Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30
Print
Author  (Read 20265 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #360 on: June 25, 2006, 01:08:07 PM »
very  nice jhl

aise kai sitaren hain jo toot gae hain
aisa nahin ki log unhe bhool gae hain
roe na unke gam me kabhi log hansate hain
lekin ek aankh aisi bhi hai unpe roti hai
jinke liye sitara vo tha  chaand sa hasin
jisane na dekha mud ke kabhi chaand ki taraf
jab se hai toota tara vo ye aankh nam hi hai
shayed bheega aasmaab bhi yaad uski hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #361 on: June 25, 2006, 05:03:20 PM »
Thanks a lot Tabassum and nice one too ...
Keep writing ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #362 on: June 25, 2006, 07:08:08 PM »
good one Jhl n Tabassum...

aaj fir kissi ki yaad mein humne aanson bahaye hain
bahut roka dil ko magar woh be-intiha yaad aaye hain

na jaane kaise hain kis haal mein hain woh
yahi soch kar mera dil ghabrata hai

jaane woh kaise chal diye hain mujhse door
mera dil to yeh soch kar bhi thum sa jaata hai

kabhi unse baat na karne ke dave kiya karti thi main
magar abb yeh akelapan satata hai

aye kash woh laut aaye mere pukarne par
koi unhein bata de mera pyar bhara dil unhein vapis bulata hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #363 on: June 27, 2006, 05:17:54 PM »
Thanks a lot Nikki and Majid for appreciation ...
Nice one Nikki ...
Its a cool one ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #364 on: June 27, 2006, 05:24:47 PM »
Ehsaan kisika sar pe hum uthate nahi,
Jiska haath thaam liya use hum bhulate nahi,
Uski yaad mein hum jiye jaa rahe hai,
Yu akelepan ko hum satate nahi,
Wo guzre jab hamari raahon se,
To unke kadmo ke nishan ko mitate nahi,
Unki dua hai hamare naseeb mein,
Isiliye hum tanhaai mein ghabraate nahi,
Ro bhi nahi sakte badnaami ke darr se,
Aansu na nikal aaye us darr se muskurate bhi nahi ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #365 on: June 29, 2006, 07:26:44 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Nikki Aryan and Janasheen for appreciation ...
And good job Nikki and Janasheen ...
Keep it up ...


Shukriya JHL Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #366 on: June 29, 2006, 07:35:55 AM »
Bahoot Khoob Likha Hai Nikki Sis And JHL bhai,..

Teri Fitrat Thi Bewaafai,.
Tujhe Na Kuch Kahenge,..
GHam Jo Tune Diya Mujhe,..
Hum Wo Khushi Se Sahenge,..
Bhale Tu Mujhe Pyaar Kar Ya Na Kar,..
Hum To Marte Dum Tak Tujhse Pyaar Karenge,..
Tune Keh Diya Mujhe Ke Main Ab Begaana Hoon,..
Jahan Bhi Reh Khush Reh Dil Se Yahi Duaa Denge,..
Tu Mujhe Apna Maan Ya Naa Maan..
Teri Khushion Ke Liye Hum Apni Jaan Bhi Denge,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #367 on: June 29, 2006, 08:12:16 AM »
bahut bahut khoob NIKKI JI, JHL JI aur AZEEM BHAI...very nice
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #368 on: June 29, 2006, 08:14:24 AM »
Shukriya Vicky Bhai,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #369 on: June 29, 2006, 08:20:08 AM »
welcom AZEEM BHAI.........

nahi shikwa mujhe bewafaai ka teri hargiz,
gila tab ho jab tune kisi se wafa nibhaai ho....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #370 on: June 29, 2006, 08:29:35 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
welcom AZEEM BHAI.........

nahi shikwa mujhe bewafaai ka teri hargiz,
gila tab ho jab tune kisi se wafa nibhaai ho....


Bahoot Khoob Likha Hai Bhai,..

Gila Tujhse Kya Karein Kya Shikwaa Karein,..
Aye Khuda Maut De Mujhe Bas Yahi Duaa Karein,...
Mili Nahi Mujhe Wafaa Jis Se Wafaa Ki Umeed Thi,..
Ab To Sab Meri Barbaadion Par Gham Ataa Karein,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #371 on: June 29, 2006, 08:44:55 AM »
kya baat hai AZEEM BHAI.. behtreen yaar... bahut khoob...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #372 on: June 30, 2006, 05:03:23 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
kya baat hai AZEEM BHAI.. behtreen yaar... bahut khoob...


Shukriya Bhai Tumne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #373 on: July 01, 2006, 05:22:47 PM »
Thanks a lot Janasheen and Vicky for appreciation  ....
Both of you have too written great here ...
Keep it up both ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #374 on: July 01, 2006, 05:25:04 PM »
Uske liye kuchh bhi karne ki chahat rakhte hai hum,
Aankhon mein uska dard aur dil mein mohabbat rakhte hai hum ...
Logged
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:04:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer