Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 30
Print
Author  (Read 20448 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #240 on: April 29, 2006, 11:53:48 AM »
Shukriya Bhai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #241 on: April 29, 2006, 11:57:34 AM »
Ghamon Mein Muskuraana Ek Ajeeb Nashaa Deta Hai,..
Jis Ne Gham Diya Wo Dekh Kar Hume Apne Dil Ko Jala Deta Hai,..

Muskuraana Hume Pasand Nahi Isliye Muskura Rahe Hai kahin Wo Na Ro Pade,..
Geera Bhi Jo Ek Aansoon Pyaar Mein To Sunaai Deta Hai,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #242 on: April 29, 2006, 04:57:21 PM »
Good one Janasheen ...
Keep up the good work ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
t
«Reply #243 on: April 29, 2006, 05:01:45 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Ghamon Mein Muskuraana Ek Ajeeb Nashaa Deta Hai,..
Jis Ne Gham Diya Wo Dekh Kar Hume Apne Dil Ko Jala Deta Hai,..

Muskuraana Hume Pasand Nahi Isliye Muskura Rahe Hai kahin Wo Na Ro Pade,..
Geera Bhi Jo Ek Aansoon Pyaar Mein To Sunaai Deta Hai,..



Nasha to uski aankhon ka bhi ajeeb hai,
Jee karta hai uski aankhon mein hi dooba karu,
Pyaar kuchh is tarah karu use main ki,
Marne ke baad bhi uske dil mein chubha karu ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #244 on: May 03, 2006, 07:07:16 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Good one Janasheen ...
Keep up the good work ...

Shukriya Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #245 on: May 03, 2006, 07:09:05 AM »
Pyaar Karne Waale To Marr Kar Bhi Kisi Ko Khushi De Jaate Hain,..
Tum Udaas Na Hona Mere Marne Par Main Maraa Bhi Hoon To Yaadon Mein Jeene ke Liye,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #246 on: May 09, 2006, 12:03:37 PM »
Yaadon mein sabko jeena aata hoga,
Hame to unki aankho mein jeena hai,
Jo gum ka ek aansu bhi nikle aankhon se,
To us aansu ko khushi se peena hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #247 on: May 10, 2006, 10:11:27 AM »
Nice One JHL,..

Pee Jaaoonga Teri Ankh Ka Har Aansoon Main,..
Muskurane Ka Wada Kar Tu Mere Janaaze Pe,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #248 on: May 16, 2006, 12:41:07 PM »
wonderfull all of u..Vicky, Jaanasheen n JHL...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #249 on: May 16, 2006, 04:25:29 PM »
Thanks a lot Janasheen and Nikki ...
Nice one Janasheen and Majid ....
Keep it up both ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
t
«Reply #250 on: May 16, 2006, 04:44:15 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One JHL,..

Pee Jaaoonga Teri Ankh Ka Har Aansoon Main,..
Muskurane Ka Wada Kar Tu Mere Janaaze Pe,..

__________________________-Jaanasheen-



Gum to bahut hoga tumhare marne ke baad,
Par gumo mein muskurana aadat si ho chuki hai,
Agar khuda chahta to apni saanse tak tumhe de dete,
Par kya kare meri saanse bhi zamane se kho chuki hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #251 on: May 17, 2006, 11:00:35 AM »
Nice One JHL Bhai And Shukriya Doston,..

Saanson Ko Bhi Loot Te Dekha Humne Is Bedard Zamaane Mein,...
Jaane Kyun Lage Hain Sab Mere Nishaan Mitaane Mein,..
Hanste Hanste Humne Sab Ke Ghamon Ko Saha ,..
Aur Uske Baad Gham Uthaa Kar Bhi lage Hain Muskuraane Mein,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #252 on: May 18, 2006, 02:30:28 PM »
too gud Jaanasheen, Jhl n Majid .....

agar na barse aaj badal to main kaise aanson bahaongi
yeh to ghataon ke saath guzar jayenge
magar main khud ka gum kaise chupaongi
na to sabke saamne roo sakungi
na chup hi reh paongi
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #253 on: May 18, 2006, 04:41:34 PM »
Thanks a lot Janasheen, Majid and Nikki for appreciation ...
And good one too by all ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
t
«Reply #254 on: May 18, 2006, 04:43:15 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One JHL Bhai And Shukriya Doston,..

Saanson Ko Bhi Loot Te Dekha Humne Is Bedard Zamaane Mein,...
Jaane Kyun Lage Hain Sab Mere Nishaan Mitaane Mein,..
Hanste Hanste Humne Sab Ke Ghamon Ko Saha ,..
Aur Uske Baad Gham Uthaa Kar Bhi lage Hain Muskuraane Mein,..

________________________________________-Jaanasheen-



Pyaar mein saanso ko na lootne dena,
Apne pyaar ko zamane ke saamne na jhukne dena ...
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:12:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer