Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 30
Print
Author  (Read 20596 times)
HumTum is back
Guest
«Reply #270 on: May 24, 2006, 04:00:43 PM »
Nice All !!

Barsaat ke badloon ne yaad dilayi ik khaani
Kash ke aa jaye lout ke phir ruth suhaani
Dekha kiye haiu tumko shab-o-roz khwab mein
Dil mein basi hai aaj bhi tere pyaar ki nishaani !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #271 on: May 25, 2006, 08:07:34 AM »
Nice One Humtum Ji,..

Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha,.
Wo Teri Mehfil Mein Kaam Aayaa,..
Kisi Ke Hisse Mein Pyaas Aayi..
Kisike Hisse Mein Jaam Aayaa..

Logged
nikki
Guest
«Reply #272 on: May 31, 2006, 08:43:22 AM »
too gud all of u...JHL, Majid, Jaanasheen n Humtum ji..

thanx Pankhuri ji n all others

kismat pe nahi chalta zor
kissi gareeb ka ghar ujda hai barish mein
kissi ke gum ko yeh paani raas aaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #273 on: June 01, 2006, 06:42:30 AM »
Quote from: "nikki"
too gud all of you...JHL, Majid, Jaanasheen n Humtum ji..

thanx Pankhuri ji n all others

kismat pe nahi chalta zor
kissi gareeb ka ghar ujda hai barish mein
kissi ke gum ko yeh paani raas aaya


Shukriya Nikki Ji,..

Hum Gareebon Ki Yahan Dastaan Hai,..
Hamari Na Koi Zaat Na Koi Pehchaan Hai,..

Sab Kehte Hain Dharti Apni Sagar Apna,..
Hamare Saaye ke Liye To Bas Ye Asmaan Hai,..

Hazaarone Choosa Khoon Gareebon Ka Yahan,..
Aaj Na Unka Koi Naam Hai Na Nishaan Hai,..

Gareeb Hoon Main Phir Bhi Dil Ka Ameer Hoon,..
Nahi Hai Yahan Pe Koi Mera, Apna To Sirf Wo Rehmaan Hai,..

Jee To Sakte Hain Sab Yahan Insaan Bankar,..
Jo Ameeri, Gareebi Dikhlaye Wo Nadaan Hai,..

________________-Azeem-________________
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #274 on: June 01, 2006, 05:55:13 PM »
nice  work  Nikki.........Jansheen...............
Logged
nikki
Guest
«Reply #275 on: June 01, 2006, 05:58:30 PM »
thanks Waheed...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #276 on: June 01, 2006, 06:10:21 PM »
WoW bohat khoob nikki sis n janasheen.
Logged
nikki
Guest
«Reply #277 on: June 01, 2006, 06:20:54 PM »
thanx Nidhi sweeto...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #278 on: June 01, 2006, 06:44:20 PM »
ur  Welcome   Nikki................

Toot kar bikhar jaane do mujhe apne yaar  ke aage
ab dil  ke  dard  aankhon se bayaan karne  do..
Logged
nikki
Guest
«Reply #279 on: June 01, 2006, 06:58:57 PM »
very nice Waheed...

aaj meri aankhon mein badal chaye hain
aur mera dil toot ke barasne ko taiyaar hai
main jisse dhondti hun gali gali
na jaane kahan chup gaya mera yaar hai

yeh maana ke kabhi kabool nahi kiya uski mohabbat ko
magar kabhi thukraya bhi to nahi hai
main keh dungi ik din usse...iss baat ka mujhe yaqeen hai

magar kabhi bhule se mere saamne to aaye
main kya sochti hun..mujhse pooche
kabhi apna raz-e-dil bataye

magar yeh usko gawara nahi hai
udaas hun main...kyunki abb zindagi ka koi kinaara nahi hai
bikhari padi hai..charon oor jaise tufaan aaya ho
sab kuch paani-2 ho chuka hai
jaise baadlon ne bhigaya ho
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #280 on: June 02, 2006, 03:18:59 PM »
wah wah  Nikki..........kya baat hia  ji......   very  nice  ..........
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #281 on: June 02, 2006, 04:55:24 PM »
Thanks a lot Nikki for appreciation ...
All of you guys have also written cool here ...
Keep it up all ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #282 on: June 02, 2006, 05:00:43 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "nikki"
too gud all of you...JHL, Majid, Jaanasheen n Humtum ji..

thanx Pankhuri ji n all others

kismat pe nahi chalta zor
kissi gareeb ka ghar ujda hai barish mein
kissi ke gum ko yeh paani raas aaya


Shukriya Nikki Ji,..

Hum Gareebon Ki Yahan Dastaan Hai,..
Hamari Na Koi Zaat Na Koi Pehchaan Hai,..

Sab Kehte Hain Dharti Apni Sagar Apna,..
Hamare Saaye ke Liye To Bas Ye Asmaan Hai,..

Hazaarone Choosa Khoon Gareebon Ka Yahan,..
Aaj Na Unka Koi Naam Hai Na Nishaan Hai,..

Gareeb Hoon Main Phir Bhi Dil Ka Ameer Hoon,..
Nahi Hai Yahan Pe Koi Mera, Apna To Sirf Wo Rehmaan Hai,..

Jee To Sakte Hain Sab Yahan Insaan Bankar,..
Jo Ameeri, Gareebi Dikhlaye Wo Nadaan Hai,..

________________-Azeem-________________




Jiske paas pyaar karne wala dil ho wo kabhi garib nahi hota,
Jo hamesha saaya banke saath rahe wo gum mein shariq nahi hota ...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #283 on: June 02, 2006, 09:52:16 PM »
Quote from: "nikki"
very nice Waheed...

aaj meri aankhon mein badal chaye hain
aur mera dil toot ke barasne ko taiyaar hai
main jisse dhondti hun gali gali
na jaane kahan chup gaya mera yaar hai

yeh maana ke kabhi kabool nahi kiya uski mohabbat ko
magar kabhi thukraya bhi to nahi hai
main keh dungi ik din usse...iss baat ka mujhe yaqeen hai

magar kabhi bhule se mere saamne to aaye
main kya sochti hun..mujhse pooche
kabhi apna raz-e-dil bataye

magar yeh usko gawara nahi hai
udaas hun main...kyunki abb zindagi ka koi kinaara nahi hai
bikhari padi hai..charon oor jaise tufaan aaya ho
sab kuch paani-2 ho chuka hai
jaise baadlon ne bhigaya ho

Very Nice Nikki...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #284 on: June 02, 2006, 10:24:27 PM »

Agar bheegne ka itna hi shauQ hai baarish mein
Tau dekho in aankhoo mein
Baarish tau har ek ke liye barasti hai
lekin yeh aankhein sirf tumhare liye barasti hain

Aisi barsaat mein.......teri yaad aati hai bohat
Hawaon ke jhonke mein...tu tarpati hai bohat
Har boond pe jaise...teri hi khushboo basi hai
Baarish ke iss mausam mein tu satati hai bohat

Aye baarish zara tham ke baras
Jab mera yaar aa jaye tau jum ke baras
Pehle na baras keh woh aa na sake
Phir itna baras keh woh ja na sake..
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 27, 2024, 12:28:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer