Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30
Print
Author  (Read 20262 times)
Aryaan
Guest
«Reply #405 on: August 30, 2006, 02:17:17 AM »
Bohat khoob Nikki & JHL...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
nikki
Guest
«Reply #406 on: September 02, 2006, 03:03:02 PM »
thanx Aryaan n Majid...aapne bhi bahut acha likha hai Majid

khud ke gumon ke andhere iss kadar humein ghere hue hain
aankhein barasti hain raat din....dil ki zameen bhigone ke liye


one more...

aye kaash koi humein bhi dil ki duniya dikhaye
hasna bhool chuke hain hum
humein bhi koi hasaye
woh din na jaane kahan chale gaye hain
jab hum ghanton baatein kiya karte the
haal-e-dil sunaya karte the
tab unke paas bhi waqt tha...hamari baatein sunane ke liye woh roz aaya karte the
abb to woh din hawa ho gaye hain
lagta hai abb unke paas shayad waqt nahi hai
ya fir woh humse khafa ho gaye hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #407 on: September 03, 2006, 11:10:55 AM »
nice reply Majid......
Logged
nikki
Guest
«Reply #408 on: September 03, 2006, 11:21:38 AM »
oke amirooo likh dete hain....

mausam badalne ki umeed mein hum aaj bhi intzaar karte hain
baadal hain ki cha kar bhi baraste nahi
hum hain ki tarse ja rahe hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #409 on: September 03, 2006, 11:34:06 AM »
amiro...rich people...hehe..its raining here at my place

sadiyon se dil ki sookhi dharti pe bahaar aayi hai
na jaane aaj khuda ko humpe taras aaya hai
ya fir kismat hi humpe meharbaan banke aayi hai
sab shiqve dor ho gaye aaj
unhone humse umr bhar pyar nibhane ki kasam khayi hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #410 on: September 03, 2006, 11:41:27 AM »
superbbb Majid...

kaali ghata bhool kar hi sahi chaye to
woh kahe na kahe zubaan se
usse mujhpe pyar aaye to
main khud hi izhaar kar dungi..
woh kabhi mujhse milne aaye to

sadiyon se hai intzaar jiska
kabhi kissi mod par mil jaye to
chahe mujhe apna na banaye
begano ki tarah..do lafz muhse farmaye to
Logged
nikki
Guest
«Reply #411 on: September 03, 2006, 12:09:54 PM »
bahut acha likha hai aapne Majid...

dard ki duniya sajayi hai humne
koi hamari mehfil mein aa jaye to raunak ho
yeh dil dukha hai sadiyon se
isse koi do pal hi sahi behla jaye to dil ki galiyon mein raunak ho
humne chahi hai sada dil ki khushi...koi humein uss khushi se milaye to..raunak ho
Logged
nikki
Guest
«Reply #412 on: September 03, 2006, 12:20:19 PM »
superbbb Majid ....tussi gr8 ho...

humne do pal ki khushi mangi hai
jaan lena humein gawara nahi
hum dil ke mareez hain
koi be-reham qatil ya awara nahi
Logged
nikki
Guest
«Reply #413 on: September 03, 2006, 12:35:58 PM »
bilkul sahi kaha aapne...

pyar khud mein ek tarah ki bimari hai
kissi ko to raas aati hai
kissi pe padti bhaari hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #414 on: September 03, 2006, 01:07:19 PM »
nice..


dil ko kissi ke naam se abaad karke dekh liya
khud apne haathon se barbaad karke dekh liya
abb hum na yeh galti dohrayenge
khuda ki kasam hum na abb dil lagayenge
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #415 on: September 03, 2006, 01:12:15 PM »

Good going Nikki and Majid....

Nice work all.... =D> =D> =D>
[/b]
Logged
nikki
Guest
«Reply #416 on: September 03, 2006, 01:17:29 PM »
thank u Shikha sis...aapne kuch nahi likha?
good one Majid...

pyar mein koi zabardasti nahi hoti
yeh to khud ho jaata hai
karwaya nahi jaata
kissi ki dil mein jagah ban jaati hai bas chupke se
kissi ko dil mein marzi se basaya nahi jaata
yeh khel hai takdeeron ka
ismein khud ka zor azmaya nahi jaata
Logged
nikki
Guest
«Reply #417 on: September 03, 2006, 01:51:27 PM »
aapka sahi kahan gaya???...arree kamaal hai kuch bhi nahi likha...

abb to woh khatt likhne ki takleef bhi nahi karte
pehle to panno-pe-panne likh diya karte the
abb to do shabd bhi nahi likhte hain
na jaane unka dhayaan kahin aur hai
ya fir woh hamari taraf dhayaan hi nahi karna chahte
Logged
nikki
Guest
«Reply #418 on: September 03, 2006, 02:00:29 PM »
kar lo baat...

hamare gamon ki dastaan ek umr jitni lambi hai
aur unhein likhne ke liye shabd nahi milte
hum chup rehne ki koshish bhi karein to aankhein bolne lagti hai
aur woh hain jinhein likhne ke liye bol nahi milte
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #419 on: September 03, 2006, 06:34:06 PM »
very  nice  Nikki.....  Majid...............

tu  raaj  dil  ka  kyon  kholta hai
tere  aankhon ke  lahja bolta hai ...........
Logged
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:59:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer