nikki
Guest
|
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi
hum gaye the samander ke kinare apne dil ko zara behlane magar tabhi ghir aye kaale baadal humara aanchal bhigaane
woh na jaante the hum ro rahe hain woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain
unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2 hamaare aansun bhi dho rahe hain
hum zamaane se khud ko chupana chahte the akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the
magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai
yeh kaisa kudrat ka karishma hai jab bhi unhe bhoolna chaha had se jiyada yaad kiya hai
in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se hamare dukh mein hamara saath diya hai
dho daale hamare woh aanso log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai
dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai
[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 02, 2005, 05:15:21 PM » |

[/b] bahut achha likha hai nikki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 02, 2005, 05:16:47 PM » |
|
thanx a lot Bond ....aapne pasan kiya,hamari koshish safal ho gayi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 02, 2005, 05:30:20 PM » |
|
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi
hum gaye the samander ke kinare apne dil ko zara behlane magar tabhi ghir aye kaale baadal humara aanchal bhigaane
woh na jaante the hum ro rahe hain woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain
unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2 hamaare aansun bhi dho rahe hain
hum zamaane se khud ko chupana chahte the akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the
magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai
yeh kaisa kudrat ka karishma hai jab bhi unhe bhoolna chaha had se jiyada yaad kiya hai
in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se hamare dukh mein hamara saath diya hai
dho daale hamare woh aanso log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai
dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya jiska humne tamaain barishom-umr intzaar kiya hai
[/b] wah wah nikki................ kya jabardast words tumne likha......... maza aa gaya........ main bhi kuch aap logon ki khidmat mein pess karna chahta hoon.......... maloom nahi accha lagega ki nahi......main tohda sa try karta hoon.......... in barishon ne sab kuch dhul diya ek teri tasveer na dhul paaye thi mere dil mein jo aag thi usko bhi na bujha paayee thi har soo mujhe paani hi paani nazar aaya tha lekin tumse milne ka mera hausala ba milta paaye thi .................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 02, 2005, 05:58:30 PM » |
|
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi
hum gaye the samander ke kinare apne dil ko zara behlane magar tabhi ghir aye kaale baadal humara aanchal bhigaane
woh na jaante the hum ro rahe hain woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain
unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2 hamaare aansun bhi dho rahe hain
hum zamaane se khud ko chupana chahte the akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the
magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai
yeh kaisa kudrat ka karishma hai jab bhi unhe bhoolna chaha had se jiyada yaad kiya hai
in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se hamare dukh mein hamara saath diya hai
dho daale hamare woh aanso log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai
dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai
[/b] bahoot hi khoob Nikki ..... ik dum reality byaaan ki hai buddy !!!! kuch likh rha hoon umeed karta hoon tumhey pasand aayega !!!
barbaad mohabbat ki nishaani degaya woh jaatey jaatey ashqkohn ka samundar degaya woh
sheeshaay-e-dil ko yuhn sangdili se tordiya aabaad ho na paayey kabhi aisa silah degaya woh
sunana to chaha tha use kissa-e-ghum apna magar bari berukhi se muh mor gaya woh
hum hee hain jo ab bhi intzaar kar rahe hai bara sangdil tha jo haath chor gaya woh !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 02, 2005, 06:00:06 PM » |
|
thank u very much Waheed....... aapne bhi bahut hi acha likha hai....
dekh tu uski tasveer paani mein dekhkar na chal kahin fisal na jaye, jara sambhal
jo kabhi barsa hi nahi woh badal hun main
kis baarish ka intzaar hai tumhe na barasne wala baadal hun main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 02, 2005, 06:07:56 PM » |
|
wah yaar...........mujhe nahi pata tha aap itna real likhti ho..............its sweet dear......real good one!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 02, 2005, 06:10:44 PM » |
|
thanks a lot Hum tum...aap to lajawaab ho.... thanks u very very much Thy.....bas aap logon se hi sikha hai...achi student hun na main? ? bahut shukriya aapki appreciation ke liye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 02, 2005, 06:17:34 PM » |
|
Hey come on...sach mein its great......
Wo samajh na sake haal e dil hum keh na sake, Kaise bataye unko hum unke bina reh nahi sake, Kabhi laut ke na aane ki kasam tod di humne, Un ashkon ke liye jo aankhon se beh na sake....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 02, 2005, 06:17:58 PM » |
|
thanxxxxxxxxxxxxx nikki...............very nice humtum & nikki.........
main shahil per likha hua koi lafz nahi mujhe mitaane ko kosis na kar tumhein barasna hai to khoob barso mujpher main aisa samunder hoon jo bharta nahi.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 02, 2005, 06:23:54 PM » |
|
nikkiiiiiiiiiii........kuddiye man gayi tume!!!!! its really simply greattt!!!!!!!! bohot hi achi lagi mujhe!!! aisa laga ke mai hi yeh sab soch rahi hoon!! keep it up wud like to c more of ur poems!!!!! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 02, 2005, 06:32:19 PM » |
|
thanx a million sis....aap jab tareef karti hain bahut hi acha lagta hai...really. thank u ..Waheed n Thy.....too gud both of u....
hum kaise barsein, hum to bin paani ke badal hain hum barsaat kya karenge tujh par,hum is kaabil hi nahi
thokar khayi hai aisi, abb sambhalna mumkin hi nahi hum chah baithe aise insaan ko jiske seene mein dil hi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 02, 2005, 06:39:41 PM » |
|
Wah nikki ji..........bahut khoob.............
Baras jao ek bar tum bhi,chahe nayano se sahi, Keh do dil ki sari batein jo hai ab tak bhi unkahi, Jante hai kuch khas toh hum waise na kar payenge, Phir bhi dil ka tere bojh kuch kam hoga toh sahi..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 02, 2005, 06:46:53 PM » |
|
gud gud Thy......
koshish karke dekh li magar in aankhon mein aanson nahi aye
abb kahan se bahar niklenge woh paani ke katre jo humne khud apni aankhon mein the chupaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 03, 2005, 12:04:34 AM » |
|
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi
hum gaye the samander ke kinare apne dil ko zara behlane magar tabhi ghir aye kaale baadal humara aanchal bhigaane
woh na jaante the hum ro rahe hain woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain
unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2 hamaare aansun bhi dho rahe hain
hum zamaane se khud ko chupana chahte the akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the
magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai
yeh kaisa kudrat ka karishma hai jab bhi unhe bhoolna chaha had se jiyada yaad kiya hai
in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se hamare dukh mein hamara saath diya hai
dho daale hamare woh aanso log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai
dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai
[/b] Bohat hi khubsoorat koshish hai Nikki....It's Beautiful....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|