Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 30
Print
Author  (Read 20592 times)
nikki
Guest
«Reply #300 on: June 07, 2006, 02:14:32 PM »
too good Style_guru ji n Majid..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Style_guru
Guest
«Reply #301 on: June 07, 2006, 02:20:10 PM »
The Style Guru Says.......


Thanx a ton Nikki Ji!!!!


Logged
nikki
Guest
«Reply #302 on: June 07, 2006, 02:20:34 PM »
asmaan mein baadal chane lage hain
humein fir se woh guzre pal yaad aane lage hain
woh baharein woh manzar humein aaj fir se judayi ka ehsaas dilane lage hain
woh baadlon ka barasna aur hamara bheeg jaana
woh mera intzaar karna aur tumhara der se aana
Logged
nikki
Guest
«Reply #303 on: June 07, 2006, 02:31:04 PM »
too good...

mujhse bhool hui jo unhein chah baithi
woh dil ke shehar se anjaan the..aur main unhein dil ka pata de baithi
dil ke raaston pe ne chalna aaya unhein
issi liye to har baat par rulaya humein
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #304 on: June 07, 2006, 02:39:28 PM »
The Style Guru Says......


Gr8 work Majid Bhai!!
And equally gud reply Nikki Ji!!!


Arz Hai,

Ishq ki galiyon me jo saath na de wo log aur honge,
Dil ka pata pa kar bhi jo na aaye wo log aur honge,
Ye ishq to un raaston pe le jata hai,
Jahan ishq ke imtehaan kayi aur honge.....
Logged
nikki
Guest
«Reply #305 on: June 07, 2006, 02:41:01 PM »
wowww too good

mohabbat ka sila jab toota dil mila hai to kyun na dil ko baaton se behlaon dosto
har pal har ghadi jisse yaad kiya hai
kaise usse bhool jaon ..
woh mere pyaar ko samajhta nahi hai
to batao kaise usse samjhaon dosto
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #306 on: June 07, 2006, 02:45:10 PM »
The Style Guru Says.........


Wonderul Nikki Ji!!!!

Arz-e-khidmat hai,

Dard se dosti ho gayi doston,
Zindagi be-dard ho gayi doston,
To kya hua jo jal gaya aashiyana mera,
Door talak roshni ho gayi doston......

(Repeated from my earlier post)
Logged
nikki
Guest
«Reply #307 on: June 07, 2006, 02:51:58 PM »
gr8 Style_guru ji..n thanx

dard milta nahi virasat mein
yeh to badi mehnat ka natija hai

agar pyar na karte to kaise jaan paate
mohabbat kisko kehte hain
dil kaise jalaya jaata hai

jab andheri raat ho..to kaise mehboob ke ghar ko apne dil ki roshni se jagmagaya jaata hai
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #308 on: June 07, 2006, 02:57:03 PM »
The Style Guru Says........


Hausla afzai ka shukriya Nikki Ji!!!
And u hav done a gr8 work 2.........


Arz Hai,

Dil ke khel me kabhi wo nahi kabhi hum bhi nahi,
Par ashqon ka yahan aana jana hai,
Na theherti hain yahan khushiyan-theherte gham bhi nahi,
Anzaam-e-maut ka ilm hote hue bhi jalta har parwana hai......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #309 on: June 07, 2006, 02:59:38 PM »
Nice One Nikki Ji Guru And Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #310 on: June 07, 2006, 03:04:53 PM »
Quote from: "nikki"
gr8 Style_guru ji..n thanx

dard milta nahi virasat mein
yeh to badi mehnat ka natija hai

agar pyar na karte to kaise jaan paate
mohabbat kisko kehte hain
dil kaise jalaya jaata hai

jab andheri raat ho..to kaise mehboob ke ghar ko apne dil ki roshni se jagmagaya jaata hai


Nice One Nikki Ji,..

Dard Milta Nahi Virasat Mein Ye Baat Tumhari Sach Hai,..
Magar Mile Hain Dard Hume Ek Pal Muskuraane Ke Liye.,,

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
nikki
Guest
«Reply #311 on: June 07, 2006, 03:07:00 PM »
thanx Jaanasheen ji, Majid n Style_guru ji n too good both of u...

mere pukaarne par woh na aaya
barsaat chali aayi
dil ko behlane ka bahana dhond rahe the
ki gumon ki baraat chali aayi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #312 on: June 07, 2006, 03:12:13 PM »
Quote from: "nikki"
thanx Jaanasheen ji, Majid n Style_guru ji n too good both of you...

mere pukaarne par woh na aaya
barsaat chali aayi
dil ko behlane ka bahana dhond rahe the
ki gumon ki baraat chali aayi


Jab Nikli Mayyat Meri Tum Baraat Samajh Gaye,..
Nikle Ashq Jab Aankh Se To Barsaat Samajh Gaye,..
Hadd Hogayi Bedardi Ki Jaanasheen Yahan,..
Manaya Jab Suraj Ne Matam To Sab Raat Samajh Gaye,..
Ab Kya Gila Karein Kisi Se Yahan Sab Bedard Hain,..
Jab Dekha Us Be-Rehem Ko Sab Mulakaat Samajh Gaye,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #313 on: June 07, 2006, 03:15:42 PM »
The Style Guru Says.......


Gr8 Composition Nikki Ji & Gr8 again Janasheen Bhai!!!

Ye baarish bhi ajeeb khel dikha jaati hai,
Kisi ke ashqon ko apni boondon me mila jati hai......
Logged
nikki
Guest
«Reply #314 on: June 07, 2006, 03:17:30 PM »
thanx ..aapne to kamaal ka likha hai Jaanasheen ji...

mere samajhne pe na jao
jo dekha wahi samjha hai
tum mera dil dukhate ho ghadi-2
yeh kya khilona hai
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 10:49:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer