Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 30
Print
Author  (Read 20585 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #345 on: June 11, 2006, 07:20:33 AM »
Quote from: "Aryaan"
Good Ones Azeem, Nikki, Style_Guru, Vicky & Tabassum.....


Shukriya Aryaan Bhai Gar App Kuch Likh Dete To Hume Seekhne Ka Maukha Milta,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Aryaan
Guest
«Reply #346 on: June 16, 2006, 07:25:02 PM »

 Baadal kuch aise barsa tha
Jaise roney ko tarsa tha

Tu sab jaisa ho jaye ga
Main ne kab yeh socha tha

WaQt wahin pe thehar gaya hai
Tu jis pal mujh se bichra tha

Meri soch ki deewaron par
Teri yaad ka chaand saja tha

Pathar dil hona tha aakhir
Main ne pathar ko pooja tha

Shaam dhale aangan mein teri
Yaad ka panchi chahek raha tha

Uss ne bass ik shaam kahi thi
Main ne jeevan sonp diya tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #347 on: June 17, 2006, 08:01:46 AM »
Quote from: "Aryaan"

 Baadal kuch aise barsa tha
Jaise roney ko tarsa tha

Tu sab jaisa ho jaye ga
Main ne kab yeh socha tha

WaQt wahin pe thehar gaya hai
Tu jis pal mujh se bichra tha

Meri soch ki deewaron par
Teri yaad ka chaand saja tha

Pathar dil hona tha aakhir
Main ne pathar ko pooja tha

Shaam dhale aangan mein teri
Yaad ka panchi chahek raha tha

Uss ne bass ik shaam kahi thi
Main ne jeevan sonp diya tha


Nice One Aryan Bhai,...

Ek Bewafaa Se Chahat Paane ke Liye Main Tarsaa Tha,..
Kya Bataon Kis Kadar Mujhpar Gham Barsaa Tha,..

Sochta Hoon Jab Bhi Main Uski Kasmon Ka Khaana,.,.
Lagta Hai Mujhko Bedard Aur Zaleem Ye Zamaana,..

Bahoot Armaan The Mere Jo Wo Tordkar Chalaa Gaya,..
Safar Khatam Hua Nahi Raah Mein Chordkar Chala Gaya,..

Dekh Kar Sitam Uske Maut Mang Rahaa Hoon Main,..
Uski Bewafaai Ki Khateet Apni Hasti Mitaa Raha Hoon Main,..

Abaad Kiya Jiska Ashiaana Main Apna Ghar Jalaa Kar,..
Jaa Raha Hai Wo Yahan Se Mere Naam-o-Nishaan Mitaa Kar,..

Bewafaai Dekh Kar Uski Hume Kisi Se Bhi Pyaar Na Raha,..
Zindagi Par Bhi Ab "Jaanasheen" Mujhe Aitbaar Na Raha,..

_____________________-Azeem-_____________________

Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #348 on: June 18, 2006, 01:27:10 PM »
Thanks a lot Nikki for appreciation ...
And fantastic one MrK. Janasheen and Aryan ...
Keep it up all ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #349 on: June 19, 2006, 05:50:14 PM »
too good Mrkotians, Aryaan n Jaanasheen ji...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #350 on: June 19, 2006, 05:54:23 PM »
Kya maangu khuda se use paane ke baad,
Kiska karu intezar zindagi mein uske aane ke baad,
Kyu yaar pe jaan luta dete hai duniya waale,
Aaj maalum hua use yaar banane ke baad ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #351 on: June 19, 2006, 06:00:53 PM »
superbb...

aankhon se behta paani...unhein barsaat nazar aata hai
main jinke pyar main pagal hun
unhein sapno mein bhi koi aur hi nazar aata hai
jab bhi apne dil ki baat unse kehne jaati hun
unka waqt khattam ho jaata hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #352 on: June 19, 2006, 06:05:06 PM »
Quote from: "nikki"
superbb...

aankhon se behta paani...unhein barsaat nazar aata hai
main jinke pyar main pagal hun
unhein sapno mein bhi koi aur hi nazar aata hai
jab bhi apne dil ki baat unse kehne jaati hun
unka waqt khattam ho jaata hai



Thanks ...

Continue ...

Mere dil ke dard ko wo nagmo mein gungunata hai,
Aur usi nagme ko wo mujhe tanhaai mein sunata hai,
Agar wo mujhe pyaar hi nahi karta phir kyu,
Mujhe aur mere dil ko maut ki tarah aazmata hai ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #353 on: June 19, 2006, 06:09:35 PM »
superbbbb Jhl...

dil mera tod kar koi khush hai
usne apna jahaan kahin aur basaya hai

anjaane mein log dil dukhaya karte hain suna tha
magar dil lagakar...beech rah chod jaya karte hain
iss dastoor ka pata nahi tha
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #354 on: June 20, 2006, 01:01:15 AM »
Thanks Azeem, JHL & Nikki.... & Good Ones by all of you...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #355 on: June 20, 2006, 06:49:34 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Nikki for appreciation ...
And fantastic one MrK. Janasheen and Aryan ...
Keep it up all ...


Shukriya JHL Bhai Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #356 on: June 20, 2006, 06:50:41 AM »
Quote from: "nikki"
too good Mrkotians, Aryaan n Jaanasheen ji...

Shukriya Nikki sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #357 on: June 20, 2006, 07:13:53 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Kya maangu khuda se use paane ke baad,
Kiska karu intezar zindagi mein uske aane ke baad,
Kyu yaar pe jaan luta dete hai duniya waale,
Aaj maalum hua use yaar banane ke baad ...


Khush Naseeb Ho Tum Ke Tumhe Uske Jaise Yaar Milaa,..
Hasrat Thi Hume Phoolon Ki Hume To Kanton Ka Haar Milaa,..
Chahta Tha Us Bewafaa Ko Main Bhoot "Jaanasheen"
Na Mili Uski Dosti Hume Na Hi Uska Pyaar Milaa,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #358 on: June 24, 2006, 06:00:55 PM »
Thanks a lot Nikki Aryan and Janasheen for appreciation ...
And good job Nikki and Janasheen ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #359 on: June 24, 2006, 06:03:44 PM »
Dete ho kyu yeh dard bas hum hi ko Huh?
Kya samjho ge tum in aankho ki nami ko Huh?
Yu to hoge lakho diwane is chaand ke Huh?
Chaand kya mehsus karega ek sitare ki kami ko Huh?
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:36:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer