soudagar
Guest
|
mujhe na ab aawaz dena bahut dur nikal gaya hoon main jiwan ki khoj mein khud ki zindgi ko nigal gaya hoon main
jaat par lagi badi se badi chot ko pathar ban seh gaya tha dil par lgi mamuli chot se buri tarh dahal gaya hoon main
naa tod sake mujhe zamaane bhar k gham aur sitam bhi uski nam aakhein dekh mom ki tarh pighal gaya hoon main
nadan tha nahi kar paya fark mohabbat aur bewafai mein uski bholi masoom surat se phir se chhal gaya hoon main
kal tk zinda dili se jeene wala seher-e-aagaaz sa tha main aaj tanha udas shaam sa chupchaap dhal gaya hoon main
keh-kahe pichhe chhut gye khamoshi ki dabish me aa gya waqt ki aanch mein jal dekho kitna badal gaya hoon main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: November 27, 2013, 04:52:20 PM » |
|
beautiful waah waah karan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 27, 2013, 04:55:52 PM » |
|
Soudagar jiu , bahut dard bhare ashaar kahe hain . bahut khubsurat ghazal hai . mubarakbaad qubul kijye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #3 on: November 27, 2013, 05:33:25 PM » |
|
bht bht khoob ar khubsurat bayaani daad daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 27, 2013, 06:05:53 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 27, 2013, 08:54:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saman Firdaus
Guest
|
|
«Reply #7 on: November 27, 2013, 09:21:22 PM » |
|
mujhe na ab aawaz dena bahut dur nikal gaya hoon main jiwan ki khoj mein khud ki zindgi ko nigal gaya hoon main
jaat par lagi badi se badi chot ko pathar ban seh gaya tha dil par lgi mamuli chot se buri tarh dahal gaya hoon main
Beautifulll Karan Ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #8 on: November 27, 2013, 11:18:33 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #9 on: November 27, 2013, 11:29:23 PM » |
|
shukriya saini sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #10 on: November 27, 2013, 11:44:18 PM » |
|
shukriya siddiqui sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #11 on: November 28, 2013, 12:08:21 AM » |
|
waah waah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah, beautiful Saudagar jee, bahut bahut khoob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jeet jainam
Khaas Shayar
Rau: 237
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:60 days, 12 hours and 13 minutes.
my rule no type no life and ,i m happy single
Posts: 10150 Member Since: Dec 2012
|
|
«Reply #12 on: November 28, 2013, 12:54:42 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 28, 2013, 01:31:56 AM » |
|
mujhe na ab aawaz dena bahut dur nikal gaya hoon main jiwan ki khoj mein khud ki zindgi ko nigal gaya hoon main
jaat par lagi badi se badi chot ko pathar ban seh gaya tha dil par lgi mamuli chot se buri tarh dahal gaya hoon main
naa tod sake mujhe zamaane bhar k gham aur sitam bhi uski nam aakhein dekh mom ki tarh pighal gaya hoon main
nadan tha nahi kar paya fark mohabbat aur bewafai mein uski bholi masoom surat se phir se chhal gaya hoon main
kal tk zinda dili se jeene wala seher-e-aagaaz sa tha main aaj tanha udas shaam sa chupchaap dhal gaya hoon main
keh-kahe pichhe chhut gye khamoshi ki dabish me aa gya waqt ki aanch mein jal dekho kitna badal gaya hoon main superb,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 28, 2013, 01:18:23 PM » |
|
shukriya sarfira ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|