Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 30
Print
Author  (Read 20449 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #210 on: April 19, 2006, 11:33:05 AM »
Bahoot Khoob Nikki Ji,..

Apni Bhi Ek Majboori Thi,
Warna Tumhari Raahon Ke Kaante Hum Apne Damaan Mein Le Lete,..
Aur Tum Ho Ke Hamari majboori Choopar Apne Dil ke Zakhamon Ka Zikar Kar Rahi Ho,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
nikki
Guest
«Reply #211 on: April 19, 2006, 01:47:52 PM »
thanx n nice one..

aisa hum kar nahi sakte
apke dil ki majbori se aage guzar nahi sakte
raasta bhi badal na paye yeh hamari bhi majboori thi
akele chal na sake...itni badh gayi doori thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #212 on: April 20, 2006, 06:27:08 AM »
Bahoot Khoob Nikki Ji,..

Na Yaad Dilao Tum Un Zakhmon Ka Mujhe,..
Jinhone Hume Muskuraake Diye The Kabhi,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #213 on: April 20, 2006, 11:23:25 AM »
nice one NIKKI JI aur JAANASHEEN JI

Maloom na tha yun muskura kar, mera dil aap tod denge,
har mod par humen yaad karogi, aise chaap chod denge....
Logged
nikki
Guest
«Reply #214 on: April 20, 2006, 11:34:52 AM »
thanx Majid, Jaanasheen n Vicky ji....n too gud

aisi na thi hamari kismat ke koi humein yaad kare
hum to hain nacheez si cheez, kyon koi humpe apna waqt barbaad kare
Logged
jalpari
Guest
«Reply #215 on: April 20, 2006, 06:46:49 PM »
very nice Nikki.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #216 on: April 20, 2006, 07:25:41 PM »
Quote from: "nikki"
thanx Majid, Jaanasheen n Vicky ji....n too gud

aisi na thi hamari kismat ke koi humein yaad kare
hum to hain nacheez si cheez, kyon koi humpe apna waqt barbaad kare


Very Nice NIkki and All of u.......

Waqt kahan Parwaane barbaad kia karte hain....
Fana hoke mahobbat me teri apni Jindagi ko Anzaam dia karte hain......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #217 on: April 21, 2006, 07:30:34 AM »
Barbaad To Sabhi Hote Hain Mohabbat ke Khel Mein,..
Magar Phir Bhi Wo Har Waqt Yaad aate Rehte Hai,..Pyaar ke Fasaano Mein,.
Logged
nikki
Guest
«Reply #218 on: April 21, 2006, 12:36:41 PM »
too gud BS n Jaanasheen ji...thanx everyone...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #219 on: April 21, 2006, 05:58:24 PM »
nice one MAJID BHAI aur JAANASHEEN JI....

Deewana aapke pyar me na jane kya kar jayega,
yun hi aap khafa rahe, to tadap kar mar jayega.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #220 on: April 22, 2006, 07:17:22 AM »
Marna To Hume Gawara Hai Tumhari Mohabbat Mein,..
Magar Tum Hume Dhoka Na Dena Warna Roz Hum Marte Raheinge,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #221 on: April 22, 2006, 01:53:32 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Marna To Hume Gawara Hai Tumhari Mohabbat Mein,..
Magar Tum Hume Dhoka Na Dena Warna Roz Hum Marte Raheinge,..

wonderful  Janasheen.................. Usual Smile
Logged
nikki
Guest
«Reply #222 on: April 22, 2006, 09:31:14 PM »
gud gud Majid, Vicky n Jaanasheen g....

yun mere pyar ko ruswa na karo
rooth kar tum gaye the..mujhse yun to shikwa na karo
manane ka mauka bhi nahi dete tum....aise to  rootha na karo
maana pyar mein duriyan bhi aati hain
kam se kam ghar se bahar to nikla karo...

yun mujhe door reh kar tadpaoge to kya paoge
khud bhi dukhi rahoge...mujhe bhi udaas banaoge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #223 on: April 23, 2006, 11:42:34 AM »
Shukriya Majid Bhai Waheed Bhai And Nikki Ji,..

Aaj Kuch Is Kadar Tanhaai Ka Ehsaas Hua,..
Sab Kuch Roshan Tha Yahan Mehfilon Ke Saath Magar Phir Bhi Main Tanha Tha Koi Taare Ki Tarah,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #224 on: April 23, 2006, 02:14:35 PM »
Quote from: "nikki"
gud gud Majid, Vicky n Jaanasheen g....

yun mere pyar ko ruswa na karo
rooth kar tum gaye the..mujhse yun to shikwa na karo
manane ka mauka bhi nahi dete tum....aise to  rootha na karo
maana pyar mein duriyan bhi aati hain
kam se kam ghar se bahar to nikla karo...

yun mujhe door reh kar tadpaoge to kya paoge
khud bhi dukhi rahoge...mujhe bhi udaas banaoge


shukriya NIKKI JI and bahut khoob likha hai aapne....

Tere pyar ko ruswa, main hone doonga kaise,
in dooriyon ko, aur badne doonga main kasie...

ruthna-manana to pahali sidi hai pyar ki e-SANAM,
ek pal bhi tumse door raha kar, main jiunga kaise....
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:26:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer