhi hai

Tum yeh samjhe ho k main aadi ho chuki hoon sitam ki
Halanke mujhe kal bhi tha aitbar ajj bhi hai

Khuda jhooth na bulwaye mujhse k woh shakhs
Muhabbat ka kal bhi tha mohtaj ajj bhi hai

Mareez apne ishq ki sitam ka shikar hai
haan yeh ishq la ilaj ajj bhi hai

 




Quote from: "Jaanasheen"
Accha Didi App Saath Dete Rahiye,..

Sab Ke Hothon Par Tabbassum The Mere Qatal Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..


Waah Sis Kamaal Ka Likha Hai,..

Ye Adaat To Hai Zamaane Ki,..
Dekar Zakahm Muskuraane Ki,..

Tu Na Na Rehna Mere Dost,..
Hamari Bhi Ek Adaa Hai Muskilo Mein Saath Nibhaane Ki,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: September 05, 2006, 10:13:34 PM »
thanks Azeem bahi... bahut khoob...

Humne kitni koshish ki unhe manane ki,
Na Jaana Kaha se seekh li unhone
Yeh Ada Zidd par utar jaane ki.


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
bahiya mey apkey sathi hi hoon.. bahut khoob.. likha hai ...


Mere dil pe kisi ka raz ajj bhi hai
Jitna tha pehle utna hi zalim samaaj ajj bhi hai

Mana k gham khushion ko mita dete hain lekin
Pehle ki tarah yeh dil khush mizaj ajj bhi hai

Tum yeh samjhe ho k main aadi ho chuki hoon sitam ki
Halanke mujhe kal bhi tha aitbar ajj bhi hai

Khuda jhooth na bulwaye mujhse k woh shakhs
Muhabbat ka kal bhi tha mohtaj ajj bhi hai

Mareez apne ishq ki sitam ka shikar hai
haan yeh ishq la ilaj ajj bhi hai

 




Quote from: "Jaanasheen"
Accha Didi App Saath Dete Rahiye,..

Sab Ke Hothon Par Tabbassum The Mere Qatal Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,..


Waah Sis Kamaal Ka Likha Hai,..

Ye Adaat To Hai Zamaane Ki,..
Dekar Zakahm Muskuraane Ki,..

Tu Na Na Rehna Mere Dost,..
Hamari Bhi Ek Adaa Hai Muskilo Mein Saath Nibhaane Ki,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #33 on: October 08, 2006, 04:39:15 AM »


Har pal tujhe mehsus karti Hoon
Har dhadkan tere naam say dhadakti hai
 
Har aang tarapta hai teri ungliyoun kay liye
kab hogi yeh dooriyaan nazdeekian
 
Kab hogi yeh intezar ki ghadiyan khatam
Ise kashmakash mein din raat jalti Hoon
 
Tujhe panay ki tamanna badhti jaati hai
Aag joh seenay mein sulaghti thi aaj tak
 

Aab tujhe pake shola bannay ko dehekti hai
Mil jaa, aab jal kar rakh honay ka dil karta hai
 
Yara tere bina akelay jinay mein bahut dar lagta hai
Aye khuda meri dua kabul kar
 
Meray yaar ko yaa to mujhse mila day
Nahi to meri lash ouskay dar pay beecha day
 
Nikle voh jab bhi ghar say bahar
Rondai pairoun tale meri miti voh bar bar har bar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: October 09, 2006, 04:23:01 PM »
Shukriya Didi,..
And Nice One..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #35 on: October 09, 2006, 05:58:33 PM »
good  job  Sonu.....Azeem............   bahot accha laga padhkar........  :lol:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: October 10, 2006, 04:32:23 AM »
thx shetaan

Quote from: "waheed_rose2004"
good  job  Sonu.....Azeem............   bahot accha laga padhkar........  :lol:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: October 11, 2006, 02:29:06 AM »
Shukriya Bhai jaan,..
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:36:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer