Barsaat ke badal

by nikki on July 02, 2005, 05:10:14 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 30
Print
Author  (Read 20429 times)
nikki
Guest
«Reply #75 on: July 04, 2005, 12:09:59 PM »
Thanx Aryaan........................................... .........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
barsaat by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badal To Ghirr Ke Aaye The Barsaat Reh Gayi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kapDe badal badal kar by zidd in Ghazals « 1 2  All »
HumTum
Guest
«Reply #76 on: July 04, 2005, 12:12:26 PM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Talat"

Bohot hi khoob Nikki dear !!!

Aur Humtum...Amit..Waheed...Aryaan ne bhi bohot achcha likha hai....

Shukriya Talat... aur aap ne bhi bohat hi acha likha hai....

Nikki, HumTum & JHL.....Nice Ones..

Thanx Talat ji n AryaaN  ..
Logged
nishita
Guest
«Reply #77 on: July 04, 2005, 12:13:34 PM »
Quote from: "nikki"
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi

hum gaye the samander ke kinare
apne dil ko zara behlane
magar tabhi ghir aye kaale baadal
humara aanchal bhigaane

woh na jaante the hum ro rahe hain
woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain

unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2
hamaare aansun bhi dho rahe hain

hum zamaane se khud ko chupana chahte the
akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the

magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai
jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai

yeh kaisa kudrat ka karishma hai
jab bhi unhe bhoolna chaha
had se jiyada yaad kiya hai

in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se
hamare dukh mein hamara saath diya hai

dho daale hamare woh aanso
log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai

dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya
jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai

[/b]

beautiful nikki
Logged
nikki
Guest
«Reply #78 on: July 04, 2005, 12:53:27 PM »
Thanx a lot sis......it feels very nice aapne aate hi padh liya..............so nice of u.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #79 on: July 04, 2005, 05:11:18 PM »
Quote from: "nikki"
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi

hum gaye the samander ke kinare
apne dil ko zara behlane
magar tabhi ghir aye kaale baadal
humara aanchal bhigaane

woh na jaante the hum ro rahe hain
woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain

unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2
hamaare aansun bhi dho rahe hain

hum zamaane se khud ko chupana chahte the
akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the

magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai
jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai

yeh kaisa kudrat ka karishma hai
jab bhi unhe bhoolna chaha
had se jiyada yaad kiya hai

in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se
hamare dukh mein hamara saath diya hai

dho daale hamare woh aanso
log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai

dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya
jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai

[/b]

wow superbbbb work sis,bohat hi accha likha hai Usual Smile ,meri nazar kaise nahi gayi ab tak yahan Puzzled ! .

humtum,waheed,aryaan,Talat,JHL,Sabne bohat accha likha hai,excellent shayri going in this thread Usual Smile.

"Gam ke baadal kuch yun chhaa jate hain,
 akelepan ka mujhe ehsaas kara jaate hain,
 bheeg ke barish me lagta hai aisa,
 saath mere koi aur bhi hai tanha,
 ro roke ham dil ko bohat samjhaate hain,
 phir in aansuon me khud hi beh jaate hain,
 jise bhulaana chahte hain pal - pal,
 kyun wo aur bhi zyaada yaad aate hain."
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #80 on: July 05, 2005, 01:11:04 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"

Shukriya Nidhi...Aap ne bhi khoob likha hai....
Logged
nikki
Guest
«Reply #81 on: July 05, 2005, 10:44:01 AM »

Thanx a lot sis............................bahut bahut acha reply kiya hai sis.....................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #82 on: July 05, 2005, 11:13:49 AM »

kya.........baat  hai    Nikki...........Nidhi...........   kitna accha likha  tum  dono ne...........  

tumhare  chahne  se  tum  mujhe  bhula  na  paogi  
humein bhulaogi  to  tumhein sadiyon tak need nahi aayegi.........
Logged
nikki
Guest
«Reply #83 on: July 05, 2005, 11:30:54 AM »
superbbb Waheed........................................... ............
Logged
nikki
Guest
«Reply #84 on: July 05, 2005, 02:06:06 PM »
neend to aaj bhi humein aati hai kum
na jaane kaisa rog laga hai
na jaane is dil ko hai kya gum
Logged
Tosha
Guest
«Reply #85 on: July 05, 2005, 02:30:01 PM »
Quote from: "nikki"
Meri ek choti si koshish....hope aap sabko pasand ayegi

hum gaye the samander ke kinare
apne dil ko zara behlane
magar tabhi ghir aye kaale baadal
humara aanchal bhigaane

woh na jaante the hum ro rahe hain
woh naadan to hume bhiga kar khush ho rahe hain

unhe kya pata woh hume bhigaane ke saath -2
hamaare aansun bhi dho rahe hain

hum zamaane se khud ko chupana chahte the
akele mein baith kar apne gumon ka hisaab lagana chahte the

magar yeh baarish humein yaad fir se woh pal dila rahi hai
jise bhoolne aye the abb fir se unki yaad aa rahi hai

yeh kaisa kudrat ka karishma hai
jab bhi unhe bhoolna chaha
had se jiyada yaad kiya hai

in baadlon ki mehrbaani jinhone fir se
hamare dukh mein hamara saath diya hai

dho daale hamare woh aanso
log kehte hain jinhone hamara chehra kharaab kiya hai

dukh is baat ka hai ,woh laut kar nahi aya
jiska humne tamaam-umr intzaar kiya hai

[/b]

kya baat nahi Nikki JI!!! Shocked
Logged
nikki
Guest
«Reply #86 on: July 05, 2005, 02:33:28 PM »
thanx Tosha ji............................................... .....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #87 on: July 05, 2005, 05:11:16 PM »
Thanks a lot Talat, Faree, Aryan and Niddhi for appreciation ...
And good job by all ...
Keep it up ...

Aankhon ko kholta hoon to wo kho jaati hai,
Aankhen kholne par khud aankhen ro jaati hai,
Wo hawaao ke bich jalti hui shama hai,
Jiski lau har jhonke ke saath tej ho jaati hai ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #88 on: July 06, 2005, 01:20:45 PM »
wow...2 gud JHL.......

issi lau ko dil mein jalaye rakhna
unki yaad ko khayalo mein basaye rakhna
woh chaand hai aapke aasman ka
issi tarah se apne aasman mein sajye rahna

shayad woh laut ayein kissi mod par
unka rasta badi shiddat ke saath takna
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #89 on: July 06, 2005, 01:41:13 PM »
Quote from: "nikki"
wow...2 gud JHL.......

issi lau ko dil mein jalaye rakhna
unki yaad ko khayalo mein basaye rakhna
woh chaand hai aapke aasman ka
issi tarah se apne aasman mein sajye rahna

shayad woh laut ayein kissi mod par
unka rasta badi shiddat ke saath takna

Bohat khoob Nikki......& Nice One JHL.....
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 30
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 08:45:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer