Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 30
Print
Author  (Read 20589 times)
nikki
Guest
«Reply #330 on: June 08, 2006, 03:54:02 PM »
wonderfull Style_guru n Jaanasheen ji...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Style_guru
Guest
«Reply #331 on: June 09, 2006, 12:21:36 PM »
The Style Guru Says.......


U r welcome Nikki Ji!!!!

But aapne kuch likha nahi?Huh?
Logged
nikki
Guest
«Reply #332 on: June 09, 2006, 12:30:29 PM »
abb likh dete hain...

baadalon ki gadgadahat pe na jao
unka dard bhi samjho
aankhon se aanson aate hain to dil mein dard hota hai
aasmaan ko bhi koi to dukh hua hoga jo itna rota hai
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #333 on: June 09, 2006, 12:45:28 PM »
The Style Guru Says......


Kaabil-e-taareef Nikki Ji!!!!


Arz Hai,

Aankhon me jo aansu aate hain to dil me dard hota hai,
Agar ye hota hai to kyon hota hai:

Zindagi me aksar hum jise be-panah chahte hain,
Wahi hamare gham ki wajah hota hai,

Ye anzaam to ishq ka sadiyon purana hai,
Dard jab had se badhta hai to koi hasta hai-Koi rota hai.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #334 on: June 09, 2006, 12:48:57 PM »
nice one NIKKI JI

Rota to aasmaan bhi hai dharti se juda hoke,
aur log uske rone ko barsaat samajhte hain....
jaise judaai me tadapte hain hum unki aur,
khud ko wo mujhse bhi anjaan samajhte hain.......
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #335 on: June 09, 2006, 02:56:09 PM »
bahut khoob

dard me rona ye chalan purana hua
ab muskura ke sahte hain
chahe hasrat hi ban ke rah paaen
aaj bhi unke dil me rahte hain
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #336 on: June 10, 2006, 02:05:34 AM »
Good Ones Azeem, Nikki, Style_Guru, Vicky & Tabassum.....
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #337 on: June 10, 2006, 02:11:01 AM »
thanx aryan
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #338 on: June 10, 2006, 04:53:18 PM »
Bahut hi khoob likha hai sab ne yaha ...
Keep it up all ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #339 on: June 10, 2006, 04:57:29 PM »
Rona to hame khushi mein bhi padta hai,
Par aankh se girne ko aansu bhi darta hai,
Uski chahat thi ki wo hamari manzil na bane,
Par wo kya jaane manzil ka har rasta uske dil se hoke guzarta hai ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #340 on: June 10, 2006, 09:09:51 PM »
too good Style_guru, Vicky, Tabassum n JHL ji...n thanx all of u...
Thanx Aryaan ji...
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #341 on: June 10, 2006, 11:26:51 PM »
Mohabbat har insaan ko aazmaati hai,
kisi se rooth jaati hai aur kisi par muskurati hai,
mohabbat khel hi aisa hai,
kisi ka kuch nahin jaata aur kisi ka jaan chali jaati hai…
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #342 on: June 11, 2006, 07:05:02 AM »
Quote from: "nikki"
wonderfull Style_guru n Jaanasheen ji...

Shukriya Nikki Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #343 on: June 11, 2006, 07:09:34 AM »
Quote from: "nikki"
abb likh dete hain...

baadalon ki gadgadahat pe na jao
unka dard bhi samjho
aankhon se aanson aate hain to dil mein dard hota hai
aasmaan ko bhi koi to dukh hua hoga jo itna rota hai


Bahoot Khoob Nikki Ji,...

Samajh Na Saka Koi Dard Aasmaan Ka,.
Ke Kis Liye Wo Roya Karta Hai,..
Ya Zameen Ki Doori Wo Seh Nahi Sakta,..
Ya Zameen Ko Wo Bheegoya Karta Hai,...

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #344 on: June 11, 2006, 07:18:42 AM »
Quote from: "Style_guru"
The Style Guru Says......


Kaabil-e-taareef Nikki Ji!!!!


Arz Hai,

Aankhon me jo aansu aate hain to dil me dard hota hai,
Agar ye hota hai to kyon hota hai:

Zindagi me aksar hum jise be-panah chahte hain,
Wahi hamare gham ki wajah hota hai,

Ye anzaam to ishq ka sadiyon purana hai,
Dard jab had se badhta hai to koi hasta hai-Koi rota hai.....


Bahoot Khoob Guru Bhai,..

Ankhon Mein Jo Aansoon Behte Hain,..
To Dil Mein Dard Uth Ta Hai,..
Dekhoon Jab Tujhe Main Gair Ke Saath,..
To Mera Dil Bahoot Dukh Ta Hai,..
Kya Bataoon Tujhe Main Ke Main Kya Sochta Hoon,...
Jab Yaad Karoon Tujhe To Ashq Ki Jagah Lahoo Behta Hai,..
Sab Kehte Hain Mujhe Ke Bhool Jaa Use Jisne Tujhe Dard Diya,..
Dil Mein Lakhon Gham Lekar Bhi Muskuraake Kyun Sehta Hai,..
Ab To Bangai Teri Taqdeer Ye Gham Ke Sitaare "Jaanasheen"
Bhool Jaa Use Jo Tujhe Bhoolakar Khush Rehta Hai,..

____________________________________________-Janaasheen-
Logged
Pages: 1 ... 19 20 21 22 [23] 24 25 26 27 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 09:01:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 2.053 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer