Badi Udaas Hai Ye Shaam.

by Jaanasheen on May 18, 2009, 07:17:48 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2585 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
koi to dard jagayo badi udas hay sham
chiragh e ashq jalayo badi udas hay sham

mein sun k jisko pighal jayoon ik shama ki tarah
woh qisa gham ka sunayo badi udas hay sham

wafa k zikr pe kyon ho gayi hein aankhein nam
na barishon ko bulayo badi udas hay sham

mein kaise haal mein hun gar ye deikhna chaho
to bazm e yaad mein aayo badi udas hay sham

mein dasht e hijran ki qaidi pukarti hun tumhein
zara qareeb to aayo badi udas hay sham

woh jisk dam se meri zeest thi farozan si shaz
usse to dhoondh k layo badi udas hay sham

______________________________-NM-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ye Duniya Badi ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dosti se badi by desikuri in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Badi koshish....... by sanju1584 in Shayri-E-Dard
Aaj ki shaam badi nirali hai..!!..Miraj(Miru) by Miraj. in Shayari -e- Husn
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #1 on: May 19, 2009, 01:53:42 AM »
Beautiful ghazal
Gham ki itni importance? nice
SARVESH RASTOGI
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2009, 03:06:14 AM »
koi to dard jagayo badi udas hay sham
chiragh e ashq jalayo badi udas hay sham

mein sun k jisko pighal jayoon ik shama ki tarah
woh qisa gham ka sunayo badi udas hay sham

wafa k zikr pe kyon ho gayi hein aankhein nam
na barishon ko bulayo badi udas hay sham

mein kaise haal mein hun gar ye deikhna chaho
to bazm e yaad mein aayo badi udas hay sham

mein dasht e hijran ki qaidi pukarti hun tumhein
zara qareeb to aayo badi udas hay sham

woh jisk dam se meri zeest thi farozan si shaz
usse to dhoondh k layo badi udas hay sham

______________________________-NM-



Wow ...... wonderful  lines.... Thanks for sharing dear Azeem  Clapping Smiley
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2009, 03:19:12 AM »
Very gooo.......,d azeem ji !!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: May 19, 2009, 05:21:33 AM »
koi to dard jagayo badi udas hay sham
chiragh e ashq jalayo badi udas hay sham

mein sun k jisko pighal jayoon ik shama ki tarah
woh qisa gham ka sunayo badi udas hay sham

wafa k zikr pe kyon ho gayi hein aankhein nam
na barishon ko bulayo badi udas hay sham

mein kaise haal mein hun gar ye deikhna chaho
to bazm e yaad mein aayo badi udas hay sham

mein dasht e hijran ki qaidi pukarti hun tumhein
zara qareeb to aayo badi udas hay sham

woh jisk dam se meri zeest thi farozan si shaz
usse to dhoondh k layo badi udas hay sham

______________________________-NM-




BAHUT ACHCHI NAZM HAI NAAICE SHARING AZEEM BHAI
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #5 on: May 19, 2009, 05:28:41 AM »
be hadd khoobsurat hai azeem ji
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: May 19, 2009, 06:36:41 AM »
KYA BAAT HAI AZEEM..
BAHUT ACCHE...
Logged
hitesh_atm
Guest
«Reply #7 on: May 19, 2009, 07:00:02 AM »
Dear Azeem-miya,

Aap ke dard-e-baiya kabile tarif hai  Clapping Smiley

Dil me dard ke aag ko hawa dedi...Hitesh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 19, 2009, 10:28:20 AM »
Beautiful ghazal
Gham ki itni importance? nice
SARVESH RASTOGI

Thank U Sarvesh Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 19, 2009, 10:31:54 AM »


BAHUT ACHCHI NAZM HAI NAAICE SHARING AZEEM BHAI

Shukriya K A Bhai,.

be hadd khoobsurat hai azeem ji
Shukriya Ehsaas Ali Ji,.

KYA BAAT HAI AZEEM..
BAHUT ACCHE...

Shukriya Pandit Ji,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 19, 2009, 10:34:43 AM »
Dear Azeem-miya,

Aap ke dard-e-baiya kabile tarif hai  Clapping Smiley

Dil me dard ke aag ko hawa dedi...Hitesh
Shukriya Hitesh Ji,
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:02:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer