Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 30
Print
Author  (Read 20348 times)
nikki
Guest
«Reply #225 on: April 23, 2006, 05:29:23 PM »
thanx Majid, Vicky n Jaanasheen ji...n nice both of u..

tujhse rothi hun maana
magar tujhse dor mujhe nahi hona hai
duniya na mile to na sahi
magar tujhse juda nahi hona hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Aryaan
Guest
«Reply #226 on: April 24, 2006, 12:50:48 AM »
Very Nice Nikki, Majid, Vicky & Jaanasheen....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #227 on: April 24, 2006, 12:54:39 AM »

Besabab Aankh Se Ab Ashk Umad Aatey Hain
Hum Ko BewaQt Ki Barsaat Se Darr Lagta Hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #228 on: April 24, 2006, 11:38:04 AM »
Shukriya Nikki Ji And Aryaan Bhai,...

Barsaat Mein Rone Ka Mazaa Kya Hota Hai Humse Poocho,..
Jiske Aansoon Ne Sabke Dilon Ko Gham Mein Bheegoya Tha Kabhi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #229 on: April 24, 2006, 12:43:08 PM »
Shukriya,..

Zamaane Ki Ye To Adat Poorani Hai,..
Jis se Bhi Mohabbat Karo Usko Cheen Lete Hain,.
Aur Jab Ghamon Mein Dube Hote Hain,.
To Sab Log Us Pe Pachtaate Hain,,
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #230 on: April 27, 2006, 05:07:22 PM »
Too good all here ...


Aaj bichhadne ka gum hame hai par unhe nahi,
Dua phir milne ki zaroor karenge haath hamare bandhe nahi,
Yaad hum bhi karna chahte hai saath guzara waqt,
Par kya kare hame yaad aate wo lamhe nahi ...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #231 on: April 27, 2006, 06:11:51 PM »
nice every one........

Aksar ab raaton ko ek tasveer ubhar jati hai,
aakar mere khwabon me wo sanwar jati hai.....

kuch der tak wo paas mere thahar kar,
subah ko apni yaadon ka nishan chod jati hai....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #232 on: April 27, 2006, 06:22:14 PM »
Thanks a lot Vicky and nice one  too ...
Keep up the work ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #233 on: April 27, 2006, 08:47:13 PM »
BAHOOT KHOOB JSHEEN, MAJID, VICKY AND JHL JI!!! WOWOWOW ALL EK SE BAD KAR EK SHAYAR HAI AJJ TO YAHAN.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #234 on: April 28, 2006, 06:02:14 AM »
Shukriya Pooja Ji,..

Barsaat Mein Rone Ka Mazaa To Kuch Alag Hi Hai,..
Jab Aasmaan Bhi Rota Hai Milkar Dil ke Saath,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #235 on: April 28, 2006, 06:58:12 AM »
shukriya JHL JI aur POOJA JI.....

aur JAANASHEEN JI wah ! kya baat hai ... bahut khoob likha hai yaar... nice one
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #236 on: April 28, 2006, 07:01:54 AM »
Shukriya Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #237 on: April 28, 2006, 07:06:10 AM »
Do Roz Mein Wo Pyaar Ka Alaam Ujad Gaya,..
Barbaad Karne Aaaya Tha Barbaad Kar Gaya,..

Bas Itni Si Hai Dastaan Bachpan Ke Pyaar Ki,..
Do Phool Khilaate Khilaate Hi Gulshan Ujad Gaya,..

Leke Saharaa Yaad Ka Kab Thak Koi Jaaye,..
Aaye Maut Aaa, ke Zindagi Se Dil Hi Bhar Gaya,..

Seene mein Jab Kisi ke Dhadakta Tha Dil Mera,..
Wo Din Kahan Gaye Vo Zamaana Kidhar Gaya,..

__________________________-Prem Dhawan-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #238 on: April 28, 2006, 05:19:15 PM »
nice one JAANASHEEN BHAI..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #239 on: April 28, 2006, 05:22:09 PM »
Gamon me bhi muskurana chahta hoon main,
tumhen bhulakar apni naye duniya basana chahta hoon main.....

magar na jane kyun aakhon se nikal aate hain aansoo,
jab bhi tumhen bhulana chahta hoon main....
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:55:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer