Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 30
Print
Author  (Read 20446 times)
Pooja
Guest
«Reply #195 on: April 11, 2006, 03:33:20 PM »
Kanto ke liye koi bagh mai nahi jaata
phoolon se hi her koi ghar ko hai sajaata
jab tak rahti hai jaroorat sath deti hai duniya
baat nikal jaane ke baad, koi bhi sath nahi nibhata
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
izhaarkeintzaarmein
Guest
«Reply #196 on: April 11, 2006, 03:47:00 PM »
wah pooja ji bahut khoob
Logged
Pooja
Guest
«Reply #197 on: April 11, 2006, 04:03:49 PM »
thanks Izhaar ji!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #198 on: April 12, 2006, 10:52:02 AM »
Bohat khoob Nikki, Majid & Pooja...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #199 on: April 12, 2006, 02:53:10 PM »
Thanks Aryaan!!
Logged
anitha
Guest
«Reply #200 on: April 13, 2006, 03:24:20 PM »
thats great pooja..was really good

haan kehte hain......


kiseeko kaanton ki jaroorat nahi
par humko padgayi, uske degaye dard se

phoolon sa kisi aur se naata nahi
par hai naata choot gaya usska humse, humaare pyaar se

Humaare pyaar ke siva nahi tha kuch nazar usse
Degaya itna dard iss dilko bichad ke humse
Logged
nikki
Guest
«Reply #201 on: April 15, 2006, 05:36:33 PM »
gr8 job Majid, Pooja sis n Anitha ji.....n thanx everyone

aapne bilkul sahi kaha Pooja sis...

maana fareb ki duniya mein farebi hi milenge
hum jaise sache premi nahi paoge
jab bhi dhokha kahoge yaad karoge
woh badlon ka barasna..woh bijli ka kadakna
har lamha ubhar ayega yaadon mein tumhari
magar afsoos tab hum na milenge
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #202 on: April 16, 2006, 02:43:55 AM »
Very Nice Anitha & Nikki...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #203 on: April 16, 2006, 03:08:00 AM »
khudgarz hai duniya, sath koi aor dhoond legi
nahi karegi yaad, Vijay apni per sirf hans degi
shayad, kabhi jab khud ka antim waqat ayega
AKS mera uski rooh ko tarpa jayega!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #204 on: April 16, 2006, 03:22:55 AM »
Good One Pooja...

  Raat Aankhon Mein Dhali, Palkon Par Jugnu Aaye
Hum Hawaaon Ki Tarha Jaa Kar Usey Chu Aaye
Uss Ne Chu Kar Mujhe Pathar Se Insaan Kiya
Mudatton Baad Meri Aankhon Mein Aansoo Aaye
Logged
nikki
Guest
«Reply #205 on: April 16, 2006, 11:31:04 AM »
thanx Aryaan... n too gud Pooja sis n Aryaan...

mujhe rone se hatane wale
mera har dukh batane wale
tum kabhi mere aanson nahi dekh sakte the
aaj dekh iss chehre par hain gum ke badlon ke saaye
dard ki jheel mein doobti ja rahi hun
hai agar koi mujhse abb bhi tera sarokar to aakar in aankhon ko barasne se hata le

meri nigahon ko hai bas abb tera intzaar
kabhi fursat mile to aakar dekhna
kya haal ho gaya hai mera judayi mein
aankhon se barsaat hoti hai
aur dil ke makaan ki chat se paani tapakta hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #206 on: April 16, 2006, 03:00:15 PM »
wonderful   Nikki........... Pooja sis....  Aryan........  

kya line hai  likho  ho  Nikki........

tum  kabhi mere aansoo nahi  dekh  sakte the
aaj  dekh  is  chehre per ghum  ke badlon ke saaye


................... bahot  khoob
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #207 on: April 16, 2006, 03:29:13 PM »
Thanks Nikki & Waheed & Good One Nikki....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #208 on: April 16, 2006, 03:37:47 PM »
Quote from: "Aryaan"
Good One Pooja...

  Raat Aankhon Mein Dhali, Palkon Par Jugnu Aaye
Hum Hawaaon Ki Tarha Jaa Kar Usey Chu Aaye
Uss Ne Chu Kar Mujhe Pathar Se Insaan Kiya
Mudatton Baad Meri Aankhon Mein Aansoo Aaye

Bahoot Khoob Aryaan bhai,..

Use Dekhkar Tumhare Aankhon Se Aansoon Na Aana Tha,..
Jab Dekha Tumne Use To Apne Dil Ko Samjhana Tha,..
Kyun Ki Aansoon Se Dil Kamzor Hote Hain,.Humne Suna Hain,..
Laakh Gham Ho Dil Mein Jaanasheen Aansoon Ko Choopana tha,..
Logged
nikki
Guest
«Reply #209 on: April 19, 2006, 09:43:22 AM »
too gud Aryaan n Jaanasheen ji..n thanx Aryaan n Waheed...

halaat-e-majboori hai
warna yeh duriyan na hoti

hum sambhal kar chalne ki ada na seekh paate
agar raaste mein gum ke pathar na bikhre hote
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:31:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer