yasir_sensitive
Guest
|
Kitaabon mein mere fasaane dhoondte hain naadaan hain guzre zamaane dhoondte hain
jab woh the talaash-e-zindagi bhi thi ab to maut ke thikaane dhoondte hain
kal khud hi apni mehfil se nikaala tha aaj hue se deewaane dhoondte hain
musaafir be-khabar hain teri aankhon se tere shahar mein maikhaane dhoondte hain
tujhe kya pataa ae sitam dhaane waale hum to rone ke bahaane dhoondte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 11, 2005, 02:05:46 AM » |
|
Bohat ummda Yasir...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 11, 2005, 05:45:38 AM » |
|
Kitaabon mein mere fasaane dhoondte hain naadaan hain guzre zamaane dhoondte hain
jab woh the talaash-e-zindagi bhi thi ab to maut ke thikaane dhoondte hain
kal khud hi apni mehfil se nikaala tha aaj hue se deewaane dhoondte hain
musaafir be-khabar hain teri aankhon se tere shahar mein maikhaane dhoondte hain
tujhe kya pataa ae sitam dhaane waale hum to rone ke bahaane dhoondte hain wah!!!!!!!!! yasir bhai..... waapsi bahot jabardast aap ne ki hai... excellent yasir bhai........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abhishek_gaurav
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 11, 2005, 03:46:05 PM » |
|
bahut khum yashir bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 11, 2005, 03:47:30 PM » |
|
Kitaabon mein mere fasaane dhoondte hain naadaan hain guzre zamaane dhoondte hain
jab woh the talaash-e-zindagi bhi thi ab to maut ke thikaane dhoondte hain
kal khud hi apni mehfil se nikaala tha aaj hue se deewaane dhoondte hain
musaafir be-khabar hain teri aankhon se tere shahar mein maikhaane dhoondte hain
tujhe kya pataa ae sitam dhaane waale hum to rone ke bahaane dhoondte hain beautiful!!!!!! bohot acha likha apne! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abhishek_gaurav
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 11, 2005, 03:48:51 PM » |
|
mina ji jitna tarif kijiyega utna kam hai sayri ki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 13, 2005, 12:31:29 PM » |
|
thank you my friendz...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dhadkan
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 14, 2005, 05:36:20 AM » |
|
excellenttttttttt bahoot khubbbb....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Princess21
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 14, 2005, 06:50:47 AM » |
|
Wowwwwwwwww Beautifullllllll................................. ................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 14, 2005, 08:42:23 AM » |
|
:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_is_always_cool
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 14, 2005, 08:53:27 AM » |
|
Kitaabon mein mere fasaane dhoondte hain naadaan hain guzre zamaane dhoondte hain
jab woh the talaash-e-zindagi bhi thi ab to maut ke thikaane dhoondte hain
kal khud hi apni mehfil se nikaala tha aaj hue se deewaane dhoondte hain
musaafir be-khabar hain teri aankhon se tere shahar mein maikhaane dhoondte hain
tujhe kya pataa ae sitam dhaane waale hum to rone ke bahaane dhoondte hain wah bohut achai nice one....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_is_always_cool
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 14, 2005, 08:58:21 AM » |
|
"Hame pata hai hamse nafrat karte hai woh, khuda ka shukra hai es bahane hamein yaad to karte hai woh, Itna hi kaafi hai gamai dil ke liye, mehfil me woh meri baat to karte hai woh...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 14, 2005, 09:27:30 AM » |
|
very nice amit ji!
:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_is_always_cool
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 14, 2005, 09:34:00 AM » |
|
thanx meena ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 23, 2005, 06:30:58 PM » |
|
Naa karar hai din mai, naa chain hai ratoon mai Ek tere jaane se itne badal aa gaye halato main.
Pahle main jazbaati logo ko sambhala karti thee Aaj naa jane khud hi kaise bahgayi jazbatoon mai.
Pahle hum doosro ke liye duayen manga karte the Aaj naa jaane kyon apne liye haath faila bethe hain majboori mai.
Aaj apni ashq ki ek boond ne bhigo diya "Rimjhim" Warna bhigo de humko itna jor kahan barsaton mai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|