<>*Bahot yaad aate ho*<>

by *KasaK*....Dil Ki on July 26, 2010, 05:07:29 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 6378 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum yaad aate ho!! by Talat in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3 4  All »
Aaj Ruthe Huwey Sajan Ko Bahot Yaad Kiya............. by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
Nishita Aaj Teri Bahot yaad aayee...... by waheed_rose2004 in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 7 8 »
Kyon yaad aate hai woh by rajsilky2000 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Yaad aate hai by md.ayad in Shayri for Dard -e- Judai
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #1 on: July 26, 2010, 07:40:34 AM »
<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?

kahin na bhul jao tum isliye yaad aata hu
ye sansen bahak na jaye isliye inme sama jata hu
jab dekhti ho tum aaina to tumhare tassvor ko
tarif karne ke liye mai teri surat chura jata hu
bas isi liye yaaaaaaad aataaaaaa hu
kahin na bhul jao tum isliye satata huuuuuuu

isi liye yaad aata hu
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: July 26, 2010, 07:46:21 AM »
wah wah wah, kasak ji,, wah wah .... bahut ki khoob, bahut yaad aatey ho.... very nice

jasbir singh
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #3 on: July 26, 2010, 07:58:02 AM »
 Clapping Smiley  Applause  Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: July 26, 2010, 08:07:45 AM »
kahin na bhul jao tum isliye yaad aata hu
ye sansen bahak na jaye isliye inme sama jata hu
jab dekhti ho tum aaina to tumhare tassvor ko
tarif karne ke liye mai teri surat chura jata hu
bas isi liye yaaaaaaad aataaaaaa hu
kahin na bhul jao tum isliye satata huuuuuuu

isi liye yaad aata hu


bht hi badhiya jawab raahi ji...aapke alfazon se ek khushi milti hai...bht positive hain aap ki soch......

yunhi sataoge to kaise jiyungi
yunhi rulaoge to kaise hasungi

tum aajao mere pas har dard seh lungi
tumhari judai me jiite jii mar lungi

main to ab intezaar ki aag me jal rahi hun
na aaye jaldi to chhita ki aag me jalungi...!!!
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #5 on: July 26, 2010, 08:14:36 AM »
bht hi badhiya jawab raahi ji...aapke alfazon se ek khushi milti hai...bht positive hain aap ki soch......

yunhi sataoge to kaise jiyungi
yunhi rulaoge to kaise hasungi

tum aajao mere pas har dard seh lungi
tumhari judai me jiite jii mar lungi

main to ab intezaar ki aag me jal rahi hun
na aaye jaldi to chhita ki aag me jalungi...!!!


jindagi me positive rehna chaiye kasak ji
jine me maja aata hai
pata hai g/f ki shadi hai abhi kuch dino me
aur mai...................

mujhe pata tha ki ham kabhi nahi mil sakty is liye positive sochta hu
uske bina jina sikh raha hu
chalo chhodo aap ka jawab deta hu

na saton tumhen to ja kisko sataon
nahi tum ko rulaonga mai khud ko rulaon

tumhare dil me rehta hu teri sanson me basta hu
bhala mai dur nahi hu tumhen kaise dikhaon

kabhi hota hai intajaar apni sason ke aany ka ?
e pagliiiiiiiiiii
tu dekh le dil me tere mai muskuraon
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #6 on: July 26, 2010, 08:23:54 AM »
aapne bht achchi bat kahi hai rahi ji...hume positive soch k log bht pasand hai...zindagi ko zindagi ki trah jee kar hi hum us khuda ka shukriya ada kar sakte hain

Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #7 on: July 26, 2010, 08:31:06 AM »
aapne bht achchi bat kahi hai rahi ji...hume positive soch k log bht pasand hai...zindagi ko zindagi ki trah jee kar hi hum us khuda ka shukriya ada kar sakte hain



kasak ji is khuda naam ke shaksh ko to aap hamse jara dur hi rakhen to acha hai
wo jo kuch b karta hai bura hi karta hai
aaj tak usne mujhe kuch nahi diya siwa dard aur gam ke
har chhij china hai wo
maa , baap , bhai , bahan , g/f , sare ache dost , sab kuch
har chhoti se chhoti khushi bhi chhin li

tabhi to mai aaj har dard me muskurakar usko chhidhata hu
ke dekh tu kitna bhi dukh ya gam de de mai hansta hi rahunga
mujhe sirf khush rehna hai
wo jitna dard deta hai mai usko utna hi khush ho ke sehta hu
sach pocho to ye gam mere sache sathi ban gaye hai kam se kam mujhe chhod kar to nahi jaty
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: July 26, 2010, 08:53:30 AM »
<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?

bahut khoob kasak ji...


Kya batau kya wajah hai merri yad ki,
kya samjhau kya wajah hai iss saugat ki,
bas itna jaan le jab dilo k taar jud jate hai..
tou koi hadh nhi rehti kisi bhi baat ki.........
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 26, 2010, 03:36:42 PM »
<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?

Bahut Bahut Khoob!!!! Kya kehne...

Har lafz Ishq Ki khumaari Mein Dooba Hua..

Bahut AChe.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 26, 2010, 03:42:05 PM »
<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?

jab tanha sa Kahi Baithta Hoon,
Ek Mitha Sa Dard Sehta Hoon,
Par labon se Kuch Naa Kehta Hoon..
Uss Pal Eh mere Huzoor!!!
Tum Bahut Yaad Aate Ho...

Jab Khud Se Baatein Hoti Hai
Palkein chupke Se Roti Hai
Jab Aankhon Se Girte Askho Ke moti hai
Uss Pal Eh mere Huzoor!!!
Tum Bahut Yaad Aate Ho....

Jab Dil ki Tanhai Ko Awaaz banata Hoon
Teri Yaadon se Dil Ko Sajaata Hoon
Uss Waqt Teri Hi Likhi Nazmon Ko Guungunata Hoon
Uss pal Eh mere Huzoor!!!!
Tum Bahut Yaad Aate Ho...

Jab Zindagi mujhe Har kadam par Aazmati hai
Meri Mushkile Mujhse Takraati hai
Par Tu Mere Saath hai,Dil se Yeh Awaaz Aati Hai
Uss Pal Eh mere Huzoor!!!!

Tum Bahut Yaad Aate Ho....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: July 26, 2010, 04:51:15 PM »
khwaish ji kya kahun main aapki iss reply k liye....jaisa socha usse bht hi pyara hai ye...
dekhiye khud b khud sab yaad aagaya..... Applause Applause Applause

haan  re tum bht yaad aate ho...
jab koi mujhe satata hai
dil dard se tilmilata hai
jab kisise kuch na kaha jata hai
tab janu tu bht yaad aata hai....

akeli sham me anmani si jab
main chhat par pahonch jati hun
dheeme se jab akar piche se julfeun sehlati hain
dil dhak se reh jata hai
janu tu bht yad aata hai...

raaton me bistar par jab
khuli aankhon se sapne bunti hun
sharm se chehra laal ho jata hai
aur tu haule se kaanon me gunguna jata hai
janu tu bht yaad aata hai...

kisiki pyari si gazal jab padhti hun
chupke se khudse ye kehti hun
tu kyun nahin mujhe samjh pata hai
kyun hamesha rutha hi rehta hai

khudse hi tab naraz ho jati hun
janu tab koi na mujhe manata hai
jaanuuu tu tab bht yaad aata hai...
bht yaad aata hai....haan re...bht hi yaad aata hai...!!!
[/color]
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: July 27, 2010, 12:32:20 AM »
 Applause Applause Applause
bahut bahut khoob likha hai aapne Kasak ji... bahut sundar ...!!!


<>*Bahot yaad aate ho*<>

Bahot yaad aate ho
dhadkan chalti hai to
awaaz lagate ho
sach bht yaad aate ho...

saanson me jab khushbu
bikjar jati hai meri
uss khushbu me tum sama jate ho
uffffff kyun itna yaad aate ho...

aaine me khadi ho jab
dekhti hun khudko
mujhe meri surat me
tum nazar aate ho
kyun iss tarah tadpate ho....
aakhir kyun tum itna yaad aate ho....

kyun iss tarah mujhme
samaye jate hooooooo
bolo na ...
kyun itna yaad aate ho..Huh?
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: July 27, 2010, 12:33:14 AM »
wah Kasak ji wah... kya khoob likha hai aapne.. bahut bahut khoob...!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



haan  re tum bht yaad aate ho...
jab koi mujhe satata hai
dil dard se tilmilata hai
jab kisise kuch na kaha jata hai
tab janu tu bht yaad aata hai....

akeli sham me anmani si jab
main chhat par pahonch jati hun
dheeme se jab akar piche se julfeun sehlati hain
dil dhak se reh jata hai
janu tu bht yad aata hai...

raaton me bistar par jab
khuli aankhon se sapne bunti hun
sharm se chehra laal ho jata hai
aur tu haule se kaanon me gunguna jata hai
janu tu bht yaad aata hai...

kisiki pyari si gazal jab padhti hun
chupke se khudse ye kehti hun
tu kyun nahin mujhe samjh pata hai
kyun hamesha rutha hi rehta hai

khudse hi tab naraz ho jati hun
janu tab koi na mujhe manata hai
jaanuuu tu tab bht yaad aata hai...
bht yaad aata hai....haan re...bht hi yaad aata hai...!!!
[/color]
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 27, 2010, 01:54:57 PM »
khwaish ji kya kahun main aapki iss reply k liye....jaisa socha usse bht hi pyara hai ye...
dekhiye khud b khud sab yaad aagaya..... Applause Applause Applause

haan  re tum bht yaad aate ho...
jab koi mujhe satata hai
dil dard se tilmilata hai
jab kisise kuch na kaha jata hai
tab janu tu bht yaad aata hai....

akeli sham me anmani si jab
main chhat par pahonch jati hun
dheeme se jab akar piche se julfeun sehlati hain
dil dhak se reh jata hai
janu tu bht yad aata hai...

raaton me bistar par jab
khuli aankhon se sapne bunti hun
sharm se chehra laal ho jata hai
aur tu haule se kaanon me gunguna jata hai
janu tu bht yaad aata hai...

kisiki pyari si gazal jab padhti hun
chupke se khudse ye kehti hun
tu kyun nahin mujhe samjh pata hai
kyun hamesha rutha hi rehta hai

khudse hi tab naraz ho jati hun
janu tab koi na mujhe manata hai
jaanuuu tu tab bht yaad aata hai...
bht yaad aata hai....haan re...bht hi yaad aata hai...!!!
[/color]

Aapne Pasand Aapka Tehhhhh Dil Se Shukriya Anamikaji..

Aur Apane Bhi Bahut Pyaare Andaaz mein jawaab Diya..

Humesha Ki tarah Bahut Bahut Khoob!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:11:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer