Barbaadi,.

by Jaanasheen on November 02, 2007, 02:53:56 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1392 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Barbaadi Ki Na Poocho Koi Kahaani Doston,.
Ye Baat Hai Ek Pooraani Doston,.

Gham Nahi Ke Barbaad Hue Hum Dil Lagaa Kar Unse,.
Dil Me Uthi Ti Mere Bhi, Chahat Ki Rawaani Doston,.

Aaj Margaye Hum Maut Se Pehle, Koi Afsos Na Kare,.
Kar Di Humne Bhi Mohabbat Ke Naam Apni Jawaani Doston,.

_____________________________________-Jaanasheen-

________________-Azeem-__________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apne ki barbaadi by ishika gautam in Shayri for Khumar -e- Ishq
barbaadi by sandeepparker in Shayri for Khumar -e- Ishq
nakami aur barbaadi k siwa kuch na mila by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
MANZAR MERI BARBAADI KA by mazHur in Shayeri for Dard -e- Bewafai
LADOO SHAADI KA , DOST KI BARBAADI KA by songwriter_123 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2007, 06:28:45 PM »
bahoot khoob Lil Bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 04, 2007, 02:05:29 PM »
Shukriya,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: November 15, 2007, 03:59:39 PM »
Bohot khoob Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 16, 2007, 03:50:43 PM »
Shukriya Talat Ji,.
Aap Sab Se Hum Seekh Rahe Hain,.
Aur Aapne Kuch Likha Nahi,.
Khair
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 16, 2007, 03:54:51 PM »
Main Gham Ke Ghar Me Kaid Hoon, Beghar Nahi Hoon Main,.
Thokar Na Yun Lagaa Mujhe, Pathar Nahi Hoon Main,.

Hai Tazkara Dukhon Ka Mere Saare Shehar Mein,.
Afsos Ye Ke Teri Zabaan Par Nahi Hoon Main,.

__________________________________-NM-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 29, 2007, 07:31:55 PM »
har koi barbaad ho raha hai
har koi benaqab ho raha hai
har koi naqaam ho raha hai
har koi anjaan ho raha hai
har  koi badnaam ho raha hai
in ye sab karke kuch log
apna naam kama rahe hai............

inko toh  bas bahana chahiye
logo ke dil mein  dard lane ka idea chahiye.....

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 01, 2007, 12:55:07 PM »
Nice One,.

Har Ek Ke Dil Me Dard Chupaa Hota Hai,.
Jo Dard Na Ho To Jeene Ka Mazaa Kya Hai,.

Dard Mile Bhi To Un Haathon Se Jinhe Humne Choomaa Tha,.
Gar Aisa Hojaaye To Kismat Se Gilaa Kya Hai,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2007, 04:13:52 PM »
AAP ko toh har baat kar dard hai
kya kabhi aap ne logo ko jana hai
kya aapne kabhi logo ke  jazbaaton ko pahechan hai
aap kya logo ke jazbaat or dard ko samjhoge
aap toh itne khudgarz ho gaye ho
ki apne dost ko bhi pahchanna na gawara hai............

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~My real name is ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Khushboo~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 02, 2007, 10:04:25 AM »
Nice One,.

But.

Hum To Gum Hain Apni Tanhaaiyon Me,.
Khud Apni Koi Pehchaan Nahi,.

Kya Rakhe Khabar Doston Ki "Muskaan",.
Jab Loot Gayi Zameen Apni Aur KOi Aasmaan Nahi,.

Phir Bhi Ek Haq To Adaa Karte Hai,.
Aapki Khateer Chalo,
Ek Pal Ke Liye Ghamo KO Judaa Karte Hain,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: September 15, 2009, 12:20:08 PM »
tere gham ka kya kahun, janam, humse bardaasht nai hai teri ruswai...
ae khuda isse dhuk kaise diya tu ne, kaisi hai teri khudai...?

jaanam, upna gham bhulado, ub hum agai hain zeest me tumhaari...
tere har gham k agay, Anjaan Dharkan hai haari!

I Love You
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 15, 2009, 01:45:55 PM »
tere gham ka kya kahun, janam, humse bardaasht nai hai teri ruswai...
ae khuda isse dhuk kaise diya tu ne, kaisi hai teri khudai...?

jaanam, upna gham bhulado, ub hum agai hain zeest me tumhaari...
tere har gham k agay, Anjaan Dharkan hai haari!

I Love You
Are Yaar, Y Puraana KHissa Hai,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: September 15, 2009, 03:06:42 PM »
Are Yaar, Y Puraana KHissa Hai,.


buss, aapko yaad dilaana tha... and u can reply to "I Love You"... sad5
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: September 16, 2009, 01:41:29 PM »
bahut achche azeem bhai, sidrah sis, and muskaan ji
aur haan bhai meri bahen kii shikayat jayaz hai
kucch likh raha hoon pasand aaye toh daad dijiyega

dil toh tod aaye hum gali main unki
magar kambhaqt har tukde pe chhaye beithe hai
kari koshish baar baar hatane kii oonko tukdo main
par na jaane kaise woh kabza jamaaye beithe hain
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: September 16, 2009, 02:54:43 PM »
MA saahil bhaijaan! so very very very nicely phrased
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:49:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer