Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 30
Print
Author  (Read 20593 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #285 on: June 03, 2006, 08:57:07 AM »
Shukriya Nidhi Ji Waheed Bhai and Nikki ji,..
App Sabne Bahoot acha Likha Hai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #286 on: June 03, 2006, 09:03:28 AM »
Quote from: "Aryaan"

Agar bheegne ka itna hi shauQ hai baarish mein
Tau dekho in aankhoo mein
Baarish tau har ek ke liye barasti hai
lekin yeh aankhein sirf tumhare liye barasti hain

Aisi barsaat mein.......teri yaad aati hai bohat
Hawaon ke jhonke mein...tu tarpati hai bohat
Har boond pe jaise...teri hi khushboo basi hai
Baarish ke iss mausam mein tu satati hai bohat

Aye baarish zara tham ke baras
Jab mera yaar aa jaye tau jum ke baras
Pehle na baras keh woh aa na sake
Phir itna baras keh woh ja na sake..


Bahoot Khoob Likha Hai Aryan Bhai apne,..

Barasta Hai Jab Paani Asmaan Ki Aankhon Se,.
Main Bhi Khoob Rota Hoon Tujhe Yaad Karke,..
Banaya Tha Maine Ek Pyaar Ka Ashiaana Tere Saath,..
Behgaya Tere Gham Mein Wo Kya Mila Bata Mujhe Barbaad Karke,..
Tere Saath Kabhi Hum Bhi Bheege The Asmaan Ke Aansoon Mein,..
Ab Khood Hoti Hai Barsaat Aankhon Se Tujhe Yaad Karke,..
Tere Saath Ko Bahoot Afzal Samjha Tha Main Har Pal Tujhe Paane Ko Tarasta Tha,..
Jab Kho Diya Tujhe Humne Maang ke Bhi Duaa Phir Kya Faida Ha Ab Fariyaad karke,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #287 on: June 03, 2006, 09:32:00 AM »
bahoot khoob aryaan, jsheen and jhl ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #288 on: June 03, 2006, 10:21:47 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
App Kyun Nahi Likh Rahein Hain,..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #289 on: June 03, 2006, 11:23:55 AM »
Bohat shukriya Jaanasheen & Pankhuri...

Nice Reply Jaanasheen...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #290 on: June 03, 2006, 06:32:10 PM »
nice  work  All.............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #291 on: June 04, 2006, 05:47:58 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat shukriya Jaanasheen & Pankhuri...

Nice Reply Jaanasheen...


Shukriya Aryan Bhai and Pankhuri Ji,..

Badal Bhi Manaa Rahe Hain Matam Meri Barbaadi Pe,...
Ke Kis Kadar Mere Gulshan Mein Bahar Aakar Bikhar Gaayi,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #292 on: June 06, 2006, 06:26:04 AM »
thanx a million JHL, Aryaan, Majid, Pankhuri ji n Jaanasheen ji...aap sabne bhi bahut hi acha likha hai ....
Logged
nikki
Guest
«Reply #293 on: June 06, 2006, 08:52:35 AM »
good one Majid..

hum kabhi bhool nahi paye uss barsaat ko
woh mann mein aane wale jazbaaton ko
uss shaam ko..uss manzar ko
woh nazare abb bhi yaad aate hain
jab bhi barsaat ke badal mere aangan mein baras jaate hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #294 on: June 07, 2006, 06:41:32 AM »
Waah Majid Bhai Bahoot Khoob Likha Hai Apne...
Lage Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #295 on: June 07, 2006, 08:18:46 AM »
Ur Welcome Bhai,..

Kya Yahi Gardeeshein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa,..
Ab Zaroorat Hai Muskuraane Ki,..

_____________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #296 on: June 07, 2006, 01:41:23 PM »
Quote from: "majid"
TUMHAARE SAATH MAIN BHI ROUNGA TO
BAARISH TEZ JAAYEGI.
CHALO DONO HAS LETE HAIN EK DUJE KI TAQDEER PAR


Nice One Bhai,..

Hanste Hanste To Zindagi Basar Karli Humne,..
Roya Karte To Bastiaan Doob Jaati,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #297 on: June 07, 2006, 01:53:35 PM »
wowww too good Jaanasheen ji n Majid...

humpe taras na khao dosto warna hum ro denge
fir baadal nahi barsenge...na hi barish hogi
fir to humari aankhein barsengi aur hamara daaman bhigoyengi
Logged
nikki
Guest
«Reply #298 on: June 07, 2006, 02:07:51 PM »
zindagi bhar kissi ka pyar nahi paya humne
yeh soch kar ki shayad dhokha mile mohabbat mein..
dil nahi lagaya humne

woh jiske liye dil mein armaan jage the kabhi
unko bhi ik roz gairon ki bahon mein paya humne

aaj fir dil ki udaasi badhi
aur dil ko samjhaya humne
baadal bin barsaat nahi hoti
aur jinhein dard nahi milta
unki mohabbat kabhi pass nahi hoti
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #299 on: June 07, 2006, 02:08:13 PM »
The Style Guru Says...........


Gr8 work Majid Bhai, Good again Janasheen Bhai And not 2 mention-Too Gud Nikki Ji!!!!


Arz Hai,

Wo ashq hi kya jo daaman na bhigaye,
Wo ishq hi kya jisme sanam ki yaad na aaye,
Ye to un tanha raahon ki baaten hain,
Jahan hum-safar bhi nahi aur manzilen bhi na aayen.......
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 27, 2024, 11:09:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer