Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 30
Print
Author  (Read 20344 times)
nikki
Guest
«Reply #180 on: April 07, 2006, 05:13:49 PM »
Thanx a million...tahe dil se shukriya Waheed, B_Shayar n Qayda ji....

unse bichde zamaane hue hain
abb to bas unki yaad hai

magar na jaane fir bhi kyun dil abaad hai
isse abhi bhi bhram hai unke laut aane ka
yeh chahta hai mulaye...apne aanson bahane ka

nadaan hai jaanta nahi
dillagi wale ansoon baha kar hi to
apne dil ke zakhmon ko sehlaya karte hain

dil ke dard ko aansuo ki barsaat chahiye
iski zameen itni sukhi hai...isse paani din-o-raat chahiye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #181 on: April 07, 2006, 06:08:46 PM »
Quote from: "nikki"
Thanx a million...tahe dil se shukriya Waheed, B_Shayar n Qayda ji....

unse bichde zamaane hue hain
abb to bas unki yaad hai

magar na jaane fir bhi kyun dil abaad hai
isse abhi bhi bhram hai unke laut aane ka
yeh chahta hai mulaye...apne aanson bahane ka

nadaan hai jaanta nahi
dillagi wale ansoon baha kar hi to
apne dil ke zakhmon ko sehlaya karte hain

dil ke dard ko aansuo ki barsaat chahiye
iski zameen itni sukhi hai...isse paani din-o-raat chahiye
Wahhh...no words to say how gr8 tongue3 ,very well done sis :kiss: .
Logged
nikki
Guest
«Reply #182 on: April 07, 2006, 10:56:17 PM »
thanx sis...tum bina kuch likhe hi nikal gayiiiii
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #183 on: April 08, 2006, 03:19:16 AM »
Bohat khoob Nikki...

Aaj Yun Mausam Ne Di Jashn-e-Mohabbat Ki Khabar
Phoot Kar Rone Lage Hain, Main, Mohabbat Aur Tum
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #184 on: April 08, 2006, 11:32:33 AM »
Bahut bahut sukriya aap sab ka ...
Aur aap sab ne bhi yaha bahut hi khoob likha hai ...
Keep it up ...


Ye armaan to kaanch ke tukde hai,
Jo dil ki zamin pe bikhre hai,
Inko mat chhedo ke zakhm gehre hai,
In par aaj bhi kisiki yaad ke pehre hai ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #185 on: April 10, 2006, 08:47:56 PM »
too gud JHL...n Aryaan ....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #186 on: April 11, 2006, 01:54:00 AM »
bahoot khoob JHL and all!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #187 on: April 11, 2006, 01:37:00 PM »
thanx Pooja sis....

aaj fir asmaan mein kaale badal nazar aaye hain
humein kissi ne rulane ki thaani hai
aur yeh hamesha ki tarah mera saath dene chale aaye hain
kissi par aitbaar ho na ho
magar inpar aankh band karke yakeen karti hun
tabhi to apne dukh inse kehti hun
aur jee bhar kar gile shikwe karti hun
Logged
nikki
Guest
«Reply #188 on: April 11, 2006, 02:28:54 PM »
thanx Majid ji....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #189 on: April 11, 2006, 02:47:03 PM »
wah kaya baat hai nikki, bahoot khoob!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #190 on: April 11, 2006, 02:50:19 PM »
wonderful  Nikki....................Aryan......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #191 on: April 11, 2006, 02:50:53 PM »
JO HUKUM SARKAR!!!

barsaat ke badal hai, dil mera dukhaty hai
jo kabhi laut kar na ayya, yaad uski dilaty hai
yah to hawa sung, urr kar kahin chale jaaty hai
yaandein rah jaati hai sung mere, wo pal bahoot yaad atty hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #192 on: April 11, 2006, 03:02:45 PM »
her mulakat kuch gum de jaati hai
raahi chal deta hai aor yaad rah jaati hai
kabhi kabhi jab dekhty hai raah ko sooni ankhon se
wo bhi muje, meri hi tarah, tanha najar atti hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #193 on: April 11, 2006, 03:15:12 PM »
jakar zindagi se kabhi wapis ayaa hai kon
likha hai jo us khuda ne, wo jaan paya hai kon
intzaar hai kismat hamari, yahi karty aye hai
iss intzaar ne na jaane, kitno ke ghar jalaye hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #194 on: April 11, 2006, 03:25:58 PM »
her pal yaadgar ban gaya
her fareb, ek jakham bangaya
tere liye hansi thi a mere dost
mere liye meri kabargaah ban gaya
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:42:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer