Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30
Print
Author  (Read 20422 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #420 on: September 04, 2006, 02:55:21 PM »
Bahut hi khoob likha hai Majid aur Nikki ...
Keep it up both ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #421 on: September 10, 2006, 04:12:16 PM »
Bahut hi kam tha wo dard jo behti hawaao mein tha,
Dard to us zakhm mein tha jo ped ki chhaav mein tha ...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #422 on: November 12, 2006, 05:21:48 PM »

Manzil Na De Charaag Na De Hausla To De,
Tinke Ka Hi Sahi Tu Magar Aasra To De,

Maine Ye Kab Kaha Ke Mere Haq Mein Ho Jawab,
Lekin KhaMosh Kyon Hai Tu Koi Faisla To De,

Barso Mein Tere NaaM Pe Khata Raha Fareb,
Mere Khuda Kahan Hai Tu Apna Pata To De,

Beshak Mere Naseeb Pe Rakh Apna Ikhtiyaar,
Lekin Mere Naseeb Mein Kya Hai Bata To De...
* * * * * [NM]
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #423 on: November 20, 2006, 05:26:16 PM »
Nahi hai yaha itne peene waale hai yaha jitne maikhane,
Mazaak bhi nahi karte loge hamara hai duniya se itne anjane,
Hum ek ada ke badle mein imaan gawa baithe ab to,
Wohi jaata hoon main jaate hai jaha mitne deewane ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #424 on: November 23, 2006, 07:57:02 PM »
superbbb Waheed, Majid, JHL n Angel...

baras lene do baadlon ko inka kasoor hi kya hai
inki to fitrat hai paani ko sameet ke laana aur kissi dard bhare dil ki aankhon se barsana
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #425 on: November 26, 2006, 04:42:38 PM »
Thanks Nikki for appreciation and nice reply Majid ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #426 on: November 26, 2006, 04:44:45 PM »
Maikhane mein hum apne dard kam karne jaate hai,
Sach, buzdil hai wo jo sharabiyo ke bich marne jaate hai ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #427 on: November 27, 2006, 07:43:22 AM »
good job JHL ji, Majid ji and nikki

pina boori bala hai
is se to bach kar chal
Ishaq ka rog sahi hai
issi main din raat jal
Logged
Pooja
Guest
«Reply #428 on: November 27, 2006, 07:52:16 AM »
wah wah wah kaya baat hai majid ji.... bahoot hi acha likha hai apne....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #429 on: December 03, 2006, 06:05:49 PM »
Aaj phir ek naya afsana banaya gaya,
Aaj phir ek deewana zinda dafnaya gaya,
Shayad logo ko uske marne par vishwaas na hua,
To use kabr se nikalkar sar-e-aam jalaya gaya ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #430 on: January 13, 2007, 11:08:52 PM »
baarish ki boondon ka zameen pe girna kitna acha lagta hai
yeh kissi ki khushi to kissi ka gum batati hain
jab bhi ghir ke aate hain baadal...
yeh bhi sang chali aati hain
aaj mere shehar mein sadko pe baarish ka paani hai
aur mere dil mein aansuon ki ravani hai
 
kabhi main geeli zameen ko dekhti hun to kabhi apne aanchal ko
dono ki ek si hi to kahani hai...
yeh bhi bheega-2 sa hai
dharti bhi num hai
main to kissi ki yaad mein roti hun
magar na jaane aasman ko kya gum hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #431 on: January 14, 2007, 06:48:28 AM »
nice JHL JI

WAH NIKKI JI KAYA KHOOB AOR GAHRA LIKHA HAI...

barish ki boondo main dil bhar ayya hai
ajj phir ansuo ko chupaya hai
dil hi dil mai apne jakhmo ko dohraya hai
gum ka badal phir se ghanera chaya hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #432 on: January 15, 2007, 05:58:30 PM »
Thanks and good one too ...


Mujhse kuch aise juda ho gaya wo,  
Apni manzilon se bhi aage nikal gaya wo,
Ab kaise dhoonde unko gum ke andhero ko saath lekar,
Ke apne kadmo ke nishan tak mita gaya wo ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #433 on: January 21, 2007, 11:42:06 AM »
Thank u so much Pooja sis n JHL
aap dono ne bhi kamaal ka likha hai..too good

yeh bond-2 karke behta paani kissi din saagar ban jayega
mere dil ka dard kum na hoga jab talak woh na ayega

yeh gumon mein bheegi shaam bhi dhal jayegi
magar mera dil qaraar na payega

beh lene do aankhon se aanson
yeh to woh moti hain jo hum kissi ki yaad mein bahaya karte hain
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #434 on: January 21, 2007, 01:49:56 PM »
Wow nikki sis,very nice..btw ye avatar bohat pyara hai Usual Smile .
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:59:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer