honeyrose
Guest
|
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha Hanste hanste waqt guzar the chalna tha
Zindagi ka safar akele samajna tha Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha
Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha
Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha
Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha
Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha… Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha
Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha
^^**honeyrose**^^
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 01, 2008, 01:50:53 PM » |
|
Bahut bahut accha likha hai aapne honey dear. Her ek alfaz mein dard dil ka bayan kiya hai. God Bless you dear. be chearful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 01, 2008, 05:19:11 PM » |
|
Thanks Roja dear...
Shukriya Sanjeev ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 02, 2008, 11:44:54 AM » |
|
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha Hanste hanste waqt guzar the chalna tha
Zindagi ka safar akele samajna tha Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha
Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha
Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha
Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha
Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha… Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha
Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha
^^**honeyrose**^^
Ek ek sher ghum ki gehri daastan byaan kar raha hai. Honey sis, bohot achcha likha aapne. Please keep smiling.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 02, 2008, 05:32:12 PM » |
|
Thanks Celmira sis for reading...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #6 on: October 02, 2008, 08:19:52 PM » |
|
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha Hanste hanste waqt guzar the chalna tha
Zindagi ka safar akele samajna tha Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha
Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha
Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha
Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha
Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha… Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha
Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha
^^**honeyrose**^^
Gehri Baatein keh di aapne honey!! bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
baadal102
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 03, 2008, 07:17:02 AM » |
|
bahut khoob & verry touching honey rose ji
Baadal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
k.shael
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 03, 2008, 08:31:32 AM » |
|
BAHUT KHOOB HONEY DI, VERY VERY TOUCHING... BY. K.SHAEL
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diya786
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 03, 2008, 09:53:47 AM » |
|
bahut accha likha hai jaya di aapne der se aane ke liye maafi chahti hoon aapse aapka likha hua har lafz accha laga keep it up !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tanha(Saurabh)
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 03, 2008, 09:57:39 AM » |
|
bohat achha likha honey ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 03, 2008, 04:54:30 PM » |
|
Shukriya khwaish ji
Shukriya baadal ji
Thanks shally..
Thanks diya ...
Shukriya Saurabh ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 03, 2008, 07:02:27 PM » |
|
Bachpan se yovan tak app chal saki Kisi tarah waqt ko guzar saki
Zindagi ka safar akele samajh saki Har lamha zindagi ke kashmakash se ladh saki
Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha Phir bhi har kadam pe zindagi ke dukhon ka samna kar saki
Mamta ke aanchal mein app sho na saki Aur har pal zindagi ke bachpan ko bhool na saki
Aankhon mein naye khwab aap dekh saki Aur hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth kar saki
Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya aap hata saki Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakh saki
Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara bhagwan ka liya aap ne Aur dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyon ko sajaya app ne
Har ek daur se guzar kar khud ba khud anubhav paya aap ne Isilye apne anubhav se is berahmi duniya ko jhukaya aap ne
Teri shayri ko jawab dene ke liye thoda sa ghumaya hai may ne Maaf karna agar is davraan mein aap ko dukh pahunchya hai may ne
Kitni bakhoobi se zindagi ke har daur ko Honeyrose ji, darshaya hai aap ne Hum naye shayaron ko prerna diya aur aage badne ki raha dhiklaya hai aap ne
Kya taarif karun may tumhari Mere pass aise alfaaz hi nahi Wonderful, wonderful just wonderful Beautiful just absolutely beautiful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 04, 2008, 09:06:23 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #14 on: October 05, 2008, 10:23:46 AM » |
|
Bahoot Khoob Honey Sis,.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|